technical analysis aur es ke indicators

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    technical analysis aur es ke indicators
    Ji han bhai jaan aapane bilkul theek kahan hai agar aap Forex trading Mein kamyabi Hasil karna chahte hain aur Forex Samay Kamyab Businessman Banna Chahte Hain To aapko Hamesha apni trade technical analysis ki buniyad open karne ki koshish Karni chahie aur ham forex market ki movement ko Different techniques ki madad se technically analyse kar sakte hain Ham different indicators ko istemal karke forex market ki movement ko technical analysis Karte Hain
    moving average indicator
    • Moving Average Convergence Divergence (MACD)
    • Relative Strength Index (RSI)
    • On-Balance Volume (OBV)
    • The Bottom Line
    • is tarah hum forex market ke andar four indicators ko apply Karke forex market ka exact trend Maloom kar sakte hain aur apni trade ko market ke Trend ke mutabik open karke apni trade Se Achcha profit Hasil kar sakte hain.
    • Is Tarah Ham four types of Technical Analysis or indicators ko market ke andar apply Karke forex market ka exact trend Maloom kar sakte hain lekin uske liye zaruri hai ki aapke pass Tamam indicators ko market ke andar apply karne ki Tamam techniques ka Tamam knowledge Hona chahie tabhi aap Forex trading Mein kamyabi Hasil kar sakte hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: technical analysis aur es ke indicators

    Technical analysis k ly different indicators use hoty hn aur jaisy k ap ny mention bi ky hn lakin ye zaruri ni k hr trader yahi waly hi use krta ho. Hr kisi ki basic learning difference hoti h to jo jo indicator ki zayada clear samjh ho,wo apply krna chahiey. RSI ek common indicator h jb k MACD ki period limits ko thora modify krna hota h otherwise eska result itna accurate ni ho ga. Baqi indicators bi traders apny knowledge k hisab sy set krty hn. Chahy koi bi Indicators hun lakin basic purpose to sb ka hi same hota h k market ki up/down k bary mn advance intimation hasil ho. Es ly mehnat kr k Indicators ka use seekhna chahiey.
    • #3 Collapse

      Re: technical analysis aur es ke indicators

      Assalamu alaikum dear Forex members umeed karta hun aap sab khairiyat se honge doston Forex trading karne se pahle Ham iske indicators ko jyada se jyada importance Deni chahie aur trading karne ke sath hi Hamen money management ko bhi importance Deni chahie kyon ke money management aapke loss ko minimise karke profit ko maximum karte hain doston aap ko product based trading karne se pahle market it ki movement ko analyse karna chahie aap market ki movement to analyse karne ke liye technical and fundamental tools ka use kar sakte hain aapko aur iske sath aap indicators ka istemal bhi kar sakte hain shukriya doston Forex per Ham 4 types ke indicators istemal karte hain ine mein moving average convergence aur divergence ka period kam hota hai is leyah aapko time adjust Karne ka tarika aana chahie
      • #4 Collapse

        Re: technical analysis aur es ke indicators

        agar aap market mein technical analysis ko complete karna chahte hain to uske liye different important indicator sabke liye bahut jyada helpful ho rahe hote hain Kyunki different indicators aapko bahut acchi information provide karte hain aapko hamesha market mein multiple indicators per completely depend karna chahie aur ismein according to your requirements apni working ko complete karna hota aapke hamesha market mein jyada se jyada advantages ko increase karne ke liye hamesha is per focus karna hota Hai Jab aap market mein different important indicators ko completely profitable banana chahte Hain tu bahut fayda mil sakta hai.
        • #5 Collapse

          Re: technical analysis aur es ke indicators

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Rabiasiddique
          Forex Mein analysis was Yadav matter Karta Hai garam Forex trading market analysis karna sikhe to Fir Hamare liye Kuchh Pyar karna Mushkil Nahin rahega isliye aap market kahana licence karna sikhe market ko samjhe Agar Ham trading market ko samjhe Denge tu Hi Ham Kamyab Ho Gaya garam trading market Ko Nahin samjhoge to hamare liye Kuchh Bhi Hasil karna bahut jyada Mushkil Hoga Forex trading ko Samajh Kar aur Soch kar Aage badhana hi Hamari asal kamyabi Hai Jab tak Ham trading Ko Nahin samjhe Denge To Ham Kuchh Bhi Aasan Nahin kar sakte
          Dear yaha trading ko samjnay ki bat nahi ho rahi bat ho rahi hai indicators ki woh indicators jo hum apni trading mai use kar kay acha plan kar skaty hian. chart ki setting or time frame ka sahi istamal or ap ka jo trend find hota hai woh indicator ki madad se hota hai indicator ap ko kudh chose karny hoty hain kay kon say indicator ap ki trading kay leye achy hain or phir ap us ki madad se analysis karty hain or support or resistance ko find kar kay phir ap trade karty hain yeh sub jab ap ko pata ho ga tu ap technical analysis kar sakty hian.
          • #6 Collapse

            Re: technical analysis aur es ke indicators

            Mehnat.....
            Asslam u Alaikum dear members.. Yeh baat bilkul theek hai forex par hamien ziyada sy ziyada mehnat chahye.. Hum forex par jitni ziyada mehnat krien gy utna ziyada earning kr skty hein... Jitna ziyada forex py work hard krien gy utna ziyada hi forex par bonus mil skta hai. Aur us bonus sy hum ziyada sy ziyada trading kr skty hein .mehnat jitni ziyada ho gi earning bhi utni ziyada ho gii... Mehnat mein azmat hai .. Forex py ziyada bonus mehnat ka hi hai.... Thank you members...,
            Loss....
            Asslam u Alaikum dear members.. Yeh baat bilkul theek hai k hamien loss sy nai ghbrana chhye.. Hamien ziyada sy ziyada mehnat krni chahye... Hum forex pr jitni zuyada mehnat krien gy utna ziyada bonus hasil kr skty hein.. Agar humien trading mein loss ho jata hai tou hamien ziyada nai ghbrana chahye balk ziyad sy zuyada mehnat krni chahaye.. Ta k hum ziyada earning kr sky. Yeh na ho hum loss ki wjh sy preshan ho jayen aur trading na krien is trah forex ki trading mein kbhi kamyab nai ho skty... Thank you members...
            Experience.....
            Asslam u Alaikum dear members. .. Forex mein jitna ziyada experience ho ga utni ziyada hum easily earning kr skty hein.. Agar hum forex par experience nai ho ga aur kaam krty rhien gy tou hamien loss hi hota hai. Aur bonus bhi kam milta hai..jitna hamien bonus kam mily ga hum forex par ziyada sy ziyada earn ni kr skty. Forex par earn krny ka tarika hai k experience market ka jo hota hai usko ziyada sy ziyada use kiya jaye.. Thank you members..
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: technical analysis aur es ke indicators

              Salam walekum ummid karta hun aap sab khairiyat se honge technical analysis or s ke indicator technical analysis mein sabse zyada indicators used kaha jata hai ki jo acche aur profitable trading laga Rahe hote hain iska matlab hai ke vah apna Kam pure focus se kar rahe hote hain aur achcha trading Kamar Rahe hote hain aur is ki Bina per 4 exam hai technical analysis

              Moving average convergence divergence

              Relative strength index

              1 balance volume

              The bottom lines
              agar hamare pass jitna jyada experience hoga utani easily earning kar sakte hain agar Ham forex per experienced nahin honge hamare pass Na Lage nahin hoga aur ham kam kar rahe honge to hamen loss hi hoga aur hamara account level bahut hi kam hoga aur bonus bhi bahut kam milenge chitra mein bonus ka milenge Ham forward per jyada se jyada earning nahin kar sakenge forex Karne ka tarika experience market ka jo hota hai usko jyada se jyada use kijiye shukriya

              اب آن لائن

              Working...
              X