Fibonacci retracement levels say traders kise bhe up ya downtrend movement kay baad wali retracement main support aur resistance levels ka pata lagaty hain. Fibonacci kay different levels hain aur har level ko aik percentage kay hisaab sy btaya gya hai. Fibonacci retracement main 23.6%, 38.2%, 61.8%, 78.6% levels ko use kiya jaata hai. Jab market retracement kay doran aik level ko cross karti hai to dosry level tak support ya resistance tak ja sakti hai. Retracement levels trader ko aik achi opportunity provide karty hain kay traders new position open kar sakty hain ya phir traders apni positions kay baary main faisla kar sakty hain kay positions hold karni hain ya close karni hain.
Neechy dee gayi picture main aap dekh sakty hain kay kis tarha market up gai aur phir fibonacci level 38.2% tak aai aur usko kafi time hold karny kay baad phir up gai.

Fibonacci Retracement Construction
Jesa kay humko maloom hai kay fibonacci retracement wo movement kay jo kay trends kay against chart par nazar aati hai. Fibonacci retracement ko lagu karny kay liey pehly aap 100% move chay wo upward ho ya downward ho uske shanakht karin aur phir fibonacci levels lagain.
Fibonacci levels lagany kay liey step by step guide
Step 1) Sab sy pehly chart par aap down and up value jo market ny ke hai usko talash katin jahan aapne fibbo lagani hai

Step 2) Agar aap mobile pe MT4 sy fibonacci tool lagana chahty hain to wahan sy bhe laga sakty hain jesa kay PC pe lagaty hain. Neechy dee gai pic main dekhin

Step 3) Fibonacci Retracement tool ko aap 1 point sy ly kar dosry peak tak lay kar jaain aur peak par ja kar chor dain to automatically aapko fibonacci levels dekhna shurkar day ga.

Ab aap dekh saty hain kay fibonacci levels chart par lag gy hain aur enko dekh kar aap apni market main positions set kar sakty hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим