Aslaam o Alaikum.
Dear pakistan forex forum members, forex trading ki har aik basic baat aur isk basic knowledge ko samjhna har aik traders k liye utna he important hai jitna hamara liye loss say bach kar achi earning karna, jab tak ham forex ki basic ko samjhnay main kamyab nai hotay hain ham is say kamyabi ko bhi kabhi hasil nai kar skatay hain.
Understanding Terms Bullish and Bearish:
Aaj ka hamara topic hai k forex trading market ko uper aur down janay ko bullish ya bearish kay name say q pukara jata hai, dear mairay knowledge k mutabik bahut saray log is baat say confused hain k aisa q hai, bear aur bullish ka name eighteenth century main forex trading say related kisi nay rakha tha laikin aaj tak iski hakeekat ko koi bhi real tareekay say samjh nai saka hai k kis nay in names k sath forex ko start kia tha laikin in 2 factors ko traders market ki price ko up aur down ki wjaha say is taraha use kartay hain k jab market main price down hoty hai to ham bearish k name say is liye pukartay hain qk yeh aik bear animal ki tarah say ho jaty hai aur jab market up movements start karty hai aur confirm hoty hai to ham isay bull kehtay hain, bull bhi aik animal hai jisay ham cow k name say jantay hain jo apnay horns say enemy ko up lift karta hai same he price bhi up movement karnay say ham jantay hain k trend up hai ya bull hai.
Bullish Market:
Dear, mairay knowledge k mutabik jab market strong hoty hai to ham isay bull ya bullish k name say bulatay hain k ab price strong hai aur market main trend bhi up honay ki wajha say bullish hai aur price up increasing ho rahi hai.
Bearish Market:
Dear, jaisay aik bull ya cow ko ham daikhtay hain k wo aik strong animal hai to usk daikhtay he ham market ka bhi andaza aisay he lagatay hain wo strong hai to market bhi up aur bullish hai, same he ham daikhtay aur samjhtay hain k jab market main price down hoty hai to ham usay bearish kehtay hain, price jab slow hoty hai lazy hoty hai to wo down hona start karty hai jiska mean yahi hai k ham us wkt market main price ko bearish kehtay hain jiska mean clearly yahi hota hai k market sell main hai ya bearish hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим