What is scalping and how it works

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is scalping and how it works
    What is scalping and how it works
    market mein jo bhi newbies hote hain to unke pass day trading aur scalping trading ke bare mein best informations nahin hoti to unhen confuse nahin hona chahie aur na hi tension nahin leni chahie aur bagair soche samjhe to ine ka istemal apne trade mein bilkul bhi nahin karna chahie market mein scalping ke order ko kabhi bhi nahin karna chahie balke all members ko chahie ki vah forex scalping bahut acche advantage se hasil kiye ja sakte hain aur iske zariya se bahut zyada nuksan bhi uthana padta hai isliye careful hoga iska istemal karna chahie.

    Click image for larger version

Name:	scalping.png
Views:	2
Size:	58.1 کلوبائٹ
ID:	12471616Click image for larger version

Name:	scal3.png
Views:	1
Size:	80.0 کلوبائٹ
ID:	12471618Click image for larger version

Name:	scal2.png
Views:	2
Size:	124.5 کلوبائٹ
ID:	12471617

    scalping means

    scalping mens short term trade hoti hai aur yah short-term trade aisi trade hoti hai jise ham thodi der ke liye open karte hain aur usmein acha profit hasil hone ke bad a use close kar dete hain aur kabhi kabhi aisa bhi hota hai ki iska istemal karne ki vajah se hamen trade mein nuksan bhi uthana padta hai because of this you are not worried about economic condition fundamental analysis economic conditions anytime change hoti rahti hain aur in mein bahut se aise hain jo construct karte hain isliye hamen ab es mei technical analysis ki baisd per karna chahie.market mein jo bhi scalpers hote hain to an scalpers ko chahie ke is short and trade ke liye sirf ek hi strategy ka use karen aur strategy ko bahut hi careful hokar apne kaam mein include karen taki aap logon Ko nuksan na uthana pade balke aapko ek jariya se acche benefits hasil ho sake.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is scalping and how it works

    Dear, forex market main scalping aik short-term trading method hai jis say hamko market main kaam kartay huway thora thora profit milta hai aur usi hisaab say he hamain loss ka bhi samna hota hai. Scalpers forex market main short-term trading basic pay kaam kartay hain jo k kuch he minutes ki trades hoty hain agar is main traders ka analysis sahi hota hai to wo is main achi earning kartay hain warna unko losses ka samna karna parta hai.

    What is Forex Scalping?


    Dear, scalping forex market main short-term trading ka aisa method hai jis main price k small swing say profit hasil kia jata hai, agar ham market say sab say ziada achay tareekay say scalping karna chahtay hain to hamain apnay account ki leverages ko kam karna hoga jo sab say acha result daige. Scalpers k liye yeh sab say achi baat hai k wo apnay accounts ki leverages ko increase na karain qk agar unk risk k market against jaty hai to unkotab loss bhi usi hissab say he manage karna parrega.


    Forex Price Action Scalping:


    Forex price action scalping k liye hamain kisi bhi indicators ki koi zarurat nai hoty hai, laikin is k liye hamain technical analaysis ka istemaal karnay main koi harj nai hai jis main ham candlestick charts ko supports aur resistance ko smajhnay k liye ham use kar skatay hain aur sath ham apnay experience k mutabik trend line ka istemaal bhi kartay huway market say acha profit bana saktay hain.

    Forex Scalping Signals:


    Forex market ki entry aur exit k liye har aik traders ko aisay trusted signals ki zarurat hoty hai jis say market main loss ko kam kia ja sakta hai aur achi earning ko mumkin banaya ja sakta hai. Agar ham market k baray main khud achay analsysis karnay k master hain to hamaray liye phir market ko samjhna bahut ziada asaan hai phir hamaray samnay long-term ki trades hon ya short-term ki trades hon ham nay sirf chart ko chnage kartay hwuay market main kaam karna hai is liye forex main scalping ko behtar bananay k liye hamain signals ko follow karnay main koi bhi harj nai hai.

    Indicators for Forex Scalping:

    Forex market main scalping trading k liye ham indicators ka bhi istemaal kar saktay hain jin say hamain market ko samjhnay entry aur exit point k baray main yeh bahut ziada help kartay hain jo k darj zail hain:
    1.Bollinger Band Scalping.
    2.Moving Averages Scalping.
    3.Forex RSI Scalping.
    Agar ham in indicators ka use scalping trades main kartay hain to ham apni trades ko achi aur profiable ban kar loss ko hamesha k liye khatam kar skatay hain aur market main ham professional traders bhi ban saktay hain.
    • #3 Collapse

      Re: What is scalping and how it works

      Dear is market main aap jab kaam kar rahy hoty hain to ap dekhty hain k is main apk pass different trading techniques and strategies hoti hain jin par apko kaam karna hota hy. Scaling Trading Strategy par kaam karny k liay first of all apka market main experience hona bahot zyada zarori hota hy jab tak experience nahi hoga ap is strategy par kaam nahi kar sakty. Is k liay different technical Indicator aur Analysis kar k trade karna hoge.

      Scalping Trading Strategy:

      Dear market main is strategy par agr apny trade karni hy to sub sy pehly to apk pass trading account main balance bahot zyada hona chaye. Isk nad apko is main experience zyada hona chaye aur apk analysis strong hony chayen. Is main apk pass agr high leverage account hoga to scaling karna asan hoga. Scaling karny k liay apko sub sy pehly demo account par practice karna hoge aur apna experience increase karna hoga. Keun k hum dekhty hain k scaling k liay apko big lot size use karna hoti hy aur bahot kam wakt main apni trade ap market main open rakhty hain.

      Scaling karny ka Tareqa:

      Dear market main aap agr dekhain to different waves ban rahe hoti hain jis main aap kam kar rahy hoty hain. Scalping k liay apko sub sy pehly different timeframe ka istemal karna hoga aur apny analysis ko perform karna hoga. Apko jab bhe market ka trend confirm ho jaye ga to ap market main apni trade ly sakty hain jis main ap choty timeframes dekh rahy hoty jaon jesa k M1, M5 , M15 aur M30 in timeframes main ap apny analysis karin to apko is main faida hoga.

      Candlesticks Pattern aur Indicators ka Istemal:

      Dear scaling trading k liay apko sub sy pehly achi trhaa sy market main candlestick pattern aur market main kisi bhe indicator ka achi trha sy experience hona chaye. Keun k hum dekhty hain k candlesticks ke madad sy humain koi bhe pattern milta hy aur different candle sy humain confirmation hoti hy aur isk sath agr hum indicator dekhain to us sy bhe agr humain same entry mily to hum trade open kar sakty hain. Scaling k liay demo practice bahot zyada zarori hoti hy.

      Without Practice Scaling karna:

      Agr ap scalping without practice karin gy to is main apko loss hony k chances bahot zyada ho jaty hain. Keun k without practice scaling karna bahot zyada risky hy is main apka account wash hony k chances b bahot zyada ho jaty hain.

      Lot Size Ka Istemal Karna:

      Ap agr scalping karin gy to is main apko big lot size use karna hoge jis main apko bahot kam wakt main zyada profit ho sakta hy. Lakin baghir sochy samjhy koi bhe big lot size use karin gy to loss hony k bahot zyada chance hoty Hin aur apka account bhe wash ho sakta hy.
      • #4 Collapse

        Re: What is scalping and how it works

        Asalamualikum dear , sclaping basicaly short term trading hai jis py kaam kr k hm profit hasil krty hain lekin hmary pas sclaping sy related knowledge hona bht zaruri hai.short term trading mein hm minimum time mein he kaam kr k profit hasil kr skty hain lekin agr hm analysis kiye bgair trading krty hain to hmain loss b ho skta hai.

        𝑺𝒕𝒓𝒂𝒕𝒆𝒈𝒚 𝒇𝒐𝒓 𝒔𝒄𝒍𝒂𝒑𝒊𝒏𝒈 𝒕𝒓𝒂𝒅𝒊𝒏𝒈 :
        Sclaping trading krny k liye experience ka hona bht zaruri hai agr experience ho ga tb he hm market mein best entry or exit kr skty hain.sclaping krny k liye hmary pas maximum bonus hona zaruri hai.High Ieverage account k sath hm easily sclaping trading kr skty hain.sclaping mein sucess hasil krny k liye strong analysis krna chaheay.

        𝑺𝒄𝒍𝒂𝒑𝒊𝒏𝒈 𝒌𝒂𝒔𝒚 𝒌𝒆 𝒋𝒂𝒚:
        Sclaping krny k liye diffrent types k timeframes use kiye jaty hain. jin sy hm apny analysis ko perform kr skty hain.jb bhi market mein trend ka pta chal jay to hm trade lga skty hain or small timeframes ko daikh k analysis kr k benefits hasil kr skty hain.

        𝑳𝒐𝒕 𝒔𝒊𝒛𝒆 𝒇𝒐𝒓 𝒔𝒄𝒍𝒂𝒑𝒊𝒏𝒈 𝒕𝒓𝒂𝒅𝒊𝒏𝒈:
        Sclaping trading krny k liye hmesha big size ke lot he lgai jati hy. tb he minimum time mein hm zyada profit hasil kr skty hain.lekin hmain lot ka size select krny mein jaldbazi nai krni chaheay kun k jb hm jaldi mein lot ka size select krty hain to hmain loss b ho skta hai.

        𝑾𝒊𝒕𝒉𝒐𝒖𝒕 𝒆𝒙𝒑𝒆𝒓𝒊𝒆𝒏𝒄𝒆 𝒔𝒄𝒍𝒂𝒑𝒊𝒏𝒈:
        Dear hmain kbi b experience k bgair sclaping nai krni chaheay.experience increase krny k liye demo account pr practice krni chaheay.practice krny sy he hmara experience increase hota hai. agr hmary pas experience nai ho ga to sclaping krna bht he mushkil hai.

        𝑼𝒔𝒆𝒔 𝒐𝒇 𝒊𝒏𝒅𝒊𝒄𝒂𝒕𝒐𝒓𝒔:

        Sclaping krny k liye indicators ko b use kr skty hain.indicators market sy related hmain bht c inforamtion provide krty hain or hm market mein achy points sy entry kr skty hain.sclaping mein use hony waly indicators yeh hain:
        1 .Moving averages sclaping
        2 .Bollinger band sclaping
        3 .RSI sclaping
        In indicators ko agr hm sclaping krty howay use krty hain to hm bht acha profit hasil kr skty hain or hmara account bhi washout hony sy mehfouz rehta hy. indicators hmary liye trade ko profitable bnany mein bht help krty hain. Indicators ko use krny k liye knowledge ka hona bht zaruri hai .
        • #5 Collapse

          Re: What is scalping and how it works

          Scalping kia hai?

          Dear forex members saab sy phly main apko yeah batat chaloon k scalping kis ko kehty hain forex trading main bhut sy different styles hain jin par haam trading akr sakty hain aur un main sy scalping bhi method hai jo keh bhut short spam of time k liye use hota hai is main hamain sirf aur sirf small tme frames par kaam ar sakty hain jesa keh M1, M5 , M15 ya phr M30. Isko scalping kaha jata hai.


          Scalping Trading Strategy.


          Scalping strategy ek esi short trading strategy main shamil hoti hai jis main hamain kafi acha profit within short spam of time hasil ho jata hai. Is k sath sath agar main yeah kahoon k haam scalping sy acha profit hasil kar sakty hain tu yeah kehna galat nahi hoia.

          Risk in Scalping trading .

          Scalping trading main hamain bhut zada risk inviolve hota ha jesa k hamain maloom hain jesa scalping main hamain munafa hota hai wese he hamain yahan par risk ko bear karna parta hai. Bhut dafa jahan par scalping sy haam acha profit hasil karty hain waheen p hamain account ko wash out bhi hony k same chances hoty hain.

          Scalping ko Kese Profitable banayein?




          Scalping trading karny k wese tu hamain kisi bhi indicator ki zarorat nahi hotui hai bal k hamain bhut zada achy tareeiky sy kaam karny k liye aur profit hasil akrny k liye technicle analyses ki zarorat hoti hai kyun k support aur resistence point koi bhi startegy ya trading style apnany k liye zarori hai is liye hamain yeah koshsih kari cahiye k scalping k liye hamain tecnicle analyses ki accuracy ko improve karna cahiye.

          Scalping K liye Stop Loss aur Take profit bhi set karna cahiye????

          Ji haan! Apko SL aur TP ka use karna zarori hai aur na sirf zarori hai bal k hamain apny account ko manage karna cahiye aur account equity ko mad e nazar rakh kar he LOT size ko select karna cahiye, Risk & reward ratio ki baat karoon tu hamain yeah maloom hoga k haam acha profit hasil akr sakty hain jaab Standard 1/2 ya 1/3 k hisaab sy take profit aur stop loss ko set akrain gy. Market main movement unexpected movement hoti hai tu acha munfa aur secure scalping trading k risk \7 reward ratio kko apply karna zarori hai.
          • #6 Collapse

            Re: What is scalping and how it works

            dear friend Forex trading main trade karne k different methods hote hain ham Forex main kisi b method par trade kar k earning kar sakte hai mandarja zail methods ham trading k liye use karte hain
            • Short term Trading
            • Long term Trading
            • Scalping
            • new trading
            • day trading
            • Tend trading

            ajj k is topic main ham Scalping par discus kareb ge our is k bare main information share karen ge k scalping hamare liye kis had tak profitable hai ya kis tarah ham scalping se earning ya loss hasil karte hai

            Scalping :
            dear friends Forex trading main scalping kafi famous method hai ye trading main earnig ka short teram method hai jis main ham kam se kam wakt main zayda earning kar sakte hai is main ham forex market main big lot k sat trade lagate ha our jese hi ham profit main jate hai ham apna order close kar lete hai is i tarah ham dobara trade lagte hai our prpfit k sat ham market se out ho jate hai is tarah ham bar bar market main in and out ho kar earning karte hai is main ham sell and buy dono tarf se earning karte hai our kam wakt main zayada earning karte hai lekin ye kafi risky b hai agr hamare pass profper experience nahin ha to ham trading k is method se kafi loss b le sakte hai is liye sab se pehle hame scalping ko demo account par try karna chaiye our proper experience k sat ho market main trade karna chahieye
            • #7 Collapse

              Re: What is scalping and how it works

              Dear forex member forex is best
              • #8 Collapse

                Re: What is scalping and how it works

                hamy is mai expert ban kar scalping karne chahey is mai kabe be bagar experience ky scalping nahe karne chahey hamy market ky rules ky hesab sy kam karna chahey agar hum is mai bagar experience ky kam kary gy to hamy is ka acha result nahe hasil ho ga yai aik asa karobar hai jis main har tarha ky log kam kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: What is scalping and how it works

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Mano20 پيغام ديکھيے
                  hamy is mai expert ban kar scalping karne chahey is mai kabe be bagar experience ky scalping nahe karne chahey hamy market ky rules ky hesab sy kam karna chahey agar hum is mai bagar experience ky kam kary gy to hamy is ka acha result nahe hasil ho ga yai aik asa karobar hai jis main har tarha ky log kam kar sakty hain
                  Dear scalping mai time frame zaida se zaida M15 Or kam se kam M5 rahka jata hai.es mai ap ko technical analysis kam or Fundamental analysis zaida use hoty hain.Ap ki grip ap kay pair ki news pay jis kdar stong hogi ap us kadar scalping ko acha or mazeed behtar kar sakty hian. esleye koshish karain kay ap apni trading mai scalping just us time karain jab ap ko pata ho ap ki trade ap ko acha earn kar kay dy sakti hai woh tab possible hai jab ap kay pas acha experience ho.
                  • #10 Collapse

                    Re: What is scalping and how it works

                    Assalamu Alaikum! Dear seniers and juniers traders, umeed ha ap sab thek hon ga aur forex market man learning k sath apni trading sa ak acha gain hasil ker raha hon ga. Aj man ap sab traders k sath ak important trading strategy k bara man apna knowledge share kerta hon.

                    Importance of Trading Strategy:

                    Trading strategy asa fix rules (plan) ka ak set hota jisko profit gain kerna k liye trader market sa short/long term trades k liye istemal kerta ha. Trading strategy ka successful hona iski consistency, quantifiability aur verifiability per depend kerti ha. Trading strategy man money and Risk Management, entry/exit point aur kis currency pair ya commodity per trade ki jae k bara man rules hota han. Q k high volatile currency pairs aur commodities ki selection aur achi money and risk management trader k profit ko maximize kerta han. Is liye kabi b trader trading strategy banae bagair trading na kara.

                    Kuch common trading strategies ye han;

                    i. Scalping Trading Strategy.

                    ii. Swing Trading Strategy.

                    iii. Positional Trading Strategy.

                    iv. Scalping Trading Strategy.

                    Scalping Trading Strategy:

                    Scalping Trading Strategy expert traders k dermiyan kafi famouse trading strategy ha. Scalping Trading Strategy man trader market ki small movements of 10 to 20 pips ko big lotsize k sath pick ker k ak acha profit generate kerta ha. Scalping Trading Strategy man trader ki trade 1 minute sa le ker 5 minutes tak ho sakti ha. Scalping Trading Strategy man trader strick exit rules ko follow kerta ha q k big lotsize ki waja sa thori si b market ki reverse movement trader k sara profits ko khatam ker deti ha. Is liye new traders ko scalping trading strategy sa ko use nahe kerna chaheye, q k ye ak high risk trading strategy ha jo sirf expert traders he is strategy ko use ker sakta han.

                    Scalping liye trader market k current trend ki direction lazmi identify kara aur iska liye bara time frame (H1, H4 aur D1) ko use ker k current trend ko identify ki ja sakta ha. Aur trader trader scalping man trade entry hamasha market k long term k trend ki direction man he le ta k zayada loss sa bacha ja saka.

                    Scalping Trading Strategy man common use hona wala best indicator ""Moving Average"" , ""Relative Strength Index Indicator (RSI)"" aur Bollinger bands han.

                    Moving Average:


                    Moving Average ko scalping trading strategy k tor per use kerna k liye trader ko three ""Simple Moving Average lines 5, 8 aur 13 ki different colours"" man draw karen. Ager 5 aur 8 ki Simple Moving Average lines nicha sa oper ki trafa 13 Simple Moving Average line ko cross kara to is per trader ko buy ki trade lagani chaheye aur exit k liye Simple Moving Average lines k cross ka wait karen. Aur ager 5 aur 8 ki Simple Moving Average lines 13 Simple Moving Average line ko oper sa nicha cross kara to is per trader ko ""Sell ki trade"" active kerni cheheye. Aur exit k liye Simple Moving Average lines k cross ka wait kara.
                    ...Click image for larger version

Name:	images (35).jpeg
Views:	17
Size:	33.1 کلوبائٹ
ID:	12342762
                    • #11 Collapse

                      Re: What is scalping and how it works

                      dear forex trading main scalping aik bohut hi famous method hai trading karne ka jiss sy takriban har trader hi use karta hai sab sy pehle is main ju bhi new trade start karta hai tu wo scalping say hi karta hai kyon ky uss ky ander ziada sy ziada earn karny ka lalch hota jiss ki waja sy wo din bohut sari trade lagata hai aur thora thora profit lay kar apni trade ko close kar daita ha mager iss main professional trade bhi scalping karty hai kyon ky scalping say bohut acha profit ban jata hai jiss ki waja sy ziada tar trade scalping trading ko like karty hain.

                      advantage of scalping trading

                      dear friends scalping sab sy acha fayda yehi hai ky ap thora thora profit lay kar end ky din tak kafi acha earn kar laity hain iss main kafi achi earning ho jati hai aur lonng term main hamen ziada wait karna parta hai aur aik aik week tak wait karna padta hai islie ziada traders chahy new hein ya old wo long term ky sath sath apni trading short time wali trade bhi karty hain aur thora sa profit lay kar market say out ho jaty hain aur forex market bhi aik asi market main jis main ager ham target pora kar bhi lain tu ham ko phir bhi lalch hota hai ky aur trade kar ky ham aur earn kar lain mager asa karna ap ky lie nuksan day bhi sabit hota hai ziada lalch ane ki waja sy say ap bohut sari trade ko wrong laga sakty hain jiss main ap ko profit ky sath sath loss bhi karna par sakty hain is lie ap ko hamesha rules ky mutabik hi scalping karni chahie phir hi ap ko is main acha profit mil sakta hai.

                      price action say scalping karna

                      forex market main ager scalping karny ka sab sy acha method hai tu wo price action ka hai jiss sy scalping kafi profit daiti hai kyon ky price action hamri iss tarah ki strategy hoti hai ju foran price ky move hone py hamen signal daiti hai jiss ki waja sy hamen trades mil jati hai mager indicator kam hi scalping py success hoty hain wo tab signal daity hain jab market movement kar chuki hoti hai aur hamri trade miss ho jati hai iss lie ham ko is market main price action strategy use karni chahie jiss sy hamen jald aur acha signal mil sakta hai aur ham apni trading ko kamyab bana sakty hain.

                      disadvantages of scalping

                      dear friends forex market main scalping karna ka jitna ziada fayda hai utna hi ap ko nnuksan bhi uthana par sakta hai kyon ky ju bhi trade bgair learn kie aur bgair kisi experience ky scalping karta hai usko hamesha loss ka samna karna parta hai kyon ky jab hamre pas experience nahi ho ga tab hum kisi bhi trade main win nahi sakty hain is lie scalping say pehle ap jiss strategy kyt sath scalping karna chaty hain pehle uss ko demo account main achi tarah sy practice karen jab tak ap ko yeh na confidenc eho jaye ky ab main kamyab ban sakta hai tab ap ko trade karni chahie iss lie forex mein jab bhi ap ko loss hota hai wo ap ki galti ki waja sy aur ap ky kam experieince ki waja sy hota hai is lie ap ko hamesha kisi chez ko samjhne ky bad hi real main apply karna chahie phir hi ap forex main success hasil kar sakty hain.

                      scalping main kamyab hony ky rules

                      forex market main ager ap nay scapling karni hai tu ap ko rules ky sath kam karna ho ga aur wo rules yeh hain ky ap ko aik disiplan bnana ho ga ky main nay apna daily ka kitna target rakhna hai aur main nay hamesha jab kam karna hai tu money mangement ko dekhhty hoay karna hai aur proper take profit aur stop loss ko use kar ky trade karni hai aur yhe sab rules ap ko apne trading karty hoay samne hone chahie phir hi ap is main success hasil kar sakty hain aur forex main ager ap in rules ko follow nahi karen gay tab ap forex main kabhi bhi kamyabi hasil nahi kar ssakty hain kyon ky forex market aik international market main is main wohi kamyab hota hai ju smart money ko samjh sakta hai jab ap rules ko follow karen gay tab ap ko smart money bhi khud ba khud follow ho jaye jiss say ager ap ko loss bhi ho ga tu bohut kam ho ga is lie hamesh aur rules aur regulation ko follow karty hoay hi ap iss main iss business main kamyabi hasil kar sakty hain...
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: What is scalping and how it works

                        Dear members Forex trading say earning karnay kelye har ek trader apni apni strategy kay mutabik trading karta hay aor profit banata hay. en tarekon men say trade karnay ka ek tareka SCALPING TRADING ka bhi method mojod hay jis kay baray men, men ap say share karna chahon ga! Sab say pehlay to ye smjh lejaye kay SCALPING TRADING kehtay kis ko hen?

                        1. SCALPING TRADING KIA HAY?

                        Dear members Scalping trading ka mtalab hay kay price men samll level pay changes ko dekhtay huway kam time men zeada profit banay ko kehatay hen.


                        2. SCALPING TRADING MEN KIS BAT KA KHAYAL RAKHNA LAZMI HAY?

                        Dear members kafi log ais tareka kar say acha profit bhi earn kartay hen magar baz o kat aisa bhi ho jata hay kay jo profit kam time men earn kia hota hay wo loss men bhi change ho sakta hay to hamen ais bat ka bakhobi khayal rakhna ho ga kay jab ham ais tarekay kay mutabik trade karnay lagen to:-

                        (i) LALACH karnay say zaror parhez karen takay kay jo earn kia hay wo loss men change na ho.

                        (ii) Lot size ka intikhab aisa karen kay ham nay jo investment ki hay wo safe rahay aor account risk level tak na ponch pay.

                        (iii) Zeada leverage kay account pay he scalping tade karna chaye takay kay agar account loss men zeada dob jaye to usay nikalnay kelye free margin para ho takay mazeed trade ko nikalnay men kamyab ho saken aor ye tab he mumkin ho ga jab ham bari leverage ka account use karen gay.

                        2. SCALPING TRADING kay doran Candles chart kay istimal:-

                        Dear members jab bhi scalping trade karen to sath men candle chart ko read out lazmi karna chaye aor ais pay aboor hasil ho kay jo time frame ham nay chose kia hay kia us kay mutabik candles bhi trade karnay ko support karti hen ya ni kuyn kay agar ham thora bhaot idea lay kar trade karnay lagen gay to chand lamhon men earn kea huwa profit nuksan men change ho jaye ga chand seconds men to hamen ehtiyat say scalping trade karna he munfay ka zamin hay.

                        3. SCALPING TRADING KIA HAY trading ka nuksan kia hay?

                        (i) Dear pehlay to ham nay bat ki hay kay SCALPING TRADING trading men profit kesay bana saktay hen, ab ham bat karen gay kay ais men nuksan kia hota hay dear ek to ye hay kay jab ek trade thoray time men acha profit earn kar leta hay to wo over confident men aa jata hay to wo smjhnay lagata hay kay aasan kam hay aor jo earn kea hota hay wo loose kar jata hay to ye ek bhot bara nuksan hay SCALPING TRADING trade ka.

                        (ii) Akasar traders kay pass kam leverage kay accounts honay kay bawajod wo kam time men zeada earn karnay kay chakar men pary rehtay hen aor wo phir esi trading strategy ko prefer kar kay trade karty hen jo kay loss karty hen to dear agar kam time men earn karna hay to account big leverage ka open karen warna scalping trade men loss karen gay.

                        CONCLUSION:-

                        Ais tamam mazmon pay behas karnay say ye akhaz hota hya kay Forex intahai acha profit denay wala bhi business hay magar ais kay baraks ye bhi hay kay loss bhi bhot hota hay to achi tara say learning karnay kay bad he forex men real trading ki taraf ayen.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X