Difference between Marubuzu Candlestick and Doji Candlestick.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Difference between Marubuzu Candlestick and Doji Candlestick.
    Assalamu Alaikum dear member Forex trading market mein Jab aap candlestick pattern ko acchi tarah recognise kar lete hain, to aap bahut acchi trading kar sakte hain. Jab aap market mein different candlestick pattern ko study kerte Hain, to ismein aapko doji candlestick or Marubuzu Candlestick jesy important candlestick patterns se related almost 100% information available honi chahie.

    Marubuzu Candlestick

    Dear member Jab aap is candlestick pattern ko study karte Hain, to is ko understand karna aur identify karna bahut hi aasan hota hai. Kyunki Jab aap is candlestick pattern ko study kar rahe hote hain, to ismein aapko without Shadow candlestick available hoti Hai. Jab market mein strong seller's ya buyer's pressure hota hai, tu Marubuzu Candlestick banta hai. Is ko aap following types main categories Kar sakhty Hain.

    Bullish Marubuzu

    Jab market mein bahut jyada buyer's pressure hota hai aur Market mein aisi candlestick milati hai. Jismein aapko without Shadow ek bullish trend mein candlestick milati hai, to us candlestick ko aap aap Bullish Marubuzu ke naam se jante Hain.

    Bearish Marubuzu

    Dear members Jab market mein downtrend hota Hai, Aur without Shadow ek candlestick banti hai aur ismein aapko strong sellers pressure find out hota hai, to is candlestick ko aap market mein bearish Marubuzu ke naam se jante Hain.

    Doji Candlestick

    Doji candlestick 1 reversal candlestick hoti Hai, jisme aapko market mein ek acchi decision making karne ke liye ek acchi information available hoti Hai. Basically is candlestick ki body minimum hoti hai aur iski Shadow is se 2 to 3 time jyada hoti Hai. Iski body different points per ho sakti hai jiski basis per aap is candlestick ko different following types main categories kar sakte hain.

    * Gravestone Doji

    * Dragonfly Doji

    * Long Legged Doji
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Difference between Marubuzu Candlestick and Doji Candlestick.

    Assalamu alaikum dear Forex members ummid karta hun aap sab khairiyat se honge doston market ki movement ko analyse karne ke liye ham log technical aur fundamental analysis ka istemal karte hain fundamental analysis mein ham log candlesticks aur news ka istemal karte hain ji doston marbuzo aur dusri candlesticks mein bahut jyada difference hota hai man candlesticks ki 2 categories Hoti hai 1 bullish marbuzo aur dusri bearish marbuzo bullish marubozu mein bias pressure jyada hota hai aur iski movement upward Hoti hai jab ke bare mein seller pressure jyada hota hai aur iski movie download hoti hai doston doji candlesticks aap ko market ki movement ke bare mein information deti hai aur aap market trend follow karne mein madad deti hai shukriya aapko trading karne se pahle in analysis aur candlesticks ke bare mein pata ho to aap aasani se trading kar sakte hain shukriya

    اب آن لائن

    Working...
    X