Aslaam o Alaikum.
Dear pakistan's forex forum members, mairay knowledge k mutabik forex trading main kaam karnay k liye hamaray pass jitnay bhi systems hain wo sab ziada tar trends ko follow karnay walay systems hain, laikin market kabhi bhi ziada dair tak trends main reh kar movements nai karty hai, jab market trend ko left karty hai to har aik traders k liye yeh mushkil ban jaty hai k wo kaisay is main entry lay aur kis hisaab say is main risk ko pick karay. Market main jab trend over ho jata hai to price automatic sideway main run karna start karty hai, jab market sideway main running karty hai to wo kabhi bhi previous low aur previous high to toch nai karty hai balk aik horizontal line ki traha say price movements karty rehty hai jis main traders ko bahut ziada mushkilaat ka samna karna parta hai.
Mairay personal experience k mutabik jab aisi situations hoty hain to traders ko market main ki movements ko judgement karnay k liye supports aur resistance levels ki help say identified karna chaye. Support aur resistances ko identified karnay say aur unk breakout honay say he har aik traders market main entry pick karty huway he long term ka profit hasil karnay main success ho sakta hai.
Sideway market main jab price support aur resistances levels k pass run karty hai to aisay main yeh bahut ziada fake breakout bhi karty hai, traders ko bahut ziada confuse bhi karty hai aur unk stop loss bhi hit karty hai jisk wajha say traders ziada tar sideway main bahut he kam risk laitay huway kaam kartay hain.
Identifying Market Trends:
Dear members, mairay knowledge k mutabik ham forex market ki price k trend ko samjhnay k liye 2 types k methods say isay judgement kar saktay hain 1.Moving averages. 2. Trend line indicators. Beginners k liye yeh sab say ziada aur asan tareen tareeka hai k jis say wo market k trend sko identified kar saktay hain.
Using chart patterns:
Chart pattern ki help say ham is baat ka andaza aur clear bhi kar saktay hain k kab market main price trend up hai aur kab down hai. For example ham W k chart main market ko daikhtay hain k jab price is shakal ko mukammal akrty hai to wo down hona start kar daity hai aur jaisay he wo isk low levels ko touch karty hai to tab wo up jana start hai, chart pattern ki help say ham sirf isi traha say market price k trend ka andaza laga saktay hain.
An example of the trending movement according to theory:

Market Sideways:
Dear, sideway conditions main market limited range main movement karty hai, aisi situations main har aik traders k liye bahut ziada mushkil ban jaty hai k price return resistance ko jaty hai ya phir agay apnay support area ko touch karty hai, aisi situation ko phir ya to koi big news say movement honay say yeh sideway khatam hota hai ya phir support aur resistance levels k break honay say sideway khatam hota hai aur market dubara apnay trend main movement start karty hai, sab say ziada best yahi hai k hamain aisi situation main market main risk lainay say avoid he best hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим