Forex trading k liye hamain brokers ki zarurat q hoty hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading k liye hamain brokers ki zarurat q hoty hai?
    Dear pakistan forex forum members, jab ham forex market ki trading kartay hain to hamko forex broker market tak pounchnay ka zariya aur tareeka paish karta hai jo har aik trader ko curriencies ko sell ya buy karnay ki ijazat daity hai. Forex market main har aik curriencis main kaam karnay k liye aik pair hota hay jisk sath ham apni marzi say trading kartay hain aur sirf broker he hamain is market tak lain dain karwata hay.
    Forex traders aik din main 24 ghantay trading kar skatay hain brokers apni khidmaat aisay anjaam daitay hain jaisay koi invester ya banks daitay hain brokers hamain banks ki tarha say kaam daitay hain jisay ham middle man bhi ke skatya hain aur wo aam lafzon main interbank ka kaam kartay hain yeh aik online kaam hai jis main internet ki help say brokers 24 ghantay active reh kar hamko forex market main kaam karnay ki allow kartay hain.

    Har aik broker hamain kis tarha say paid karta hay?

    Dear ham kisi bhi pair main apni trading ko start kartay hain to uska jitna bhi spread hota hay usay har aik broker commition k name say hasil karta hay, har aik broker ka yahi earning karnay ka tareeka hota hay laikin har aik broker dusray say alag hota hay laikin har aik broker aik he wakt main aik he keemat ko show karnay ka paband hota hay isi tarha say he agar hamko lagai gai trade main say profit milta hay to wo bhi ham aik broker ki help say he niklawa saktay hain aur sirf usi ki he help say ham forex market main kaam karnay k liye deposit karwa saktay hain.
    Har aik broker ka kaam karnay ka apna apna andaaz aur tareekekaar hota hay koi kam spread say kam charge karta hay to koi ziada karta hay kisi ki withdraw aur deposit 24 ghantay main hoty hay to koi kuch he ghanto main karta hai laikin sab say achi baat yahi hay k hamain sirf trusted brokers k sath he kaam karnay main haamri samjhdaari hay jaisay k Instaforex aik worldwide famous broker hay jisk sath kaam karnay main hamain kisi kisam ki koi soch ya confirmations ki zarurat nai hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading k liye hamain brokers ki zarurat q hoty hai?

    Dost pehli bat k ap ghalt promotion kr rhy hn. Agr trusted brokers k bary mn daikhna h to phir reviews daikhain aur world ranking mn daikhain k apka btaya hua broker to us list mn shamil tk ni h.

    Brokers k pas ek poora setup hota h jaisa k different countries mn servers,bht sa staff plus kuch trading applications etc jin k through Forex market ko approach kr k trading ki ja skti h. Ab jb k individual trader afford ni kr skty to phir en different brokers k through market mn in ho kr trading krty hn aur en services k badly mn broker fee, commission, spread etc k name pr bht sari payment lety hn. Achy brokers wo hn jo k Internationally registered/recognized hn, unki fee less hoti aur spread bi km ya fix hoti h. Lakin free wala koi bi ni h, chahy profit mily ya loss ho, trader ko kuch percent lazmi pay krna hota h. So,broker select krny mn hamesha care krni chahiey aur pehly uski services k standard ko daikhna chahiey k support 24 hours ho, withdrwal/deposit jaldi kry etc.
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading k liye hamain brokers ki zarurat q hoty hai?

      Assalamu alaikum ummid karta hun kya aap sab theek hun gay ji bilkul Forex trading ke liye broker kaun aadami hai kyunki ek broker ke pass pura setup hota hai business ka vaise main tahs***** information mil sakte hain aur ham nuksan se baat jaate Hain
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading k liye hamain brokers ki zarurat q hoty hai?

        Yah bilkul trading hui hai main gold knowledge or experience ko Hasil karne ke bad hi Ham Achcha profit Har kar sakte hain isiliye Hamen gold knowledge or experience ko Hasil karne ki koshish Karna chahie Taka successful kamyabi Hasil ki Ja sake isiliye Apne varg ko complete karne ki koshish Karna chahie Taki result Achcha Ho Uske bad Ham Kamyab ho sakte hain agar aisa Nahin Karenge To Kabhi Kamyab Nahin Honge
         
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading k liye hamain brokers ki zarurat q hoty hai?

          Yah bilkul Forex Mein trading Ke Liye Har broker ko use karne ki koshish Karna chahie mehnat karna chahie varg ko time Dena chahie tab jakar aapas mein apni kamyabi ko Pathar bana sakte hain Agar Ham Apne work ko time nahin Denge proper minut aur to Na Jaoge Sath Kam Nahin kar denge To Hamen nuksan Hoga isiliye Hamari Soch se bhi acchi Entry Aur mehnat Ke Sath Sabar karne ki koshish Karna Hamen kamyabi ki truck Lekar jaega isiliye Apne kam ko samajhne aur usko Behtar banane ki koshish Karna Hogi
           

          اب آن لائن

          Working...
          X