Why broker charges spread on each trade
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Why broker charges spread on each trade
    kaise hain aap sab ummid hai aap bilkul theek honge aur forex ki market mein apna kam bahut hi acche tarike se kar rahe honge is platform mein kam karke acchi kamyabi hasil karna koi aasan kam nahin hota bal k ese mein kam karne k liye bahut zyada mehnat aur acche knowledge ki zarurat hoti hai kyunki baghair knowledge ke kisi bhi member ke liye forex ke platform mein entry hasil karke acchi kamyabi hasil karna ka bhi possible nahin ho pata.
    Click image for larger version

Name:	sprd.png
Views:	1
Size:	42.5 کلوبائٹ
ID:	12471761


    spread trade effect

    trading platform in a spread bahut zyada effect karta hai market mein jo members apne trade to open karna chahte hain to unhen chahiye ke vah market mein apne trade ko open karne se pahle currency pairs ki price ke between difference ko spread ko understand kar le kyunki currency pairs ki jo bat price ras price hoti hai in mein price ke between jo difference hota hai use to spread kaha jata hai aur yah spread hi hamen currency pairs ki weakness aur uski strongness ko samajh mein nahin help karte hain.



    broker spread charges
    market mein different types brokers maujud hote hain aur har broker ke ke charge bhi alag alag hote hain unke charges same nahin hote aur jo member es market name in charges ko pay nahin karna chahte hain to unhen market mein apne trade ko open karte hue usmein spread ka use zarur karna chahiye us sa acha knowledge hasil karke apne kam mein include karna chahiye.



    some broker zero charges
    market mein kuchh brokers hamen bahut hi best facilities provide karte hain in brokers se hamen apne account per kisi kiska koi commission pay nahin karna padta balke ham free mein apne account ko use kar sakte hain aur isko use karne ke sath is ka zariya se bahut hi achcha profit bhi hasil kar kar sakte hain aur market mein spread or between sirf ek dollar ka difference paya jata hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Why broker charges spread on each trade

    Gi han dear ap nay Spread kay baray men achi roshni dali hay agar hamen spread kay baray men achi tara say msjh aa jaye to koi bhi barokar ka intikhab karnay men hamen koi pareshani ka samna na karna paray kyn kay jab bhi ham koi barokar talash karty hen to har ek ko kuch na kuch spread lazmi hota hay to spread ka trade say bahot he gehra taluq hota hay to hamen cahye kay ham aisay smjh len.

    Spread kam say kam hona chaye:- Jab bhi ham kisi barokar ka Intikhab karen to hamen ais bat ka yakeen kar lena chaye kay jis barokar ka intikhab kia hay kia us ka spread kitan hay jo kay kam say kam hona lazmi hay.

    Spre veriable na ho:- Spread agar veriable ho ga to trade pay aiska ghera sar hota hay kyn kay agar spread zeada ho ga aor veriable bhi ho ga to trade agar loss men jati hay to us kay loss kay barhanay kay chance kafi zeada ho jaty hen jab veriable spread wala account ho to ais laye veriable spread walay account say safe rehna he behtar hota hay.

    Sahe barokar ka intikhab:- Jab bhi ham barokar ka intikhab karen to us kay baray men achi tara say tamam malomat lay len kisi bhi senior say takay bad men trading karnay kay doran koi masla na ho agar ham barokar ka sahe intikhab na karen gy to hamen kafi loss ho sakta hay ais laye achay say achay barokar ka intikhab karna hamari awleen zimadari hay.

    اب آن لائن

    Working...
    X