What Causes Indicators Give False Signals?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What Causes Indicators Give False Signals?
    Dear pakistan's forex forum members, aj ham bahut he interesting title walay topic pay baat kartay hain jiski discuss say bahut saray traders ko faida bhi hasil hoga aur usk sath sath hamaray andar jo mistakes hain ham unko bhi is topic ki help say door kartay huway achi trading karnay main kamyab hongay, maira aaj ka topic yeh hai k aisa q hota hai jiski wjaha say indicators false signals daitay hain.

    Mairay knowledge k mutabik bahut saray indicators false signals dainay ka cause is liye bantay hain qk jab market main price apni movement kar chukki hoty hai aur tab indicators apnay targets ko follow karna start karta hai ya jab kisi big news ki wjaha say har aik indicators false signals daina start karta hai, jiski ham mazeed discuss neechay kartay hain.

    What is a fake signal:

    Dear, mairay knowledge k mutabik koi bhi yeh nai janta hai k forex market ki price ko read kartay huway ham is baat ka sahi andaza lagain k market asal main kahan pay moove kar sakty hai, ham aik andaza laga saktay hain jo hamain sirf achay indicators ki help say he milna mumkin hai. Jab market main aik support break hoty hai to sath he indicators bhi is ko signal bana laita hai jisko follow kartay hwuay ham market main apni positions ko control kartay hain laikin jaisay he ham market main us support ya resistance k break honay pay aur indicators ki help say market main entry laitay hain to sath he koi big news effect hoty hai to hamara indicator bhi hamain fake signal daita hai jiski wjaha say market main hamko loss hota hai aur wahi fake signals ka bhi cause banta hai.

    TRICKS TO AVOID FAKE SIGNALS FROM INDICATORS:

    Make your own custom indicator:

    Dear members, mairay personaly expereince k mutabik agar ham market k chart main achi tarah say trend ko follow nai kar skatay hain to hamko achi practice k baad khud k custom indicators ko follow karna chaye jo hamko market ki reality k baray main bataingay. Unfortunately traders kabhi bhi ziada tar custom indicators ko follow nai kartay hain jiski wajha say wo market main achi earning aur experience hasil nai kar patay hain, is liye better yahi hai k ham ziada say ziada market ko smajhnay k liye custom indicators ko follow kartay huway kaam karain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What Causes Indicators Give False Signals?

    Assalamualaikum
    Appki informations bohat hi important hain indicator traders k liye .
    App nay sahii kaha k indicators USS time signal dety hain jab price agay move ker chuki hoti hai. Iss liye indicator traders ko chahiye k wo kamsay kamm price action seekh lay.taa k wo market k behavior ko smjh saky.aur khud apny signals generate ker sakay

    اب آن لائن

    Working...
    X