Market main enter hony kay liey 2 methods use kiey jaaty hain: Technical analysis aur fundamental analysis. Traders aksar es cheez pe search karty hain kay kon sy analysis say unky liey behtar rahin gay. Main aap kay samny dono types ko explain karta hun jis kay baad faisla apne khud karna ha.
Technical Analysis:
Technical analysis matket main enter hony ka wo tareeka kaar hai jis main maazi main market price kay trends ko dekh kar market main daakhil hony ka faisla kiya jaata hai. Technical analysis main market trends ko dekhny kay liey price pattern, trading volumes, sentiments aur indicators ko use kiya jaata hai.
Fundamental Analysis:
Fundamental analysis main economic data ko estemaal kar kay market ko analyse kia jaata hai. Economic data aap news reports, economic reports ka istemaal kar akhta kar sakty hain. Jahan technical analysis main aap past main market ke price ko use kar k analysis karty hain yahan aap future main main economic direction ke base par market main entry lety hain.
Dono ka difference samjhny kay liey main aapko aik table kay zariey wazahat karta hun
Jo mane mukhtasaran aapkay sath ye table share kia hai. Umeed hai Fundamental Analysis aur technical analysis main fark aapko samjh aa gya hoga. Ab as a trader har kise ke apni choice hoti hai kay wo kon sy analysis kafna chahta hai. But main apni baat karun to fundamental analysis ko dekhna mery nazdeek bahut zaroori hai.

Fundamental Analysis | Technical Analysis |
Long term investment kay liey use hoty hain | Mostly short term investment kay liey use hoty hain |
Trading aur investment dono kay liey useful hain | Sirf trading kay liey useful hain |
Mazi aur haal dono ka data istemaal hota hai | Sirf mazi ka data use hota hai |
Es main News economic statistics aur annual reports weghra use hoti hain | Es main charts analysis use hoty hain |
Aksar long-term trader ye analysis use karty hain | Ye analysis short term ya swing traders use karty hain |
Jo mane mukhtasaran aapkay sath ye table share kia hai. Umeed hai Fundamental Analysis aur technical analysis main fark aapko samjh aa gya hoga. Ab as a trader har kise ke apni choice hoti hai kay wo kon sy analysis kafna chahta hai. But main apni baat karun to fundamental analysis ko dekhna mery nazdeek bahut zaroori hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим