Assalamu Alaikum dear member Forex trading mein agar aap successful trading karna chahte hain to ismein aapko hamesha different indicators or oscillator ko properly study karna hota hai. Oscillators sa related kuch important information share karna chahta hun.
What is Oscillators
Oscillators basically Forex trading market mein aapko aik range bta Raha hota hai, jismein aapko 2 specific limits available hoti Hain, Jin Kay ander ander market ki movement expected hoti hai. Es main aapko 2 different ranges provide Kia jati Hain, Jo aapk liye kuch helping information share kr rahi hoti hain.
Example of Oscillating Process
Dear member agr aap oscillating process ko understand karna chahte hain, tu is main following image aapko iski classification karti hai. Jismein aapko different levels ki identification provide ki ja rahi hoti hai. Agar aapko Oscillator process ko understand karna hota hai, tu isk liye stochastic Oscillator or Relative strength index indicator bahut important helping information provide krta hai.
Stochastic Indicator
Stochastic Oscillator aik eisa plateform hota hai, Jo aapko 2 important zone provide kar raha hota hai. Ya eisy prices zone mentioned krta hai, jis ki base per app market mein selling or buying ki entry la sakhty Hain. Stochastic Oscillator aap ko bahut hi perfect information provide krta hai. Liken iski proper learning aapke liye helpful ho sakti hai.
Relative strength index
Relative strength index indicator bhi aapko 2 specific limits provide kar raha hota hai, jinko aap Overbought situation or oversold situation ka name sa janty Hain. Ya level aapko buyer's or seller's ka pressure mention krty Hain. Jab bhi en Level ko market touch karti hai, tu rebounce zaroor krti hai. En Level ko acchi tarah focus karna hota hai. Or ismein aapko en level per bahut acchi trading opportunity available ho sakte hain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим