What is money management

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is money management
    What is money management

    forex ki platform mony management bahut zyada importance rakhte hain market mein kam karne wale tamam member ko chahie ke vah money management ko kabhi bhi apne kaam mein ignore na karen kyunki agar lots ko ignore kar denge to iski vajah se unhen market mein bahut zyada nuksan uthana pad sakta hai agar market mein kam karte hue money management ke zarie se acche advantage hasil karne hai to uske liye isko acche tarike se understand Karke hain esko apne kam mein use Karen.
    stop loss

    market mein trade lagate hue stop-loss ka use de bahut zyada zaruri hota hai jab aap trade mein stop los ka use karte hain to es tarah se agar aapki trade ke againts jab market movement start kar deti hai to use time aapka balance kam hona shuru ho jata hai to use time aaj ki trade nuksan mein chal rahi hoti hai agar aap market kis chijon Ko acche tarike se understand kar lete hain aur usmein stop loss ka use karte hain to use time stop loss ke vajah se market main trade lagate hue aap bahut bade nuksan se bach sakte hain aur aapke trade risk lene se aap ko bacha sakti hai trade lagate hue lot size ko sahi tarike se set karna chahie aur isko zyada price per bhi set nahin karna chahie ke kahin aisa na ho ki market ki zyada movement se ki vajah se aapka account bilkul vash ho jaaye aur aap stop loss lagane ki vajah se bhi apne account ko save na rakhpai.
    Click image for larger version

Name:	mony.png
Views:	1
Size:	44.6 کلوبائٹ
ID:	12471608

    trading lot size importance

    trade lagate waqt Lot siz sabse zyada important chij hoti hai eske bagair koi bhi member trade ko open nahin kar sakta aur eska istemal sahi tarike se karna hamen bahut hi acha fayda de sakta hai agar es lot size Ka istmal sahi tarike se nahin karenge to eski vajah se markeet main bahut zyada nuksan bhi uthana pad sakta hai isliye ine ko acche tarike se study karke hi use Karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is money management

    dear friend money management ke sath trading Karen money management ke sath trading karenge to aapka account safe rahega aur aap Achcha profit Hasil kar sakenge isiliye soch samajhkar trading Karen jitna aapka account bardasht kar sake utna hi lot size rakhen use zyada lot size bilkul na rakhen agar zyada lot size rakhenge risk bhi zyada hoga aur aapka account was ho sakta hai isiliye soch samajhkar training Karen money management ke sath money management karna bahut zaruri hai money management ke sath Jo members trading karte hain wahi kamyabi Hasil karte hain agar money management nahin karenge to aapko sirf loss hoga aur aap na kami Ka samna karenge kamyabi ke liye zaruri hai hamesha soch samajh Kar trading Karen
    • #3 Collapse

      Re: What is money management

      Dear, forex market main money management ko apnay funds ki percentage say calculate kia ja sakta hai jisk liye hamain market main entr honay say pehlay apni invest k start main he isay calculate karnay main hamari samjhdaari hai, for examle agar ham market main risk ko per trancation 2% k hisaab say manage kartay hain jis main hamara capital $ 500 hai to uska matlab hai k hamara risk 2% x $ 500 k hisaab say hai jiski value $ 10 hai jisay ham is hisab say devide kar saktay hain k hamara stop loss kitnay distance pay hai. Isi tarha say he har aik traders ka money management ka hisaab apny apnay formulay say banta hai.

      How to apply money management in Forex trading:

      Mairay knowledge k mutabik forex market main kaam kartay huway sab say pehla step yeh hai k ham market ko basic rules say start karain. Forex market main daily k hisaab say millions traders new join kar rahay hain aur itnay he is main kaam kartay huway risk ko manage kartay huway apnay apnay tareekay say kaam ko ajaam day rahay hain, jisk lazmi hai k hamain forex ki basic pay ziada say ziada zore daitay huway kaam karnay main he hamari real skills hain.
      Forex market main kaam ko start karnay k liye hamain iska basic yahi bana kar kaam karna chaye k hamain is main emotions aur greed pay kaboo rakhty huway kaam karna hoga. Agar aik tradesr greedy nai hai to usk liye yeh kaam bahut ziada asaan hai k wo market main kaam kartay huway money management ko apnay account pay asaani say apply kar sakta hai otherwise kabhi bhi nai.

      PROPER TRADING EDUCATION:

      Dear , main bilkul sirf isi step k sath market main apnay kaam ko start karunga jis say main jis bhi hisaab say money management ko start karunga mujhay market main knowledge k hisaab say sab kuch milnay ki umeed hai. Agar hamaray pass market ko smajhnay ki koi educations nai hain to hamain is main kaam kartay huway koi formula use karna nai aa sakta hai aur ham market main kabhi success nai ho skatay hain.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: What is money management

        forex members mairy khayl man to jo dost forex forum pay air forex trading karty hain un ka sab se phla kam to ye hi banta kaye wo forex man monye mangemnet ko sumjin air pher kam krin q k forex man monye mangemnet k bgir app apna loss zyeda kro gay air profit kam monye mangemnt kar k ager app apny trading k doran km lot size ka istmal krin gy apny acont man stop loss air take profit use krin gy to app zyeda losss se bach jayen gy es ko hi dosto monye mangemnt khty hain .

        اب آن لائن

        Working...
        X