Forex trading mein jab aap apni joining karte Hain tu is main sb sa phly aapko aik broker ki zarorat hoti hai. Jab aap aik broker ki selection kar laty hain tu usk bad aapko aik eisy platform ki zarorat hoti hai, jo aap ko forex trading market sa connected rakhy. Is purpose ke liye aap metatrader 4 application software ko utilise kar sakhty hain. Trading krny kay liye following functions metatrader 4 aap ko provide kar raha hota hai.
Opening Trade
Metatrader 4 per aap market mein entry la sakhty hain or apni trade main currencies, indices, commodities, metal or cryptocurrency ki selection kar sakhty hain. Is main aapko lot size ki option bhi available hoti hai.
Stop-loss / Take Profit
Metatrader 4 aap ko stop loss or take Profit ki limit set krny kay liye aik platform provide kar raha hota hai. Is option ki help sa aap apny analysis ki basis per apni entry la kay others activities ko Carry on kar sakhty hain.
Pending Orders
Metatrader 4 per aap pending orders ki facility hasil kar sakhty hain. Pending Orders 4 different types kay hoty hain. Pending Orders main buy limit, buy stop, sell limit or sell stop shamil hoty hain. Pending Orders ki facility bhi apk time ko save krti hai.
Application of Indicators
Metatrader 4 per aap Technically analysis krny kay liye multiple Indicator ko apply kar sakhty hain. Jab aap kei indicator istemal kar kay guidelines hasil karna chahte hain tu ya platform aap kay liye helpful hota hai.
Ask Price, Bid Price and Spread
Metatrader 4 per aap currencies, indices, commodities, metal or cryptocurrency ki bid or ask prices ko focus kar sakhty hain. Is kay sath sath aap different prices ka spread bhi dekh sakhty hain.
News updates
Is platform per aapko forex trading market ki expected news sa update kia ja raha hota hai, jo aapko fundamental analysis krny main helpful hoti hain.
History of Account
Metatrader 4 per aap apny account ki transactions history ko find out kar sakhty hain. Is main aap aik week, last 3 week, last aik month, last 3 month or customize period ki history hasil kar sakhty hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим