Assalamu Alaikum dear member Jab aap Forex trading market mein apni trading activity ko effective aur profitable banana chahte hain, aur is purpose ke liye aap different types ke analysis complete karte hain, to ismein aapko hamesha market mein technical analysis ko complete karna hota hai. Technical analysis ko complete karne ke liye aapko hamesha individual candlesticks aur candlestick pattern ko acchi tarah study karna hota hai. Otherwise aap kabhi bhi market mein successful technical analysis ko complete nahin kar sakte hain. Candlesticks se related main aapko kuchh basic information provide karna chahta hun jo aap ke liye important ho sakti hain.
What is Candlestick
Candlestick basically ek aisa platform hota hai jo aapko market ki next expected movement se related important information provide kar sakta hai. Candlestick Ko Jab aap completely study karte Hain, to isko aap Major parts mein Main divide karke is ko easily recognise aur identify kar sakte hain.
Opening Value
Jab aap kisi candlestick Ko study karne ke liye uske basic parts ko study karte hain aur isko different types may categorise karte hain, to ismein aapko ek aisa point milta hai jismein aapko candlestick ki opening values related kuchh basic information provide ki ja rahi hoti Hain. Is point ka basically yah purpose hota hai, kay Jab market mein ek candlestick ki opening value se hoti Hai, us point ko aap market mein opening point keh sakte hain.
Closing values
Jab Koi candlestick open hoti Hai to basically uski ek specific value hoti hai, aur iske sath sath Jab market mein Koi candlestick kisi bhi time frame mein close hoti hai, to usmein bhi aapko ek specific value available hoti hai, jo aapko yah information provide kar rahi hoti hai, kay Jab aap market mein kisi time frame mein kisi candlestick Ko study karte Hain, to usmein aap ko ya information provide ki jaati Hai, ki is specific duration main market ki closing is point per Hui Hai. Yah information aapke liye bahut jyada helpful hoti hai.
Highest Value
Jab ap aik specific duration main market apni highest value ko touch karti Hai to is point ko indicate aur identify karne ke liye aapko 1 candlestick ki Supper Shadow yah identify karti hai, kay market ne is highest point ko touch Kiya Hai.
Lowest Values
Dear member Jab market ek lowest point ko touch karti Hai, to ek candlestick ki lower Shadow aapko iski complete information provide kar rahi hoti hai, aur yah information aapki decision-making mein bahut jyada important role play kar sakti Hai. Iski basis per aap acchi decision-making kar sakte hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим