Forex Trading Market mein jab hum market ki movement ko judgement krny Kay liye kuch important indicators ko apni trading activities main shamil Kar rahy hoty Hain, tu kuch indicators ki working main standard deviation or average ko bahut jyada importance di ja rahi hoti hai. Is liye aaj main apni post main standard deviation or mean ( average ) ko explain krny ki kosish krun ga.
What is Mean / Average
Moving average indicator or isk sath aur bhi kuch indicators average ki basis per aapko results provide kar rahy hoty Hain. Basically ya indicator candlestick ki closing values ko add Kar Kay number of candlestick per divide krty Hain, isko Value ko aap Average ya mean keh sakhty Hain. Aap is Calculation ko number of candlestick ki basis per change bhi Kar sakhty Hain. For example agar aap last 20 candlestick ki average laty Hain tu wo totally change ho ge as compared to, agr aap last 14 candlestick ki average laty Hain.
Standard Deviation
Jab aap Forex trading mein Bollinger band indicator use krty Hain, tu us main aapko standard deviation ki study karna hoti hai. Standard Deviation ki calculation krny Kay liye aapko sb sa phly average ko calculate krny hota hai.
Calculation Process of Standard Deviation
Standard Deviation ki calculation bahut zyda asan hoti hai. Jab aap mean ki value ko each and every closing values sa detect krty Hain, or en values ko Total Kar Kay total number pa divide krty Hain, tu aap Kay pas standard deviation ki value ah jati hai. For example agar aap last 5 candlestick ki average laty Hain, tu her candlestick ki value main sa mean ko detect krty Hain. Or her answer ko add Kar Kay 5 pa divide kar Kay aap standard deviation ki value find out kar sakhty Hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим