Functions of Metatrader 4

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Functions of Metatrader 4
    Forex trading mein jab aap apni joining karte Hain tu is main sb sa phly aapko aik broker ki zarorat hoti hai. Jab aap aik broker ki selection kar laty hain tu usk bad aapko aik eisy platform ki zarorat hoti hai, jo aap ko forex trading market sa connected rakhy. Is purpose ke liye aap metatrader 4 application software ko utilise kar sakhty hain. Trading krny kay liye following functions metatrader 4 aap ko provide kar raha hota hai.

    Opening Trade

    Metatrader 4 per aap market mein entry la sakhty hain or apni trade main currencies, indices, commodities, metal or cryptocurrency ki selection kar sakhty hain. Is main aapko lot size ki option bhi available hoti hai.

    Stop-loss / Take Profit

    Metatrader 4 aap ko stop loss or take Profit ki limit set krny kay liye aik platform provide kar raha hota hai. Is option ki help sa aap apny analysis ki basis per apni entry la kay others activities ko Carry on kar sakhty hain.

    Pending Orders

    Metatrader 4 per aap pending orders ki facility hasil kar sakhty hain. Pending Orders 4 different types kay hoty hain. Pending Orders main buy limit, buy stop, sell limit or sell stop shamil hoty hain. Pending Orders ki facility bhi apk time ko save krti hai.

    Application of Indicators

    Metatrader 4 per aap Technically analysis krny kay liye multiple Indicator ko apply kar sakhty hain. Jab aap kei indicator istemal kar kay guidelines hasil karna chahte hain tu ya platform aap kay liye helpful hota hai.

    Ask Price, Bid Price and Spread

    Metatrader 4 per aap currencies, indices, commodities, metal or cryptocurrency ki bid or ask prices ko focus kar sakhty hain. Is kay sath sath aap different prices ka spread bhi dekh sakhty hain.

    News updates

    Is platform per aapko forex trading market ki expected news sa update kia ja raha hota hai, jo aapko fundamental analysis krny main helpful hoti hain.

    History of Account

    Metatrader 4 per aap apny account ki transactions history ko find out kar sakhty hain. Is main aap aik week, last 3 week, last aik month, last 3 month or customize period ki history hasil kar sakhty hain.

    Click image for larger version

Name:	mt4.png
Views:	1
Size:	379.0 کلوبائٹ
ID:	12471676
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Functions of Metatrader 4

    Metatrader 4 aik trading platform hai jo kay aapko broker kay zariey forex market main trade kar sakty hain. Metatrader 4 zaida tar forex trading kay liey use hota hai. Lekin Metatrader 4 main aap indices, cryptocurrencis aur commodities bhe trader kar sakty hain.

    Functions: Metatrader 4 main different functions hain jin ko aap use kar kay apni trading ko asan bana sakty hain. Aur en Functions ko use kar kay aap apny profit ko maximise kar sakty hain. En Functions ko properly use karny kay liey aapko pata hona chahey kay kis function ke kia khasoosiyat hai aur us ka faida kia hai.

    Stop loss: Agar aap apni trade ko stop karna chahty hain jab market aap kay against jaati hai to aap order ko modify kar kay stop loss laga sakty hain. Stop loss ko sahi use karny kay liey aap ko achy analysis kar k aur account ko manage kar k lagana chahey.

    Take profit: Jis tarha aap nuqsan main apny order pe stop laga sakty hain esi tarha aap profit main ksi point par aap apni trade close karna chahty hain to aap take profit function istemaal kar kay laga sakty hain.

    Types of orders: Agar aap foran market main order place karna chahty hain to aap "Instant Execution" kar sakty hain aur aapka order foran lag jaata hai. Es kay elawa agar aap ksi khas point sy order lagana chahty hain to aap "Pending Order" laga sakty hain. Pending order ka matlab hai jab market ksi khas point par jaati hai to aap ka order automatically buy ya sell ka lag jata hai.
    Pending order main mazeed aap different options istemaal kar sakty hain jo kay mardarjazil hain

    Buy limit
    Sell limit
    Buy stop
    Sell stop

    En 4 Pending orders ko aap istemaal kar kay apny profit ko maximum hasil kar sakty hai aur apny nuqsan ko kam sy kam kar sakty hain.

    Es kay elawa aap mazeed different functions use kar sakty hain

    Customise charts
    Add indicators
    Change timeframe
    Check Trade history

    Mt4 intehaai popular hai kun kan kay aap es ma kafi customization use kar sakty hain aur es kay sath sath aap mt4 ko automated trading kay liey bhe istemaal kar sakty hain.
    • #3 Collapse

      Re: Functions of Metatrader 4

      Apllication of Metatarder 4

      Metatrader 4 ek trading application hai aagar aap forex trading karty hai n tu apko MT 4 ka use ana cahiye aur aapko kisi bhi broker k under main apka tardaing account hai tu apko metatrader 4 ko he install akrna hoga aur yeah ISO aur android users k available hai aur aap is ko istemaal akr k trading kar sakty hain indices , metals , currencies aur cryptocurrencies par tarde kar sakty hain.

      Functions OF MT4

      Kisi bhi broker k under main agar aap account banaty hain tu apko is baat ka kahayal rakahna cahiye k hamaian mt4 install kar lena cahiye kyun k kisi bhi trsader ka account access akrny k liye apk pass mt4 hona cahiye JAAB HAAM MT4 PAR trade karty hain tu hamain mukhtalif options ko daikhna hota hai jis sy haam acha profit ahsil akr sakty hain aur trade bhi achi kar sakty hain is k elawa hamain yeah bhi maloom hona cahiye k haam kabhi bhi mt4 k ealawa kaam nahi kar sakty hain.

      Mt4 ko istemaal akrty hain tu is main hamain bhut sy options nazar aty hain , Ham yahan apr news ko bhi read karty sakty hain news tab main ja kar apko latestv news milti rehti hain. Bundle of functions hain jo k haam meta tarders ko use kar sakty hain.

      Trade k waqat main Istemaal hony waly functions.

      *Take profit
      *stop loss
      *Buy Limit
      *Sell Limit
      *Half lot ko close karna

      FUNCTIONS OF MT4?

      1)Ap apni amrzi sy koi bhi time frame choose akr sakty hain
      2) Apko advance aur basic view mil sakta hai
      3) Ap koi bhi trading chart ko use akr sakty hain
      4) indicators ko apply akr sakty hain
      5) Trend lines draw kar sakty hain
      6) Charts ko modify kar sakty hain different colour scheme use kar sakty hain
      7) Haam application ko use karty waqat different sound ka istemmaal kar sakty hain
      8) Free margin kaam hony par application hamain ek alert jari akrti hai


      Bhut sy ese mazeed functions hain jinko haam achy sy iuse akr sakty hain aur apni trades ko bhut zada profit able bana sakty hain kyun k metatrader 4 esa platform hain jahan par haam kaam kar sakty hain aur acha profit hasil kar sakty hain aur acha profit hasil akr sakty hain . Metatrader ek bhut he important platform hai jis par haam kisi bhi broker k under kaam kar sakty hain aur market main trading akr sakty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Functions of Metatrader 4

        Metatrader 4 trading platform hai jo ke aap ko broker ke zariye forex market mein trade kar sakte hain. metatrader 4 zyada tar Forex trading ke liye use hota hai.

        Forex trading mein jab aap apni joining karte Hain to ismein sabse pahle aapko aik broker ki zarurat hoti hai. jab aap ek broker ki selection ka lete Hain to uske bad aapko ek aise platform ki zarurat hoti hai, jo aapko Forex trading market se connect rakhen. iske liye aap metatrader 4 application software ko use karte hain.

        PENDING ORDERS:

        Metatrader 4 per a pending orders ki facility hasal kar sakte hain. pending orders four different types ke hote hain. pending order mein buy limit, buy stop, sell limit or sell stop shamil hote hain.pending order ki facilities bhi aapke time ko seve karti hai.

        STOP Loss:

        Agar aap apni trade ko stop karna chahte hain jab market aap ke against jaati hai to aap order ko modify karke stop loss laga sakte hain. stop loss ko sahi use karne karne ke liye aapko acche analysis karke aur account ko manage karke lagana chahie.

        TAKE PROFIT:

        Jis tarah aap nuksan mein apne order pe stop laga sakte hain ISI tarah aap profit mein kisi point par aap apni trade close karna chahte hain to aap take profit function istemal kar ke laga sakte hain.

        NEWS APDATES:

        Is platform per aapko Forex trading market ki excepted news se update kiya ja Raha hota hai, jo aapko fundamental analysis karne mein helpful hoti hain.

        APPLICATION OF INDICATORS:

        Metatrader 4 per aap technically analysis karne ke liye multiple indicator ko apply kar sakte hain. jab aap koi indicator istemal kar kay ke guidelines hasil karna chahte hain to yah platform aapke liye helpful hota hai.

        HISTORY OF ACCOUNT:

        Metatrader 4 per aap apne account ki transactions history ko find out kar sakte hain. ismein aap 1 week, last 3 week, last 1 month, last 3 month aur customize period ki history hasal kar sakte hain.
        • #5 Collapse

          Re: Functions of Metatrader 4

          aap sub thik ho aur aap ko mera salam. aap ko forex mai kaam karny kay liye time milta hai aur jab trading karni hoti hai tu aap ko koch cheezo ka khaas khiyaal karna parta hai aur aap agar en cheezo ko follow nahi karo gay tu aap kay liye thik nahi ho ga aur functions metatrader 4 hai aap ko eski bhi information honi chaye aap ko jo functions ka pata ho wo 4 hai aap take profite ka use karna seko gay kay eska kiy treaka hai aur loss ka bhi seeko gay aur pending kay bary mai bhi aur aap bay
          • #6 Collapse

            Re: Functions of Metatrader 4

            Forex trading mein jb aap joining karte Hain to usmein sabse pahle aap ek broker ki zarorat hoti hai, jab aap ek broker ki selection kar lete hain to uske bad aap ko ek aisa platform ki zarorat hoti hai, jis per aapko forex trading market se connected rakhti hai agar aapke pass achcha analyses hoga to aap ek acche broker ki selection karke bahut accha profit Le sakenge iske alva is purpose ke liye aapko metatrader 4 application software ko utilise kar sakte hain.

            Entry point:
            Metatrader 4 per aap market main entry Le sakte hain or apni trade main currencies, indices, commodities,metal or crytocurrency ki selection kar sakte hain. isliye aapko lot size ki option bhi available hoti hai, jis mein aap apne account ke management k mutabik lot size ka use kar sakte hain.

            Stop loss:
            Agar aap apni trade ko stop karna chahti hain kyunki jab trading karte waqt market aapke against aa jaati hai to aap order ko modify karke stop loss laga sakte hain, iske liye aapk pass agar market ke related acha analysis hai to aap bahut carefully ke sath stop loss ka use karke apne account ko save rakh sakte hain.

            Take profit:
            Jis tarah aap loss se bachne ke liye stop loss ka use karte hain, IS tarah take profit ka use karke aapko bht acha profit Le sakte hain ,ISI tarah aap apni order per stop laga sakte hain aur is tarah aap profit bhi kisi point per aap apni trade close karna chahte hain to aap take profit function istamal Kar ke laga sakte hain.
            Analysis of market:
            Member technical indicators ko use karke aap aasani se apne analyses ko perform kar sakte hain.agar aap apny experience ke sath sath indicator se bhi idea laga sakte hain ki aapko market ke bare mein pata chal jata hai, iske liye aapke pass market ke related achcha analysis aur achcha experience ka hona bahut jyada matter karta hai.

            Market trend:
            Dear indicator ki madat se aap market ke trend ko isiliye dekh sakte hain kyunki jab bhi Koi bhi trade open karni hoti hai to market k trend ko dekhna bht jyada important hota hai ,kyunki is per hamen market ki movement aur uski favour ke bare mein idea ho jata hai ki moving average aapko market ke trend ke bare mein hi batati hai iske alava bhi bahut sare indicated market trend ke bare mein information dete Hain.

            Market related news:
            Is platform per aapko forex trading market ki expected news se update kiya ja Raha hota hai ,jo aapko fundamental analysis karne main helpful hoti hain .market ke related news jo mil rahi hoti hai usko analyse karke agar Ham trade karte Hain to Ham bahut achcha profit Le sakte hain.

            History of account:
            Metatrader 4 per aap apne account ki transaction history ko both easily find out kar sakti hai isliye aapke pass 1 week, last 3 week, last one month last 3 month transaction history available hoti hai.
            • #7 Collapse

              Re: Functions of Metatrader 4

              Mehnat.....
              Asslam u Alaikum dear members.. Yeh baat bilkul theek hai forex par hamien ziyada sy ziyada mehnat chahye.. Hum forex par jitni ziyada mehnat krien gy utna ziyada earning kr skty hein... Jitna ziyada forex py work hard krien gy utna ziyada hi forex par bonus mil skta hai. Aur us bonus sy hum ziyada sy ziyada trading kr skty hein .mehnat jitni ziyada ho gi earning bhi utni ziyada ho gii... Mehnat mein azmat hai .. Forex py ziyada bonus mehnat ka hi hai.... Thank you members...,
              Loss....
              Asslam u Alaikum dear members.. Yeh baat bilkul theek hai k hamien loss sy nai ghbrana chhye.. Hamien ziyada sy ziyada mehnat krni chahye... Hum forex pr jitni zuyada mehnat krien gy utna ziyada bonus hasil kr skty hein.. Agar humien trading mein loss ho jata hai tou hamien ziyada nai ghbrana chahye balk ziyad sy zuyada mehnat krni chahaye.. Ta k hum ziyada earning kr sky. Yeh na ho hum loss ki wjh sy preshan ho jayen aur trading na krien is trah forex ki trading mein kbhi kamyab nai ho skty... Thank you members...
              Experience.....
              Asslam u Alaikum dear members. .. Forex mein jitna ziyada experience ho ga utni ziyada hum easily earning kr skty hein.. Agar hum forex par experience nai ho ga aur kaam krty rhien gy tou hamien loss hi hota hai. Aur bonus bhi kam milta hai..jitna hamien bonus kam mily ga hum forex par ziyada sy ziyada earn ni kr skty. Forex par earn krny ka tarika hai k experience market ka jo hota hai usko ziyada sy ziyada use kiya jaye.. Thank you members..
              • #8 Collapse

                Re: Functions of Metatrader 4

                اصل پيغام ارسال کردہ از: MaharRehan89
                Function of metatrade 4 is so simple we can use easily its funtion is so simple we can understand and work on it easily a lot of currency pair are work on metatrade 4 . therefore they want tu use it.a new trade trade on metatrade 4 so easy an work on it earn a lot of money on the metatrade four
                Dear ap ko i think meta trader 4 ka pata nahi hai tu mai ap ko bata do. meta trader ik trading plat form hai jaha ap apny trading account ko login kar kay trading kay leye use kar sakty hain. us kay undar ap stop loss, take profit, buy, sell, pending order , instant order, chart ki setting, analysis etc sub us mai kar sakty hian. jab tak woh ap ko use karna nahi aye ga ap us kay sary tools ko samaj nahi jao gy tu ap ko trading karna nahi aye gi.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Functions of Metatrader 4

                  assalamu alaikum Eid karta hun aap sab khairiyat se honge what is metatrader 4 bahut hi achcha sawal hai is traders se Ham bahut hi acchi aur nahin kar sakte hain is per hamen bahut hi jyada dollar se mile hue hote Hain jis per Ham trader kar sakte hain trade lagane ka matlab kya hota hai ki trading se Ham bahut hi yadav earning kar sakte hain aur trailer Kama sakte hain is trading se hamen bahut hi jyada fayda hasil hota hai kyunki metatrader 4 se agar hamari forex connected hai tab hi hamen apne trading ab ke bare mein pata chalega aur hamari marne ke bare mein bhi pata chalega shukriya

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X