What is Margin Call and it's Reasons.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Margin Call and it's Reasons.
    Assalamu Alaikum dear senior and junior member Jab aap Forex trading market mein abhi working kar rahe hote hain,, to aapko Forex trading market se associated different important types ki information aur learning to complete karna hota hai. Kyunk iske bagair aap ek acchi trading nahin kar sakte hain. Aaj main aapko Margin call se related kuchh basic information provide karna chahta hun, jo junior members ke liye bahut jyada helping ho sakti hain.

    Margin Call

    Jab aap market mein inter hote hain aur aapki trade nuksan mein chal rahi hoti hai, aur jab aap ka nuksan aapke account balance ki basis per maximum ho raha hota hai, aur aapke account mein just 20 to 30% balance reh jata Hai, to aisi condition main aapko broker ki taraf se margin call receive hoti hai, jismein aapko yah information provide ki ja rahi hoti hai ki aapko ab extra investment karni chahie, otherwise aap ka account completely washed ho jaega, is ko Forex trading market mein Margin Call kahate Hain.

    Reason of Margin Call

    Dear member Jab aap market mein apni working complete kar rahe hote hain, to following important reasons ki vajah se aapko marjan call receive ho sakti hai, isliye aapko sabse pahle ine reasons ko eliminate karna hoga.

    Big Lot size

    Agar aap according to money management rules and regulations apni working nahin karte hain, aur maximum lot size ki selection karte Hain, to aisi condition main aapko margin call receive ho sakti hai. Aur aap out off balance ho sakte hain, isliye aapko hamesha money management ke mutabik apni working karni chahie.

    Lack of Learning

    Jab aap Forex trading market me enter hone se pahle proper analysis nahin karte hain, aur without proper learning aap market mein enter hote Hain, to aisi condition mein bhi aapko margin call receive ho sakti hai. Aur yah situation aapke liye bahut jyada dangerous ho sakti hai, isliye sabse pahle aapko market per proper learning karni chahie.

    Greed / Over Trading

    Jab aap market mein inter hone se pahle lalach karte hain aur jyada profit hasil karne ke liye bahut jyada lot size ki selection krty Hain aur bahut jyada aur trading karte Hain, to aisi condition main aapke liye margin call receive ho sakti hai, aur aapke liye bahut jyada problem ho sakte hain. Aapko hamesha lalach nahin karna chahie aur overtrading nahin karni chahie.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is Margin Call and it's Reasons.

    Trading mn margin call ka matlb hota h k trader ki running trades zayada loss mn chali gai h aur account mn balance thora reh gia h. Mostly ye 20% sy km balance pr hota h. Akser broker ki trf sy email bi receive hoti h k apka balance bht km ho gia h. Agr mazeed amount deposit ni krain gy to apki trades stop ho jain gy aur account bi completely wash out ho jay ga. Es mn trader ki trf sy kuch basic mistakes hoti hn k us ny small capital k sath zayada lot use kr rakhi hoti h ya ek hi time multiple trades open krny sy bi ye ho skta h. Kuch logo k pass trading experience ni hota but wo kisi na kisi direction mn trade zarur lga lety hn jo k baad mn heavy loss tk chali jati h.
    Esly trading mn ye ensure krna chahiey k account mn sufficient balance ho,lot minimum ho ta k trading mn margin call ki nobat na ay otherwise mazeed deposit krna ho ya phir confirm wash out ho jay ga.
    • #3 Collapse

      Re: What is Margin Call and it's Reasons.

      Ji han bhai jaan aapane bilkul theek Kaha Hai Jab Ham forex market ke andar apni trade ko open karte hain aur Hamari trade nuksan Mein Chali jaati hai aur Hamara account was hone Lagta Hai To Hamen Mar Jane kal Aati Hai margin kal deposite ke liye hoti hai agar aap apne account ko wash hone Se Bachana Chahte Hain To aap aap emergency Taur per Apne account ke andar Kuchh kam Dal sakte hain aur apne account ko Vash hone se bacha sakte hain isliye Jab Hamara account 30% batch Jata Hai To Hamen Margin Call Aati Hai.
      • #4 Collapse

        Re: What is Margin Call and it's Reasons.

        Bilkul aap General Trading karte hain to trade karte waqt aapke pass a different Kishan key indicators Aate Hain aur I Nahin kiye different aapko I can Sundar Aate Hain Jahan per aapko profit or loss se ho raha hota hai vahan per aapki equity ki balancing bhi chal rahi hoti hai ki aapane Kitni lot size ke sath ki hai aur Kitni lot size ke sath aap Masjid open kar sakte hain koi bhi trade aur usmein aapki equity Hoti Hai Pahle Uske bad margin percentage hoti hai aur margin free market dikhaya jata hai agar aapane Apne account KYC valency ke hisab se highest level of lot use kar liya hai to Aapka marjane negative mein ho jata hai March ka matlab hai kya aap Masjid Itna risk Le sakte hain aapke pass backup mein itna margin level maujud hai ki market spread ko recover karte hue bhi aapko Itni trade alag kar sakti hai
        • #5 Collapse

          Re: What is Margin Call and it's Reasons.

          Bahut acchi thread hai aur is se sabka jo knowledge hai usmein izafa hoga main aapko yah batana chahti hun ke margin call jo hai vah asal mein kya cheez hai to jab aap trading kar rahe hote hain aur kabhi sisa hota hai ki aapki jo trade hai vah profit ke bajaye loss mein chali jaati hai aur vah jo loss hota hai aapk account ki margin se zyada ho jaaye to use waqt jo broker hai uski taraf se aapko margin call ka message aata hai ki aapke account mein balance kam hai to aap ismein aur investment karen taky aapki jo trade hai vah jo loss mein ja chuki hai aap usko bhar payen isliye aapko koshish karni chahie ke jab aap trade laga rahe hain to aap ki jo lot ka size hai usko aap chhota rakhen agar aap bari lot ka istemal karte hain to nuksan ki surat mein aapka jo account hai vah saaf bhi ho sakta hai trading karte waqt kabhi bhi lalach ke sath kaam nahin karna chahie aur koshish karni chahie ki pahle market ko dekh le aur samjhen aur phir trade lagaen ta ke aapki jo trade hai vah nuksan mein na jaaye aur aapko munafa de es tarah se aapko margin call bhi nahin aaegi aur aapka jo account hai vah bhi mahfooz rahega
          • #6 Collapse

            Re: What is Margin Call and it's Reasons.

            Assalamu Alaikum dear friends Jab Ham kam trading karte hain aur small capital use karte hain to tab Hamen margin call receive hoti hai aur mein Hamen inform kiya jata hai ki Hamara account wash out ho sakta hai isiliye Hamen Jyada bonus per trading Karni chahieForex Pr kamyabi Hasil karne ke liye market ka analysis Karke trade Lagana sirf zaruri hai agar Ham fundamental aur technical analysis Karke trading Karte Hain To Ham Jyada Se Jyada profit Hasil kar sakte hain Jo log analysis kiye bagair Lagate Hain unko loss hone ke chances Jyada hote hain aur Unka account tu bhi jaldi hi Wash Out Ho jata hai isiliye Hamen jaldbaji Se Kam Nahin Lena chahie balke proper way mein Hamen analysis Karke entry Karni chahie tab hi Ham Jyada Se Jyada earning kar sakte hain aur Hamen kam profit per hi compromise karna chahie Agar Ham Jyada profit ka soch kar trade close Nahin Karte Hain To Hamari trade loss Mein Bhi Ja sakti hai isiliye Hamen lalaach kiye bagair kam karna chahie Ham Jitna Jyada lalach karte hain Itna jyada hi loss hota hai agar Ham lalach ke bagair kam Karenge To Ham bahut acchi earning kar sakte hain new trading karne se pahle Hamen Apna bonus increase karna chahie tab hi Ham safe trading kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: What is Margin Call and it's Reasons.

              Hai margin kal deposite ke liye hoti hai agar aap apne account ko wash hone Se Bachana Chahte Hain To aap aap emergency Taur per Apne account ke andar Kuchh kam Dal sakte hain aur apne account ko Vash hone se bacha sakte hain isliye Jab Hamara account 30% free market dikhaya jata hai agar aapane Apne account KYC valency ke hisab se highest level of lot use kar liya hai to Aapka marjane negative mein ho jata hai March ka matlab hai kya aap Masjid Itna risk Le sakte hain aapke pass backup mein itna margin level maujud hai ki market spread ko recover karte hue bhi aapko Itn
               
              • #8 Collapse

                Re: What is Margin Call and it's Reasons.

                Margin call taajiron ke sab se barray khowaboon mein se aik hai aur yahi wajah hai ke har tajir is se bachney ki koshish karta hai. lekin margin cal ka matlab kya hai. yeh kyun taajiron ke liye aik kharab alamat samjha jata hai.

                Margin call par behtar girift haasil karne ke liye the, sab se pehlay to yeh zaroori hai ke margin aur beyana ke baray mein samjhna zaroori hai .

                darasal Margin aur beyana dono aik dosray se wabasta hain. dono ka wahid maqsad aap ko muahiday par qaboo paana hai jo aap ke haqeeqi account ke tawazun se bhi bara hai. farz karen ke aap ke account ka balance $ 10, 000 hai lekin aap USD/JPY ke liye, 000 100, 000 ka moahida khareedna chahtay hain. ab margin account ke sath jane se, aap ko apne account mein margin ke tor par $ 800 jama karne ki zaroorat hogi. baqi raqam $ 9200 qabil istemaal margin ke tor par samjhi jaye gi. is qabil istemaal margin ko broker ke zareya security ki raqam samjha jata hai aur aap ko apne account mein kisi bhi qeemat par is raqam ko barqarar rakhnay ki zaroorat hoti hai .

                margin yeh hai ke kam se kam raqam jo aap ke brokr ke sath kisi bhi tijarat mein daakhil honay ke liye trust dpazt ke tor par darkaar hoti hai.

                Margin call kya hain.

                Margin call ko mutharrak karne ki wajah bohat aasaan hai. is ka matlab hai ke aap ka account qabil istemaal margin raqam se khatam hochuka hai ya tijarti account mein aykoyti istemaal shuda margin se neechay aagai hai.

                jab bhi margin cal ajati hai to is ka matlab hai ke aap ka brokr aap ki kuch ya tamam khuli pozishnon ko market ki qeemat par band karsaktha hai, agar aap margin account ka tawazun barqarar rakhnay ke liye matlooba raqam apne account mein jama nahi karte hain.

                ab aap ko samjhna chahiye ke margin forex trading ke sab se ahem ajzaa mein se aik hai. usay kabhi bhi zaya nahi karna chahiye kyunkay is se nakhushgawaar nataij bar aamad ho saktay hain. lehaza is se bachney ke liye, tijarti tijarti hikmat e amli tayyar karen, apne nuqsanaat ko kam kar dein aur achi terhan se barray account ko barqarar rakhen.
                • #9 Collapse

                  Re: What is Margin Call and it's Reasons.

                  Jaanta hun ki aap sab log Mere sanvariya ka original Mein Tod De type ke hote hain cal Ke Nahin jo bhi jo bhi post karte hain uska depend karta hai Jaanta hun kya aap sab log Mere sanvariya ka
                  • #10 Collapse

                    Re: What is Margin Call and it's Reasons.

                    market Mein Koi Bhi trading Karte Hain Jo ismein market Hamare against Jaane Se Hamare account ka balance bahut hi kam Rah Jata Hai Jiski percentage 20 se 30% hoti hai real Forex member margin cal FIR Hamen broker ki taraf hai receive hota hai jismein Ham Kho more investment karne ki peshkash ki jaati hai dear Forex member Humko ismein bahut ki carefully kam karne ki jarurat hoti hai isliye Hamesha koshish karen ke Margin Call ke upar bhi focus Karen aur ismein Hamesha greedaccount was hone Lagta Hai To Hamen Mar Jane kal Aati Hai margin kal deposite ke liye hoti hai agar aap apne account ko wash hone Se Bachana Chahte Hain To aap aap emergency Taur per Apne account ke andar Kuchh kam Dal sakte hain aur apne account ko Vash hone
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: What is Margin Call and it's Reasons.

                      aap subko mera salam ho aur mai ye topic per baat karo ga kay margin call hai kiy aur eska kaam kiy hota hai aur es say kiy kaam liya ja sakta hai jab aap enky bary mai malom kary gay tab hi kaam yaab ho gay jab hum trading karty hai tu humary paas balance kam hota hai acount mai koch nahi hota tu humy margin call aye gi aur wo khe gi kay aap account mai koch nai hai tu phir es ki waja say humara account bhi wash ho jata aur bhi waja es say humy loss ho jata hai hur hum phir profit bhi nahi hasile kar sakty aap kay paas agar balance kam ho tu aap phir kam dal kar trading kary gay tu phir bad mai jo bhi problem ho gi usy aap khud control kar sakty hai.
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: What is Margin Call and it's Reasons.

                        What is margin call ?

                        Margin call wo hota h jb apka balance loss ky eqaull ho jy to broker ki traf sy margin call aa jati h aur apki trade cloes ho jati hy.

                        Margin call ki waja ?

                        Different broker different leavrage dety Hain for example aik broker hmen 💯 ki leaverage dety hain iska mtalab ky hm 1000 dollars sy 1000000 dollars ki trade lga skty
                        Hain .
                        Agar hm profit main jaty hain to thk h broker zemadar hy ky wo profit dy agar
                        Wo trade hmary against jati hy to matlb ky hmen loss ho raha hota h to jb loss hmary balance ky equall hoti h to different broker hain Jin ka margin bh
                        Different hota hy aksar broker 5 pips pehly trade cloes kr dety Hain kue ky broker apna nuksan nh krta agar hmari lot 0.01 ki ho to 50 cent pehly trade cloes ho jati hy agar standard lot lgi hui ho to wo bh aksar 5 pips pehly broker trade cloes kr deta Hy.
                        Inki wja sy phr margin call aa jati hy jb hmara account Wash hony ky nazdeek hota Hy to broker ki traf sy margin call aa jati hai jiss ki wja sy trade 5 pips pehly cloes kr di jati hy.
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: What is Margin Call and it's Reasons.

                          aap ko her new update forex per milti rehti hai aap phir en news say wakif ho jaty aur aap ko eska acha knowledge mil jata haiaur hum ye lazmi khena chaty hai kay hum jab her new update hasile kary tu phir humry paas knowledge increase karta rehta hai hum ab margin call ki baat karty hai ye market kay kaam ata hai es say hum apni jo bhi help hoti hai hum kar sakty hai agar uski reasons hai wo bhi pata chal jai ga kay wo kis trha humary samny open ho gi hum phir us say khabar dar ho jai gay her time aik sa nahi hota waqt kay saat her cheez mai changing a jati hai aur hum ye khe gay waki hi ye tu hota hai humy apni mind ko en cheezo say phely hi ready hony kay liye hoty hai taky hum bhi en say koch seek kar humy bhi pata chal jai ga ye hoti kiy cheez hai.
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: What is Margin Call and it's Reasons.

                            What is margin call ?

                            Margin call wo hota h jb apka balance loss ky eqaull ho jy to broker ki traf sy margin call aa jati h aur apki trade cloes ho jati hy.

                            Margin call ki waja ?

                            Different broker different leavrage dety Hain for example aik broker hmen 💯 ki leaverage dety hain iska mtalab ky hm 1000 dollars sy 1000000 dollars ki trade lga skty
                            Hain .
                            Agar hm profit main jaty hain to thk h broker zemadar hy ky wo profit dy agar
                            Wo trade hmary against jati hy to matlb ky hmen loss ho raha hota h to jb loss hmary balance ky equall hoti h to different broker hain Jin ka margin bh
                            Different hota hy aksar broker 5 pips pehly trade cloes kr dety Hain kue ky broker apna nuksan nh krta agar hmari lot 0.01 ki ho to 50 cent pehly trade cloes ho jati hy agar standard lot lgi hui ho to wo bh aksar 5 pips pehly broker trade cloes kr deta Hy.
                            Inki wja sy phr margin call aa jati hy jb hmara account Wash hony ky nazdeek hota Hy to broker ki traf sy margin call aa jati hai jiss ki wja sy trade 5 pips pehly cloes kr di jati hy.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: What is Margin Call and it's Reasons.

                              Market mein jo bhi juniors members ya pher seniors members kaam karte hain to unke liye yah bahut zyada zaruri hota hai key woh trading ko start karte waqt margin call key related aur usse linked tamam tips aur information ko hasil karne ki koshish karen unko properly study karen takey woh unko ache tarike se samajh kar unko apne trading mein istemal kar paye market mein trading karte hue margin call bahut zyada importance rakhti hai isko kabhi bhi avoid nahin karna chahiye market mein jo member bhi apni trade ko open karen chahe woh professional trader ho ya pher junior ho sabko margin call ku zyada se zyada importance deni chahiye aur isko trade open karte waqt ache tarike se understand kar lena chahiye.
                              trading margin call
                              Market mein jab trade open ki jaati hai to use waqt jab aapki trade bahut loss ki taraf ja rahi hoti hai to use time aur ek time aisa bhi aata hai ki aapki trade khud baa khud close ho jaati hai to use time aap confuse ho jaate hain ki aapki trade kyon closed ho gai to use time aisa hota hai ki jab market aapki trade ke againts movement start karti hai aur aapane apne trade mein stop loss ka istemal bhi nahin kiya hota to use time trade ke zyada againts jaane ki wajah se aapka account bilkul zero ho jata hai yani manfi mein chala jata hai jiski wajah se aapki trade close ho jaati hai to use waqt ek call di jaati hai jise margin call kaha jata hai trading karte hue margin call ko samajh lena chahiye aapko trade soch samajhkar open karna chahiye.
                              what is margin call
                              jab market mein trade open ki jaati hai to ek trade ya pher ek se zyada trade bhi open ki jaaye to usmein agar market aapki trade ke khilaaf movement start kar deti hai to use time aapka yah nuksan aapki equity zero ke barabar ho jata hai use time aap ki trade close ho jaati hai tu is tarah es ka meaning kya hota hai ki aap ka account bilkul wash ho jata hai market mein jab trading ku start kiya jata hai to use time brokers ko bhi select kiya jata hai aur har trader ka broker different hota hai tu is tarah se different broker ki margin call bhi different hoti hai margin call ap k account ki leverage per depend karti hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X