Trading mein margin call se kaise bacha jaaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mein margin call se kaise bacha jaaye
    Assalamualaikum members pahle main aapko yah bata dun ke margin call hoti kya hai to jab aap trade laga rahe hote hain aur aapki trade agar loss mein chali jaaye aur aapka balance use loss se kam ho to broker ki taraf se aapko message aata hai ke aur investment karen aur apna balance badhaen to is call ko kahate hain margin call aur is se bachne ke liye hamen chahie ki ham jab bhi trade lagaen to ham pahle apne account ki limit ko dhyan mein rakhen aur dekhenge hamare pass kitna balance maujood hai aur koshish karen ki ham small lot ki trade lagaen es tarah se hamara jo account hai vah mehfooz rahata hai aur hamen broker ki taraf se margin call bhi nahin aati
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mein margin call se kaise bacha jaaye

    forex market Mein lalch Karne wale trader apna nuksan kar rahe hote hain aapko chahie carpus market Mein kabhi bhi lalach mat Karen agar aap is market Mein lalach karte hain to aapko is market Mein kafi jyada nuksan ho jata hai aapko is market Mein soch samajh Kar kam karna hoga uske bad aapko is market Mein aasani se kamyabi Mil jaati hai Jo tradus market Mein apna trading plan banaa kar kam karte hain aur money management ko use karte hue trade lagate Hain unki trade per itna jyada usse nahin hota is market main aapko discipline ke sath kam karne mein aasani se achcha per FIR Mil jata hai Jo tradus market Mein achcha kam karte hain aapko ismein kamyabi mil jaati hai isliye aap check aap is market Mein soch samajh Kar kam karte Rahe.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Trading mein margin call se kaise bacha jaaye

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Raheem81 پيغام ديکھيے
      Assalamualaikum members pahle main aapko yah bata dun ke margin call hoti kya hai to jab aap trade laga rahe hote hain aur aapki trade agar loss mein chali jaaye aur aapka balance use loss se kam ho to broker ki taraf se aapko message aata hai ke aur investment karen aur apna balance badhaen to is call ko kahate hain margin call aur is se bachne ke liye hamen chahie ki ham jab bhi trade lagaen to ham pahle apne account ki limit ko dhyan mein rakhen aur dekhenge hamare pass kitna balance maujood hai aur koshish karen ki ham small lot ki trade lagaen es tarah se hamara jo account hai vah mehfooz rahata hai aur hamen broker ki taraf se margin call bhi nahin aati
      bhai margin call tab ati hai jab ap kay account main equity zero ki taraf a jaey. bhout simple sa hal hai kay ap apna leverage kam se kam use karian 1:50 best hai ap kay leye or ager bhout zaida expert hai tu a p 1:200 tak use kar lain. or sth mai lot ka size kam rahkain. ap har trade mai stop loss ki value tak 25% risk involve kar lain es se zaida na karain nahi tu ap ki trades kafi loss mai jain gi or stop loss lazmi set karain tu margin call ki zarorat nahi pary gi.

      اب آن لائن

      Working...
      X