Re: What is Trend in market ? Why Trend is your Friend in Market ?
Assalamu alaikum dear member agar aap forex trading market mein successful trading karna chahte hain, to is main aapko sabse pahle market trend se related apni learning ko complete karna chahie. Jab aap market trend ko acchi tarah identify kar lete hain, to aap is mein bahut acchi trading kar sakte hain aur ismein aapko bahut zyada fayda mil sakta hai. Jo member is platform mein trade ko open karna chahte hain unko chahiye k trade ko open karne se pahle market mein maujud tamam different types ke tools ko acche tarike se understand Karen.
Explanation of Trend:
Market trend ek aisa important tool hai, jo aapko market mein profitable trading karne ke liye useful information provide kar raha hota hai. Market hamesha apni retracement complete karne ke bad apne long-term trend mein apni movement complete karti hai.
Through Timeframe:
Dear time frame mein market ka apna trend hota hai jab aap different timeframes ka istemal karenge analysis ko karne ke liye to aap ko aasani se market trend ki samajh aa jayegi jis mein aapko trade karne mein aasani hogi trend ke favour mein trade ka Stop loss bahut hi kam hota hai aur aapka Take profit ismein zyada hota hai.
Through Technical indicators:
Technical indicator ka istemal kar ke b market ke trend ko dekh sakte hain jaise ke aapke pass is mein moving average aik legging indicator hota hai jis ki setting aap apni trading strategy k hisab se set karke istemal kar sakte hain jis se aapko market ke trend ka pata chal sakta hai. Isliye koi bhi trade open karne se pahle aapko market ka trend dekhna hota hai iske bad aapko koi bhi candlesticks pattern aur market mein chart patterns ko dekh kar trade karna hoti hai.
Importance of Trend:
Market mein trade ko open karne se pahle market ke bare mein complete information hasil karna hamare liye bahut zyada zaruri hota hai agar market mein aap tamam member ko profitable trading karni hai to aapko chahie ke aap market ke trends se related information ko apne kam may include karne ki koshish karen.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим