Lot Size & Types of Lot Size
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: What is Concept of Lot Size and it's major Types.

    Yes dear Hamen Apne account per lot size Lagate waqat account Ko Dekhkar Lot select Karni hoti hai Humko market main trade lagany se phly apna Account balance dekh lena chaye aus k hisab se lot size select kar leni chaye aus k baad hum ais market mai apni trade ko hold rakh sakty hai jo trader ais market mai apny Account par zayda risk lety hain wo apna loss kar sakty hain ais liay hum ko money management k hisab se kaam karna chaye aus se hum ko kafi zayda faida ho jata hai jo traders ais market mai trading karty waqat lalch nai krty wo ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai hum ko mehnat krny ka acha profit mil jata hai market mai hum ko time lagany k baad kamyabi mil jati hai Ham is market Mein load lagakar Apne account per profit banaa sakte hain.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: What is Concept of Lot Size and it's major Types.

      Assalamu Alaikum Eid karta hun aap Sabhi creation ke liye bheja na aapane bahut acchi night create Ki Hai Lekin Asi Threads sirf mt5 per Hi Kam Deti Hai ham log MP4 Wale Hain Iske Upar Ham Urdu wali Rahana third Ka Jawab Dete Hain sake Ham ismein kamyabi asalkar Pi Agar English Mein Hogi To Hamen iska jawab nahin De Payenge aur please and Urdu method create Kiya Karen Taki hamen bhi Samay Jaaye aur ham jawab De De Pai
      • #18 Collapse

        Re: What is Concept of Lot Size and it's major Types.

        Dear forum members, Forex trading main kamyabi k liy buht sary factors consider krny hoty hain. In factors main say lot size aik bahut hi important factor hai. Lot size select krty wakt ap ko emotional descpline k sath kam krna hota hai. Jitni bari lot hoti hai ap ka profit ya loss hota hai aur ap ka risk increase ho jata hai. Sab say pehly ap ko lot size aur is ki importance ki ka pata hona chaiy.

        Lot Size definition:

        Lot size ki basis per aapko per PIP movement per profit / loss hota hai. Jab bi ap nay trade lagani hoti hai ap ko lot size k through trade lagani hoti hai.

        Types:

        Forex trading market mein lot sizes ki following types hain.

        Standard Lot / Maximum lot size:

        Standard lot size sab say bari lot size hoti hai. Standard lot size basically 100,000 USD say mil kr banti hai. Standard lot size, meta trader 4 main 1.0 sa show krty hain. Statndard lot size lagany k liy ap k pass knowledge aur experience ki zarorat hoti hai. Yah sab say zayda risky lot size hai. Is lot size ki base per ap ko profit ya loss bi zayda ho sakta hai. Yah lot size lagany k li yap ki equity bi zayda honi chaiy.

        Mini Lot / Medium lot size:

        Forex trading market mein mini lot size, 10,000 USD say mil kr banta hai. Is lot size ko 0.10 say denote krty hain.

        Micro Lot:

        Micro lot size 1000 USD say mil kr banti hai. Is lot ko 0.01 k sath denote krty hain.


        Risk Management:

        Forex trading market main lot size select krty wakt kabi bi lalch nai krna chaiy. Hmaesha emotional discipline aur risk to reward ratio ko samny rakhty howy lot size lagna chaiy.

        Click image for larger version

Name:	images (4).jpeg
Views:	5
Size:	21.8 کلوبائٹ
ID:	12342445
        • #19 Collapse

          Re: What is Concept of Lot Size and it's major Types.

          Dear memberAsslam o alikum
          apane bahut hi Achcha topic Hamare Sath discuss Kiya Hai Jab Ham forex market Mein kam Karte Hain To Hamen ismein lot size ki selection Soch samajhkar Lagan hoti hai agar Ham Apne account ke hisab se Lord Lagate Hain to hamare liye bahut jyada address ho sakta hai isliye Hamen is market Mein Bahut Hui kam lot lagakar trading karna Hogi agar aap isme micro lot Lagate Hain To aapko ismein bahut jyada advantages available Hote HainJab Ham forex market Mein kam Karte Hain To Hamen is market Mein Soch Samajh Kar kam karna hota hai isliye Hamen is market mein overtrading bilkul bhi nahin Karni chahie overtrading se Hamen Bachana chahie Agar Ham is market Mein overtrading Karenge To Hamen is market mein sirf or sirf loss Hoga isliye Hamen is market Mein Soch Samajh Kar aur planning ke sath kam karna hoga Jitna Ham market Mein planning Karke kam karte hain aur acchi status g's ke sath kam Karte Hain To Hamesha market mein itna hi fayda Milta Hai Hamen Koshish Karna Hogi ki Ham is market Mein trading karne se pahle maarpeet Mein acche tarike se time Den aur Market ko watch Karen Jab Ham market Mein judgement kar rahe hote hain aur ham is market Mein best entry Ka vate Kar Rahe Hote Hain To Hamen is market per bahut jyada fayda Milta Hai isliye aapko Koshish Karna Hogi kya aap is market Mein lot planning Karke lagaen aur kam lot ke sath trading Karen Taki aapka account save Rahe.
          • #20 Collapse

            Lot Size &amp; Types of Lot Size

            Assalam O Alaikum!
            Friends, umeed hai ap sab khayriyat se hon gy. Agar ap ka wasta Foreign Exchange Market se raha hai to ap ny lafz "Lot" kai bar suna ho ga. Aj main ap ko bataun ga k Lot Size kia hota hai or iski different types kon kon c hain. Umeed hai meri informations ap k liye profitable hon gi.

            Definition of Lot:
            Lot Foreign Exchange Market ka unit hai jis ko istemal karty huay traders kisi bhi currency to buy ya sell karty hain. Forex market mn different lot sizes hoty hain or har lot size ki 1 certain value hoti hai jo us ko assign karti hai. For Exmaple, agar ap kisi currency k 10,000 units (Mini Lot Size) ko buy karty hain to ap 1 lot size ka istemal kar rahy hoty hain or us lot size ki base par ap ko profit ya loss hota hai. Lot Size ki 4 following types hoti hain.

            Standard Lot Size (1.0):
            1 Standard Lot Size kisi bhi currency jis ko ap Buy ya Sell karty hain k 100,000 units k equal hoti hai. Jis ka matlab hai k agar ap 1.0 Lot Size k sath koi trade open karty hain to ap us currency k 100,000 units to buy ya sell karty hain. Agar ap Standard Lot Size use karty hain to ap ko every Pip par 10 US Dollars ka profit ya loss ho raha hota hai.

            Mini Lot Size (0.10):
            Mini Lot Size sab sy zyada hony wali lot size hai jis par ap proper planning k sath trade kar k axha profit earn kar sakty hain. 1 Mini Lot Size kisi bhi currency jis ko ap Buy ya Sell karty hain k 10,000 units k equal hoti hai. Jis ka matlab hai k agar ap 0.10 Lot Size k sath trade open karty hain to ap us currency k 10,000 units ko Buy ya Sell karty hian. Agar ap Mini Lot Size use karty hain to ap ko every Pip par 1 US Dollar ka profit ya loss ho raha hota hai.

            Micro Lot Size (0.01):
            Micro Lot Size zyada tar choty account k liye use hoti hai. Iss Lot Size mn Profit ya Loss bht kam hota hai. 1 Micro Lot Size kisi bhi currency jis ko ap Buy ya Sell karty hain k 1,000 units k equal hoti hai. jis ka matlab hai k agar ap 0.01 Lot Size k sath koi bhi trade open karty hain to ap us currency k 1,000 units ko Buy ya Sell karty hain. Agar ap Micro Lot Size use karty hain to ap ko every Pip par 0.10 US Dollars ka profit ya loss hota hai.

            Nano Lot Size (0.001):
            Bht kam brokers Nano Lot Size k sath trade to allow karty hain. Agar ap beginner hain or bht kam investment k sath Trading start karna chahty hain to Nano Lot Size ap k liye bht useful hai. Q k iss Lot Size mn profit ya Loss bht minimum hota hai. 1 Nano Lot Size kisi bhi currency jis ko ap Buy ya Sell karty hain k 100 units k equal hoti hai. Jis ka matlab hai k agar ap 0.001 Lot Size k sath koi bhi trade open karty hain to ap us currency k 100 units ko Buy ya Sell karty hain. Agar ap Nano Lot Size use karty hain to ap ko every Pip par 0.01 US Dollar ka Profit ya Loss hota hai.


            Click image for larger version

Name:	1.png
Views:	1
Size:	179.7 کلوبائٹ
ID:	12342450
            • #21 Collapse

              Re: What is Concept of Lot Size and it's major Types.

              Money management ke liye hath se hamen Apne account per kam lot size per trading karni hogi kitni hamari kam lot size hoga utna hi hamara account se rahega kyunki agar hamare pass account mein kam balance hai aur ham badi lot size per trade lagate Hain to fir yah bahut risky trading hogi usne nuksan ke chances bahut jyada hote hain kis liye nuksan se bachne ke liye hamen kam lot size per trading karni hogi aur money management or risk management ko Madhya najar rakhte hue safe trading karni hogi.
              • #22 Collapse

                Re: Lot Size &amp; Types of Lot Size

                Assalam o alaikum forex members frnds lot size ko hm Forex trading ma use krta hain lot size ka direct connection ap k account balance pa hota hai agr ap k account ma balance kam h to ap 0.01 sa 0.05 tk lot size use kr sakta hain R ye lot size ko micro lot size kehta hain
                Or agr ap k account ma balance 1 dollar sa bhi kam h to ap nano lot size use kr sakta hain like 0.001
                Or agr ap k account ma bht Acha balance mojood ha to ap standard lot size use kr sakta hain jis ki value 1.0 and above ha
                To is trha forex lot size ki 3 types bnte hain standard micro and mini lot sizes
                • #23 Collapse

                  Re: Lot Size &amp; Types of Lot Size

                  Lot forex trading main aik important term hai aur junhi aap forex join karty hain ye term bilkul start main aap ko pata chalti hay. Ye basic term aap sunn to lety hain lekin es asal matlab shyed new aany waaly trader ko nahi pata hota hai. Lekin eski bahut he zaida important hay kun kay lot kay size kay oper he aapka sara capital munhasir hota hai aur eska proper istemaall agar naa kiyaa jaay to heavy losses ka samnaa bhe karna parta hai.

                  What is Lot?
                  Lot forex main aapki trade ka size btaata hay. Lot directly aapky profit aur loss par asar-andaaz hota hay. Agar lot ka size thora hay ya saada alfaaz main apki trade choti hai to aapko loss ya profit market ke movement sy kam hoga. Essi tarha agar aapki lot ka size bara hai to same market ke movement ka aapko loss ya profit bhe zaida hota hay. To ess baat sy aapko andaza ho sakta hai kay lot size ke kitne zaida importance hay aur ye aapke trade par baht affect daalta hay. Essi liey esko detail sy samjhna baht zaida zaroori hai.

                  Types of Lot
                  Lot ke total 4 mukhtalif iksaam hain

                  1. Standard Lot
                  2. Mini Lot
                  3. Micro Lot
                  4. Nano Lot

                  Standard Lot
                  1 Standard lot 1 lakh units kay volume par mushtamil hoti hay. Agar aap kise currency pair ko 1 Standard lot sy khareedty hain to eska matlab hay kay aap 1 lakh units us currency kay khareed rahy hain. For example agar aap EURUSD pair ke 1 Standard lot buy karty hain to ess ka matlab hay aap 100,000 EUR khareed rahy hain. Aur agar us time EURUSD ka rate 1.2000 chal raha hai to 1 lakh 20 hazar dollars sy 1 lakh eur khareedty hain. Lekin agar aap Leverage use karty hain to aapko 1 lakh 20 hazar dollars nahi dena party. Maslan agar aap 1:100 ke leverage istemaal karty hain to aapko 1200 dollars main 1 lakh euros mil sakty hain.

                  Mini Lot
                  Mini lot main 10,000 units hoty hain aur ye Standard lot ka 10 feesad hoti hay. Standard lot 1 lakhh untis hoty hain magar mini lot 10 hazar units par mushtamil hoti hai. Jesa kay standard lot main aapne dekha yahan bhe same misaal use karin to EURUSD ko 1.2000 ke price sy 1 mini lot sy buy karin to aap 10,000 Eur khareedty hain aur aapko 12,000 dollar dena party hain aur leverage agar 1:100 ke istemaal karty hain to 120 dollars main aap 12 hazar eur khareed sakty hain.

                  Micro Lot
                  Micro lot main 1000 units hoty hain aur ye Standard lot ka 1% banta hai. Agar aik trader 0.01 ke lot sy trade open karta hai to eska matlabb hai kay wo 1 micro lot trade kar raha hay. Mini lot aur micro lot choti lots hoti hain aur jab traders newly forex market ko join karty hain to unko yehi mashwara diya jaat hai k wo ye lots istemaal karin taa kay unka lot size kay baar main experience bany aur loss na ho.

                  Nano Lot
                  Nano lot forex main 10 ya 100 units par mushtamil hoti hai. Units main difference ess liey hai kay kuch broker 10 units consider karty hain aur kuch 100 units. Ye type jo bilkul new comers hoty hain un kay liey zabardast hai.

                  Neechy diey gy table main Lot ke types aur us main shamil units ko ba asaani samjh sakty hain.
                  Lot Size Numer Of Units
                  Standard 100,000
                  Mini 10,000
                  Micro 1,000
                  Nano 100
                   
                  • #24 Collapse

                    Re: What is Concept of Lot Size and it's major Types.

                    Dear team members Forex trading market mein lot size aik bohaut hi important element ha, jisy bhut zada dehaan sy study karna aapke liye zarori hota hai, kunk aap agar is element ko ko properly study nahin krty Hain, tu definitely ismein aap Kay liye difficulties ho sakti hain, or aapko ek acha profit hasil karny main bhut zada masla aa sakta hai aur aap ko mis management ka samna karna par sakta hai aur apko khasa loss ho sakta hai.

                    What Do you mean by Lot Size?

                    Lot size eek international standards Kay mutabik aik eisi quantity set hoti hai, jiski basis per aap market main entry lety huye is quantity ko select akrty hain krty Hain, is ki basis per aapko per PIP movement per profit / loss hota hua apko nazar araha huta hai. Aur jaab haam koi lot size select karty hain tu is mian hamain yeah dikhai deta hai keh hamara loss ya profit calculate horaha hai.


                    Different Types of LOTS.


                    Agar haam lot size ki baat karainn tu hamain bhut c different types ki lot size nazar ati hain aur hamain is main kafi changes aap ko apni madaad sy kaar sakty hain aur ilot size aap apni equity k hisab sy set kar sakty hain. kuch basic lot size aur standard lot size maujood hain jiko discuss karna aur jannna zarori hai.

                    Standard Lot Size

                    Standard lot basically 100,000 USD units per include hota hai jisko aap arthimatically 1.0 sa compare Kr sakty hain. Iska matlab hota hai ap market main 100,000 units ki basis per Trading Kar rhy hain. Is main koi shak nahi hai keh yeah lot size bhut zada risky hoti hai aur is main hamain bhut zada risk bear karna parta hai. is main aapko zada profit or losses hony Kay chances ho sakhty Hain. Is liye aapko hamesha standard lot size ki selection aik acchi entry aur good knowledge ki bina per he lagana hota hai. Is tahaa ki lot size ko select karny aur use karny k liye minimum apko $20000 ka account hona zarori hai.

                    Mini Lot Size Kya aur konsy traders isko use karty hain?


                    Dear members Forex trading karty waqat jab bhi aap yeah mini lot size ka use karty hain tu ismein aapko $10000 Units ki base per apni trading activities ko mukamal karty hain or aap is lot size ko denote krny Kay liye 0.10 ki selection krty Hain. Maximum experts traders aur jo k account balance kaam rakhty hain is lot size ki set karty Hain kunk is main risk as compared to standards lot bahut Kam hota hai.

                    Micro Lot.


                    Jaab hamary mind main micro lot ki baat ati hai tu ap ko yah idea milta hai Kay basically ya lot size $1000 unit per depend hoti hai. Aur isko aap show krny Kay liye 0.01 ka figure set krty Hain. Saab sy zada is ko use kiya jata hai jahan par ek ko use karny sy account save zone main rehta hai wahaein par kaam profit aur aur kaam loss bhi mutwaqa hota hai.
                    Is liye basic sy start lene aur kaam balance k sath kaam karny waly is lot size ka istemaal akrty hai kyun keh is sy account ki safety hoti hai.

                    Main apko is picture main lot size ki equalency show karny ja raha hon jesa keh main oper zikar kiya hai tu apko chart ki madad sy PIPS aur per share of lot bhi samjh ajaye ga.

                    Click image for larger version

Name:	lot.png
Views:	1
Size:	87.1 کلوبائٹ
ID:	12342462
                    • #25 Collapse

                      Re: Lot Size &amp; Types of Lot Size

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Alikamran پيغام ديکھيے
                      Assalam O Alaikum!
                      Friends, umeed hai ap sab khayriyat se hon gy. Agar ap ka wasta Foreign Exchange Market se raha hai to ap ny lafz "Lot" kai bar suna ho ga. Aj main ap ko bataun ga k Lot Size kia hota hai or iski different types kon kon c hain. Umeed hai meri informations ap k liye profitable hon gi.

                      Definition of Lot:
                      Lot Foreign Exchange Market ka unit hai jis ko istemal karty huay traders kisi bhi currency to buy ya sell karty hain. Forex market mn different lot sizes hoty hain or har lot size ki 1 certain value hoti hai jo us ko assign karti hai. For Exmaple, agar ap kisi currency k 10,000 units (Mini Lot Size) ko buy karty hain to ap 1 lot size ka istemal kar rahy hoty hain or us lot size ki base par ap ko profit ya loss hota hai. Lot Size ki 4 following types hoti hain.

                      Standard Lot Size (1.0):
                      1 Standard Lot Size kisi bhi currency jis ko ap Buy ya Sell karty hain k 100,000 units k equal hoti hai. Jis ka matlab hai k agar ap 1.0 Lot Size k sath koi trade open karty hain to ap us currency k 100,000 units to buy ya sell karty hain. Agar ap Standard Lot Size use karty hain to ap ko every Pip par 10 US Dollars ka profit ya loss ho raha hota hai.

                      Mini Lot Size (0.10):
                      Mini Lot Size sab sy zyada hony wali lot size hai jis par ap proper planning k sath trade kar k axha profit earn kar sakty hain. 1 Mini Lot Size kisi bhi currency jis ko ap Buy ya Sell karty hain k 10,000 units k equal hoti hai. Jis ka matlab hai k agar ap 0.10 Lot Size k sath trade open karty hain to ap us currency k 10,000 units ko Buy ya Sell karty hian. Agar ap Mini Lot Size use karty hain to ap ko every Pip par 1 US Dollar ka profit ya loss ho raha hota hai.

                      Micro Lot Size (0.01):
                      Micro Lot Size zyada tar choty account k liye use hoti hai. Iss Lot Size mn Profit ya Loss bht kam hota hai. 1 Micro Lot Size kisi bhi currency jis ko ap Buy ya Sell karty hain k 1,000 units k equal hoti hai. jis ka matlab hai k agar ap 0.01 Lot Size k sath koi bhi trade open karty hain to ap us currency k 1,000 units ko Buy ya Sell karty hain. Agar ap Micro Lot Size use karty hain to ap ko every Pip par 0.10 US Dollars ka profit ya loss hota hai.

                      Nano Lot Size (0.001):
                      Bht kam brokers Nano Lot Size k sath trade to allow karty hain. Agar ap beginner hain or bht kam investment k sath Trading start karna chahty hain to Nano Lot Size ap k liye bht useful hai. Q k iss Lot Size mn profit ya Loss bht minimum hota hai. 1 Nano Lot Size kisi bhi currency jis ko ap Buy ya Sell karty hain k 100 units k equal hoti hai. Jis ka matlab hai k agar ap 0.001 Lot Size k sath koi bhi trade open karty hain to ap us currency k 100 units ko Buy ya Sell karty hain. Agar ap Nano Lot Size use karty hain to ap ko every Pip par 0.01 US Dollar ka Profit ya Loss hota hai.


                      [ATTACH=CONFIG]31288[/ATTACH]

                      Asalm o alaikum dear forex members apny humry sth bht acha knowledge share kia ha jb hum market me trade krty hain to humy lot ka pta hona chahiye forex trading me lot ek important term ha r iska apko tb pta chlta ha jb ap forex trading me entr joty hn to pta lgta ha ye ek important term ha trading ki q k lot size pr hi hoti ha trading agr apko lot k mutalik information ni ha to ap bht bra loss kr skty hn r iski types b hn jo main apky sth shre kru ga r lot soze ki base pr hi hota ha apka profit r loss...


                      TYPES OF LOT:

                      Lot ki different 4 types hn..

                      1: standard lot.
                      2. Mini lot.
                      3: nano lot
                      4: micro lot.

                      1: STANDARD LOt
                      Ye lot ksi b currency jis ko hum buy ya sell krty hn 100.000 unit k equal hoti ha
                      Jis ka mtlb ye ha k agr ap 0.1 ki lot se trading opn krty hn to ap
                      Currency k 100.000 unit buy ya sell krty hn agr ap currency pair pr standerd lot use krty hn to humy profit acha ho skta ha isy hum standerd lot kehty hain..

                      2: MINI LOT.

                      Dear forex members mini lot wo lot soze ha jo sb se zoada isr hony wli lot ha trading me js me hum achi trading kr k achi earning hasil kr skty hain is se hum safe trading kr skty hain mini lot size ksi b currency ko buy ya sel krty huy humy 1 lac unit k equal hoti ha r ap is se safe trade ng kr skty hsin..

                      3: NANO LOT.


                      Dear members nano lot wo lot hoti ha jis me bht km broker nano lot k ststh trading krny ki permission dety hain agr ap new hn ttrading me to ap invesmnt kr k trading krna chahty hn to ap km invesmnt kr k nano lot k sth kam investment kr k nano me trading kr skty hn r ye apky ly useful rhy gi dear 1 nao lot agr ap use krty hn r trade buy ya sell krty hain to ye 100 unit k equal hoti ha humy apny account pr agr planning k sth km krna ha to sb se best nano lot ha..

                      4: MICRO LOT.

                      Dear members jeay k ap sb jnty hain k mmicro lot sb se choty account k lly use hoti ha is me jb apap trade open krty hn to apko is me bht km profit r loss hota ha.
                      1 micro lot se jbbap trade buy ya sell krty hain to ap ko 1.000 unit k equal hoti ha agr ap micro lot size use krty hain to apko hr pip pr 0.10 ka profit ya loss hota har agr apko km investment se trading krni ha to apko micro lot se krni chahiye ye sb se best ha km investment k ly...
                      • #26 Collapse

                        Re: Lot Size &amp; Types of Lot Size

                        Agar aap javniya se Hain To aapko chahie kya aap kam lot science ke sath trading Karen Kyunki aap junior se aap bhi theek Rahe isliye aap minut kar rahe aap Jarur kamyabi Milegi lekin agar aap Jyada lot size ke sath trading Karenge to aap ko nuksan bhi ho sakta hai isliye Hamesha Soch Samajh Kar mehnat Ke Sath trading karen to aap Jarur Kamyab Honge
                        • #27 Collapse

                          Re: Lot Size &amp; Types of Lot Size

                          Assalamualaikum all members ik achi trade k lea market k bare main pori information honi chaea Forex trading market mein lot size aik bahut hi important factor hota hai, jisko carefully study karna aapke liye zarori hota hai, kunk aap agar is factor ko properly study nahin krty Hain, tu definitely ismein aap Kay liye difficulties ho sakti hain, or aapki effective trading possible nahin hoti hai. Or ap ki choti si mistake se aapka account wash ho sakta ha.

                          Lot Size kiya ha?

                          Trade krne se pale ap ko lot size ki pori information honi chaea Lot size basically aik international standard Kay mutabik aik eisi quantity hoti hai, jiski basis per aap market mein entry laty huy is quantity ko select krty Hain, is ki basis per aapko per PIP movement per profit / loss ho sakhta hai.

                          Lot Sizes kitni type ki hoti hain??

                          Main ap k saat details main information share karti hun. Forex trading market mein apko following mentioned lot sizes available ho sakte hain, Jin ko aap apni trading activities main include kar sakhty Hain.or trade mai profit hasil kar sakte hain

                          1) Mini Lot

                          Maximum traders is lot size ki selection karte Hain, kunk is main risk as compared to standards lot bahut Kam hota hai. Forex trading market mein jab aap mini lot size ki selection karte Hain, tu ismein aapko 10,000 USD dollers Units ki basis per apni trading activities ko complete karna hota hai, or aap is lot size ko denote krny Kay liye 0.10 ki selection krty Hain.

                          2) Micro Lot

                          Ismein aapko hamesha bahut hi minimum profit or nuksan ho raha hota hai. Micro lot size ki study karte Hain, to aap ko yah idea milta hai, Kay basically ya lot size 1000 USD units per mushtamil hoti hai. Or isko aap show krny Kay liye 0.01 sign use krty Hain. Ya bahut hi save trading krny main bahut zyda helpful hoti hai.

                          3) Standard Lot

                          Isko utilise krny Kay liye aapko pas definitely account balance bhi acha hona cheye Standard lot basically 100,000 USD units per include hoti hai, jisko aap mathematically 1.0 sa show krty Hain. Iska matlab hota hai ap market main 100,000 units ki basis per Trading Kar rhy hain. No doubt Forex trading market mein ya sb sa zyda risky lot size hoti hai, is main aapko maximum advantages or losses hony Kay chances ho sakhty Hain. Is liye aapko hamesha standard lot size ki selection aik acchi entry or experience ki basis per krni hoti hai.
                          • #28 Collapse

                            Re: Lot Size &amp; Types of Lot Size

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: ZainabAslam پيغام ديکھيے
                            Agar aap javniya se Hain To aapko chahie kya aap kam lot science ke sath trading Karen Kyunki aap junior se aap bhi theek Rahe isliye aap minut kar rahe aap Jarur kamyabi Milegi lekin agar aap Jyada lot size ke sath trading Karenge to aap ko nuksan bhi ho sakta hai isliye Hamesha Soch Samajh Kar mehnat Ke Sath trading karen to aap Jarur Kamyab Honge
                            Dear ap kay comment se nahi lagta hai kay ap ko zaida is ki information hai. ap ko cheye kay jab ap trade karain ap apny risk level ko count karain. jis kadar ap ka risk level kam ho ga ap ka lot size be kam hoga. Ap apni trading lot size jis kadar bara hoga us kadar ap ko issue ho ga q kay es se ap ka risk level barh jaye ga or capital chota ho ga tu ap ko loss ho sakt hai account wash ho ga.
                            • #29 Collapse

                              Re: Lot Size &amp; Types of Lot Size

                              Trading keliye lot size ki bihat importance hai jab ap trading karty hein to apko lot size rakhna hota hai aur apk trade is lot size Kay accrding chalti hai aur Apka profit aur loss b is Kay mutabik
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Lot Size &amp; Types of Lot Size

                                Asalam-u-Alikum!
                                Dstn umeed ha ap sab khariat sa hona ga aj ka hanra topic lotsize par mabni ha . Lotsize ask ma wo price ha Jis ki ratio par Huma profit ya loss hota ha . Yani hum jitna Kam lotsize krta ha to human utna Kam profit ya loss hota ha ur jitna zada lotsize rkhta han utna zada profit ya loss hota . Lotsize bht Sara hota ha ya 0.01 sa shuru ho kar 1 tk jata ha . Lotsize ki bht sari types Hoti ha . Lotsize trading ma bht zarori ya kio ka ya hamra profit ya loss ho decid krta ha jab hum trade shuru krta ha tab sab sa phka Huma lot size select krna prta ha Mera beginners ko advice ha ka wo Kam sa Kam lotsize use krn

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X