What is meaning of NFP in Forex Trading.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is meaning of NFP in Forex Trading.
    Forex trading market ko multiple news positively and negatively affect karti hain jiski waja sa market main bahut zyda volatility possible hoti hai. Is liye forex trading market ko affect krny waly different factor ko samjna bahut zarori hota hai. Aaj main aap ko aik high volatility news jisko aap Non Farm Payroll news / Data ka name sa janty hain.

    Non Farm Payroll

    Non Farm Payroll news Uninted State ki jobs sa related data hota hai, jo market main bahut zyda fluctuations ka sabab ban sakhta hai. Is main aap ko Uninted State of America ki jobs ki details show ki jati hai, jo interest rate ko affect krti hai.

    When Data is Released

    Non Farm Payroll ka data her month kay first friday ko release kia jata hai, or iski timing 5 30 PM as per Pakistan Standard time hoti hai.

    Content of News

    Jab aap Non Farm Payroll news ko learn krty hain tu ismain aapko Uninted State of America ki total jobs ki information share ki ja rahi hoti hai. Ismain aap ko btya ja raha hota hai kay last month main kitni jobs added or lose hui hain. Following jobs ki details Non Farm Payroll main include ki jati hain.

    * Government Jobs

    * Private Jobs / Household

    * Non Profit Organization Jobs

    Forecast and Actual Data

    Jab ya data release kia jata hai tu is data ka release hony sa phly aik forecast issue ki jati hai, jo basically aik prediction hoti hai. Jab actually data release kia jata hai or forecast sa compared kia jata hai tu ismain aap ko following results available hoty hain.

    * Jab aap ko results green colure main diye jaty hain tu iska matlab hota hai kay news positive i hai, ya news dollar ko strong krti hai or USD ki favour main hoti hai.

    * Jab aap ko results red coloure main provided kiye jaty hain tu iska matlab hota hai kay ya news against i hai or ismen doller ki prices down hony kay chances hain.

    * Agar aapko results black coloure main diye jaty hain tu iska itna zyda effect ni hota. Kunk Non Farm Payroll main 3 different types ka data include hota hai, jiski direction aik dosry sa match na krny ki waja sa eisa hota hai.

    Click image for larger version

Name:	letter-alphabet-nfp-on-light-260nw-1855460476.jpg
Views:	3
Size:	13.6 کلوبائٹ
ID:	12471679
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is meaning of NFP in Forex Trading.

    The Non-Farm Payroll

    Non-Farm Payroll figure United States of America ke economy kay liey aik bhaut important indicator hai. NFP ye batata hai kay yotal number of jobs aik month main kitne add hui hain. NFP ke wajha sy matket main kafi zaida movement hoti hai aur NFC release hony kay baad market main volatility zaida ho jaat hai. NFC data normally har month kay pehly friday ko release kia jata hai.

    NFP's Affects On Forex

    Non-Farm Payroll kun kay monthly release hota hai to ye aik acha indicator hai kay economy kis tarfa ja rahi hai. Non-Farm Payroll kay figure kay economy par musbat aur manfi asraat muratab arty hain. Agar es kay figures mubat aain to economy stable hony ke nishani hoti hai. Aur agar manfi figures aain to eska asar economy par manfi parta hai, aur pata chalta hai kay economy fast pace pe hai ya slow ho rahi hai.
    NFP kay 3 outcomes ho sakti hain.

    Higher Payroll figure US economy kay liey acha hota hai.Aur es baat ke nishaan dehi karta hai kay new jobs sy economy ko boost mil raha hai.
    Expected change Payroll main agar aay to eska asar currency par mixed aata hai. Kuch traders satisfied hoty hain aur kuch nahi.
    Lower Payroll figure currency market pe negative asar deta hai aur USD baki currency pairs kay mukably main weak hota hai.

    Currency Pairs that are most Affected By Non-Farm Payroll

    Kun kay NFP US economy ka data show karta hai so jitny bhe pairs hain jin kay sath USD aata hai wo zaida Affected hoty hain. Maslan EURUSD, GPBUSD, USDJPY, AUDUSD, USDCHF weghra sb sy zaida affect hoty hain. Es kay elawa bhe overall market main kafi impact parta hai.
    Agar aap NFP pe trading karty hain to bahut careful hona parta hai kun kay market main volatility zaida dekhny ko milte hai.
    • #3 Collapse

      Re: What is meaning of NFP in Forex Trading.

      aap sub ko mera salam ho mai aap kay liye dua karo ga kay aap ko Allah dunya aur akhrat mai kaam yaab kary aur ab aap kay es topic per ata ho aap ka topic jo bhi hai mai aap kay es topic per baat bhi karo ga jo mai aap kay saat share karo ga taky aap ko wo acha lagy ya nahi aap ki marzi ho gi tu phely optin hai NFP ka meaning kiy hai tu mai aap ko khena chata ho kay n say non aur f say form aur p say payrol hai ye market mai aik acha kaam karny mai madad karti hai ye aap ko achi baat nazar aye gi aur aap ko bhi esko follow karna ho ga aur aap jab ye karo gay tu aap ko eska jo result hai wo bhi pata chal jai ga aur aap ko koi bhi baat ho gi wo aap apny mind say clear karo gay.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: What is meaning of NFP in Forex Trading.

        Assalamu alaikum ummid karta hun aap sab khairiyat se honge nfp non fibre pyrrole bahut hi acchi technique hai jisko follow karke Ham bahut hi achcha profit Kama sakte hain aur imandari se apna work karke bahut hi jyada Karne kar sakte hain aur jiski badolat I'm a profit bhi bahut achcha mil sakta hai agar hamari post hamare techniques hamari post mein jyada istemal ki Gai hogi aur unke ki point bhi acche honge capitalisation bhi bahut acchi use ki Gai hogi tab hamen jyada earning karne per bahut hi achcha profit mil sakta hai hamari trading bhi acchi hoti hai aur ham 1 week mein bahut hi jyada paise Kama sakte hain shukriya

        اب آن لائن

        Working...
        X