What is a bullish and bearish market
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is a bullish and bearish market
    hello everyone kaise hain aap sab ummid hai aap bilkul theek honge forex a ki market mein kam karne ke liye hamen market ka bahut hi achcha knowledge hasil kar lena chahie knowledge ke bagair apna Kam bilkul bhi shuru nahin karna chahie Kyunki is tarah se is platform mein bullish or bearish condition ko acche tarike se understand karna kabhi bhi possible nahin hota.


    bulls and bears movement who understand ke bagair market mein buying or selling ki order ko kabhi bhi place to nahin karna chahie Kyunki agar aap aisa Karenge to is aur order ke zariye se aap logon Ko market mein nuksan uthana pad sakta hai yah market ke Kaisi position hoti hai ki jismein market ki price Kabhi high hoti hai To Kabhi low to kabhi up ki taraf move Karti hai to Kabhi down ki taraf movement start karti hai.



    a bullish or bearish market ki up trend or down trend ki price movement ko kaha jata hai jab market mein trade ko open kiya jata hai to use time traders ko chahie ki vah market ki bullish or bearish price movement ko analyses karne ki koshish karen isko analesis karke hi market mein open karte hue asaniPaida hoti hai.

    aur market ki is movement ko understand karne ki vajah se hi humne market ke chart price ko identify karne mein bahut zyada help milti hai market uptrend movement ko understand kiya jaaye to iski vajah se hamen market ki swing high aur swing low position ki best information hasil hoti hain.


    iSi tarah se market ki downtrend movement ki vajah se market ke price level ki swing high aur swings low ko understand karne aur user identifier karne ke liye market ko acche tarike se analyses kar lena chahie signals
    are bahut zyada importance rakhte hain signals ke ignore Karke trade ko successful banana kabhi bhi possible nahin ho pata isliye in Karke trade bilkul bhi open nahin karni chahie.


    Click image for larger version

Name:	bb.png
Views:	1
Size:	100.4 کلوبائٹ
ID:	12471772
    Last edited by ; 21-08-2021, 01:16 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is a bullish and bearish market

    Walaikumu salam! Dear forex member ap na Market k related 2 bhot important terms per bhot acha knowledge share kia ha. Man b is important topic per apka sa apna knowledge share kerta hon, umeed ha k is sa traders ko acha faida hasil hoga.

    Bullish Market:

    Dear trading k liye zarori ha k trader ko pata ho k market price increase ker rahe ha ya fall ker rahe ha. Ta k trader sell ya buy ker k market sa benefit uthae. Is liye market price k ander increase aur decrease ka andaza sirf aur sirf past prices sa lagaya ja sakta ha. Ager market prices past prices k motabiq increase hoi han to isko market term man "BULLISH Market" kehta han. Bullish market man Buyers ka pressure zayada strong hota ha, seller kafi koshish kerta han k market ko sell ker k nicha laya jae lakin market man buyers itna zayada aur strong hota han k jitna b unit sellers sell kerta han usi waqt buy ker leta han aur is terha market price "Higher High" bana k tazi sa oper jati ha. Is condition man trader ko hamasha "Buy ki Opportunity" ko dakhna chaheye. Bullish market man demand zayada aur supply ki shortage hoti ha.

    Bullish market man market prices ki direction ko "Bullish Trend" kehta han.

    Bearish Market:

    Dear ager market prices past ki prices k motabiq decrease ker rahe han to market term man isko "BEARISH MARKET" kehta han. Bearish market man "Sellers ka pressure" zayada hota ha aur wo her level per sell kerta jata ha lakin buyer itna strong nahe hota k sara unit buy ker sakan aur is terha market prices "Lower Low" lagati ha aur market prices tazi k sath nicha ki taraf shoot ( fall) kerti han. Is situation man trader ko "Sell ki Opportunity" ko dakhna chaheye. Bearish market man Demand man kami aur supply zayada hoti ha.

    Bearish market man Market prices ki direction ko "Bearish Trend" kehta han.

    History of Bullish and Bearish:

    "Bullish" ka word "BULLS" sa liya gya ha. Ager ham dakhen to "Bulls" apna shikar ko head nicha ker k oper ki taraf throw kerta ha aur similarly market prices man b jab increase ata ha to price oper jati han to is liye market price k increase ko Bullish word sa zaher kerta han.

    "Bearish" ka word "Bear" sa liya gya ha. Q k Bear apna shikar ko oper sa nich ki taraf hit kerta ha, similarly bearish market man prices fall kerti ha. Is waja sa market prices man fall ko Bearish k word sa zaher kia jata ha. Is liye forex market man traders commonly bull aur bear ka words use ker k market ko explain kerta han.
    Click image for larger version

Name:	images (17).jpeg
Views:	1
Size:	22.1 کلوبائٹ
ID:	12342473Click image for larger version

Name:	images (18).jpeg
Views:	2
Size:	20.4 کلوبائٹ
ID:	12342474

    اب آن لائن

    Working...
    X