What is Stop-loss and Explanation of Stop-loss Ratio ( 1 : 1 and 1 : 2 )
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Stop-loss and Explanation of Stop-loss Ratio ( 1 : 1 and 1 : 2 )
    Stop-loss ki forex trading mein bahut zyda importance hoti Hai, aaj main aap sa stop-loss ki basic information share krna chahta Hun, or iski important ratio ki details aap sa share krna chahta Hun. Kunk forex trading mein successful trading karne ke liye stop-loss aap Kay account ki safety level ko increase karta hai.

    What is Stop-loss

    Jab aap market mein enter hony sa phly aik eisa level select kar laty Hain, Kay itni specific amount of loss per aap apni trading activities close kr dain gay, tu us amount / point ko ap stop-loss khety Hain.

    Calculation Process of Stop-loss

    Jab aap Forex trading market mein enter hote Hain, tu aap Kay mind main ya question ata ho ga Kay hum kon sa point per stop-loss ki limit select krin, isk liye following mentioned ratios aap ki help kar sakhti Hain.

    1 : 1 Ratio

    Agr aap Forex trading market mein enter hote huye risk and reward ratio equally select krty Hain, tu is main app Kay take profit or stop-loss ki value same hoti hai. For example aap market mein 500 USD Kay account balance per trading karna chahte hain, or ismein aap stop-loss ki limit 100 USD select krty Hain aur take profit ki limit bhi 100 USD rakhty Hain, eisi situation main aap isko 1 : 1 khety Hain. Aapko hamesha ya ratio aik achy account balance waly account per utilise krni cheye.

    1 : 2 Ratio

    Dear members agar aap market mein thory account balance per trading karte Hain, tu usmein aap 1 : 2 ratio ki selection kar sakhty Hain. Iska mtlab ya hota hai, ka aap 100 USD profit hasil karne ke liye 50 USD ka stop-loss select karte Hain. No doubt ya ratio aap Kay liye zyda secure ho jati hai.

    Avoiding Draw Down Position

    Agar aap market mein regularly basis per stop-loss ki limit ko set kar Kay Trading karte Hain, tu aap definitely draw down position said avoid kar sakhty Hain. Is liye stop-loss ko apni trading main zaroor shamil kr lena cheye. Or iski proper calculation ka method bhi learn kr lena cheye.

    Click image for larger version

Name:	Stop-loss.jpg
Views:	3
Size:	96.2 کلوبائٹ
ID:	12471562
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is Stop-loss and Explanation of Stop-loss Ratio ( 1 : 1 and 1 : 2 )

    stop loos ko es trha samjy gay kay aap jab markt maui enter karty hai aap ko aik kaas amount loss per aap ko clos karni parti hai jab aap estrha kary gay aap khe sakty kay ye stop loss hai.jab market mai 1-1 ratio say karni khusis karty hai aap ye kar sakty hai ye aap kay liy hik rhe ga aur aap 1-2 say bhi kar sakty hai ye bhi aap kay kaam kay liye thik rehe ga aap kaam kay enko use kar sakty hai aur aap ka kaam hi es trha say ho ga tu aap ko sab bato ko clear say samjny mai madad mili gi .

    اب آن لائن

    Working...
    X