Indicator; MOVING AVERAGE
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicator; MOVING AVERAGE
    concept of moving average
    moving average indicator ka concept bahut important hota hai islyie tamam kamyab trader ko chahie ke unke pass moving average indicator ka tamam knowledge hona chahie.agar apke pass moving average indicator ka concept nhi hai tu ap market ki movement ko technically ananlyse nhi kar sakte.islyie technical analysis ke ly moving average indicator ke knowledge ka hona bahut important hota hai.
    what is moving average indicator
    moving average tamam candles ki total average price hoti hai jiski bunyiad per tamam candles ki movement depend karti hain.
    state level per hamara state bank aur multi national bank ke andar banne wali candles ki price ki buniyad per hum moving average indicators apply karte hain.islyie donon jagah per candles ki last moving price ko janna zrori hota hai.
    moving average at high position
    jb donon jga market ki candles ki price high level per hoti hai tu us waqt market ke andar buy karne wale trader price ko control kar rahe hote hain aur market stay condition mn chali jati hai.
    low moving average
    dosri taraf agar market ke andar moving average low ja rahi hai tu us waqt sell karne wale trader market ko control kar rahe hote hain.islye hamen apni trading ki hikmat e amli moving average trader ki buniyad per banani chahie.
    tading order (moving average indicator ki buniyad per)
    islyie jab hum market ke andar apni trade ko open kar rahe hu tu hamen soch samajh kar order lena chahie.agar market ke price moving average se zyada ho tu hamen buy ka order open karna chahie.
    isi tarah agar market ke andar price moving average price se kam ja rahi hu tu hamensell ka order open karna chahie.
    importance of moving average indicator
    forex tading mein kamyabi hasi karne ke lyie moving average inicator ko apply karke market ka trend maloom karna zrori hota hai tabhi app market ka exact trend maloom kar sakte hain.
    how to apply moving average indicator
    forex market ke andar moving average indicator ko apply karne ke lyie apke pass es ka tamam knowledge hona chahie aur apko mid mein aik average line nazar aye gi jis ki buniyad per app esko market ke andar apply kar sakte hain.
    benefits of moving average indicator
    forex market ke andar app moving average indicator ko apply karke market ka exact trend maloom kar sakte hain aur apni trade se acha profit hasil kar sakte hain aur forex mein kamyab bussinessman ban sakte hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Indicator; MOVING AVERAGE

    Moving average aik bohat achi cheez hai trading mein agar hum Moving average ko istemaal karte hain. trading mein aur is ki saharay se hum par wicket haasil karne mein aik dafaa kamyaab ho jatay hain to hum is ko behtar tareeqay se chalanay aur is mein kaam karne ke mutabiq hum kaafi achi experience bhi haasil kar len ge agar hum moving ayorj ko aik acha indicator kar hum is mein kaam karna shuru kar dete hain to hum kabhi bhi yeh nahi honay den ge ke hamein alos ho jaye agar hum kamyabi chahtay hain to hamein kaafi sir indicator istemaal karna hoga lekin hamein sab se acha indicator moving average ko hi rakhna chahiye kyunkay moving ayorj ko istemaal karte hue aur reading robots ko istemaal karte hue hum trading mein kaafi achi kamyabi haasil kar satke hain.

    aur un ke sath sath agar hamaray paas aik acha experience hai ke hum demo account ko istemaal kar chuke hain aur hamaray paas trading ke baray mein bohat acha experience hai aur hum kamyabi chahtay hain to hum trading mein investment kar ke bhi kamaai kar satke hain lekin hamein moving ayorj ko istemaal karne ka tareeqa janna hoga.

    aur is ke sath sath agar hum chahtay hain ke hum is msg karkay praft haasil karen aur reading mein hamesha kamyabi haasil karen to hamein deli bases par demo account practice karni hogi kyun ke demo account aik achi cheez hai aur is se hamein rating ke baray mein kaafi kuch seekhnay ko milta hai demo account ke sath sath aﮦ mein bohat saaray indicator istemaal karna seekhna hoga aur is ke sathiyon ne apne seniors se madad haasil karni hogi tabhi hum trading ke business mein kamyabi haasil kar satke hain kyunkay trading ka kaarobar aik mushkil kaarobar hai.
    • #3 Collapse

      Re: Indicator; MOVING AVERAGE

      As-salamu alaykum members moving average indicator jo hai wo bahut hi achcha sabit hota hai jab aapka iska istemal karke trade lagate hain to aapko Pata Hota Hai ke trend line kya hai moving average jo hai vah aapko trendline ka batata hai aur jab aap Uske hisab se trade Lagate Hain To aapki trade Sahi rahti hai aur aapko munafa Deti Hai Lekin agar aap Uske mukhalif trade lagaenge to jo aapki trade hai vah aapko fayda Nahin aur nuksan Degi aur kabhi bhi moving average ke ke bagair trade na lagaen Is Tarah Se aapko pata nahin Hota ki trend kya hai aur aap galat trade bhi Laga sakte hain
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Indicator; MOVING AVERAGE

        Ji bilkul dear member hamen moving average indicator customer apni trade mission karna chahie apni trade mein indicators message iske bare mein acchi maloomat hamare pass hote Kamal karna chahie kyunki yah hamare liye bahut hi helpful sar kata sakte Hain indicator se hamen market ki position ka aur ups and downs ka andaaza ho jata hai isliye indicator ,Stop loss,Take profit, buy limit ,Sell limit ,in sab ko hamen apni trade mein istemal karna chahie Taki ham matluba profit Hasil kar saky
        Iske sath sath agar hamen achcha experience bhi ho aur reading robot ko istemal karna bhi jante hon .or ic Demo account per is ki practis karte Rahe tu yakeenan Ham bahut acchi trade kar sakte hain.

        اب آن لائن

        Working...
        X