What is Indicator
Indicator aik eisa tool hota hai, Jo apko technically market ki expected movement sa related prediction deta hai, jiski basis per aap apni decision-making kar sakhty Hain. Indicators ko aap leading indicators or leggings indicators main categories Kar sakhty Hain. Kuch famous indicator ki briefly details aap sa share krna chahta Hun.
MACD
Moving Average Convergence Divergence indicator bahut familiar indicator hota hai, Jo aapko market mein hidden divergence ki basis per apni prediction provide krta hai. Isko properly study karna aap Kay liye effective ho sakhta hai.
Fibbonacci Retracement Indicator
Fibbonacci Retracement Indicator aik bahut hi powerful indicator hai, is indicator main aapko different strong Level per bahut acchi trade mil sakhti Hain. Isk strong level ko aap golden ratio Kay name sa janty Hain. Is indicators ki help sa aap bahut acchi decision making Kar sakhty Hain.
Ichimoku Kinko hyo
Maximum volatility waly pairs per aap Ichimoku Kinko hyo indicator ko utilise kar sakhty Hain. Ya indicator aapko clouds ki basis per kuchh information provide kar raha hota hai. Is indicator ko understand karna bahut zyda difficult nahin hai.
Momentum Indicator
Market Kay momentum Kay mutabik Trading karna aap Kay liye bahut zyda profitable ho sakhta hai. Is indicator ko properly understand karna or isko apni working main shamil krna bahut faidamand hota hai. Kunk market mein working krny Kay liye market Kay momentum ko samjna bahut zarori hota hai.
Relative strength index
Market Kay different levels ki proper identification kar Kay trade krny Kay liye relative strength index indicator aap Kay liye useful information provide kar raha hota hai. Jab aap is indicator ko study krty Hain to aap easily oversold situation or overbought situation ko find out kar sakhty Hain.
Importance of Indicators
Dear junior members Forex trading market mein indicators ki bahut zyda importance hoti hai. Kunk indicators aapko perfect guidelines provide kar Kay apki confusion ko door krty hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим