Forex trading market mein Jab junior members isko join kerte Hain, to unke sath different types ke frauds kiye ja sakte hain. Jab aap Forex trading market mein inter hote hain, to ismein inter hone se pahle aapko hamesha is sa related almost maximum informations ko complete kar lena chahie, Takay aapko is main different scams se Koi nuksan Na Ho sake. Aaj main aapko Forex trading market mein kuchh famous scams se related information share karna chahta hun, jo aap ke liye important ho sakti hain aur aapke nuksan ko minimise kar sakti hain.
1 : Signals Providers
Forex trading market me jab aapko different members aapko signals provide kar rahe hote Hain, to aisi condition main aapke sath hamesha fraud Kiya ja sakta hai. Kyunki jitne bhi members aapko signals provide kar rahe hote hain, yah hamesha different website se apni information hasil karke aapko vahi information share kar dete hain, aur iski against aapse handsome amount receive kar rahe hote hain. Isliye aapko kabhi bhi kisi member se paid signals hasil nahin karne chahie aur hamesha self-dependent hokar working karni chahie.
2 : Fix Percentage Commission
Kuchh aise scammers hote hain jo aapko ek fix percentage profit ki offer kar rahe hote hain, aur aapki investment ke mutabik aapko Ho aap se promise karte Hain, kay aap ko 5% se 40% Tak profit mil sakta hai. Aise scammer se bhi aapko avoid karna chahie aur self-dependent hokar working karni chahie.
3 : PAMM Trading Scame
Dear members Jab aap market mein enter hote Hain to kuchh aise members hote hain jo aapko different type ki trading ki facilities provide kar rahe hote hain, aur ismein aapko big accounts profit ke sath show karke aapko usmein percentage allocation management basis per aapke sath fraud kar sakte hain. Aise member se bhi aapko hamesha bahut jyada careful hokar apni trading activities karni chahie aur ismein aapko apni investment karne se pahle acchi tarah unki verification kar leni chahie.
4 : Scame in Robot
Jab aap Forex trading market mein beginning level per robot trading karna chahte hain, to is purpose ke liye aapko sometime robots bahut jyada expensive rate per offer kiye ja Rahe hote hain. For example Agar ek robot aapko within 15000 to 20000 range main available hota hai, to vah hi robot aapko bahut jyada expensive rate per Diya ja Raha hota Hai. Jab bhi aap Koi robot facility hasil karte Hain to is se related almost apni learning ko complete karne ke bad yah decision-making karni chahie.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим