How to avoid indicator’s false signals
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How to avoid indicator’s false signals
    How to avoid indicator’s false signals
    market mein trading karne ke liye traders ke indicators ka use karen aur esko apne kam mein use time include karen jab uska bahut hi achcha knowledge rakhte hain vah aur knowledge ke bagair kabhi bhi in ko apne kam mein intraluminal kare kyon ke use time yah indicator hamen kabhi bhi vyast result nahin dete aur in indicator mein Kuchh indicator aise hote hain jo ke useful hote hain aur bahut zyada bhi hote hain jabki Kuchh indicator best work nahin Karte aur na hi unki vajah se best result hasil Kiya jata hai

    indicator false signal
    kuchh indicators aise hote hain jo ki market mein acha result nahin dete hain inke signal kabhi bhi real nahin hote market mein best result hasil karna hai to uske liye market always technical indicators ka use karna chahie kyunki technical indicator es ko ham technical analysis dekhi baised per use karte hain aur technical analysis market mein bahut zyada work karta hai es Ke jari aise hi market ke real aur false signal ko confirm karne mein bahut zyada help milti hai aur market mein kisi bhi member Ko indicators for signal ko avoid nahin karna chahie balki unhen chahie Ke vah is per focused rakhna chahieClick image for larger version

Name:	false signel.png
Views:	1
Size:	36.6 کلوبائٹ
ID:	12471607

    indicator is very important trading platform

    trading platform ki situation ko understand karne ke liye bahut zyada zaruri hota hai uske bagair trade ko successful banana aur usmein bhi winning hasil karna possible nahin ho pata professional trader banae jaate hain aur indicators ka use karke in mein mastermind banna chahte hain to uske liye inko regular basis per acche tarike se study karke hi ine ko apne trade mein use Karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: How to avoid indicator’s false signals

    Indicators 2 kisam k hotay hai
    Laging indicators jo keh Market keh movement kr jany keh bad Result dety hain jaisa keh RSI moving average wagera or dosri tarf leading indectors hotay ho jo market ki hony wali movement ka bta dety hai jaisa keh Volume likan indectors ka use krna nuqsan hai kyun keh insy trade krna loss krwa sakty hain jaha Tak mera experience hai sab se best tarika he naked chart par Analysis krna jise price Action analysis kehty hai .
    To me yehi kahoga keh price Action Analysis sikhy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: How to avoid indicator’s false signals

      Assalamu alaikum dear friend Forex trading me agar Achcha profit Hasil karna hai to soch samajhkar trading Karen analysis ko ignore bilkul na Karen technical analysis indicators use Karen yah Hamen kamyabi dene Mein madad karta hai jitni mehnat ke sath kam karenge utna hi Achcha profit Hasil kar sakenge isiliye is Mein hamesha mehnat ke sath kam Karen turant ke mutabik trade open Karen trend ke khilaf trade open bilkul na Karen aur soch samajh Kar mehnat ke sath trading Karen Forex online business hai ismein jaldbaji Mein kam bilkul na Karen soch samajh Kar mehnat aur Sabir ke sath trading karenge to Achcha profit Hasil kar sakenge Forex mein bahut se members ke Na kam hai ki wajah jaldbazi aur lalach se dur rahenge to bahut Achcha profit Hasil kar sakenge

      اب آن لائن

      Working...
      X