her din trade kerain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    her din trade kerain
    ager app chahty hain keh app hafta aor aatwar ko bhi trading kerain too app iq option ka intikhab kerain os mai app her din trade ker sakty hain. forex trade. real time rate.
    woh bhi aisa hi hai kuch asan bhi hai ap test kerain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aslam o alikum janab mere khayal me ye zarori o nahi ke ham har din trade karin bulke jab me market ka trend clear ho tu phir trading kar ke earning karin
    • #3 Collapse

      g han har din trading karny ka faida ye hota hay k hamy expernice ho jata hay or trading b 1 hi pair me karni chaye es se ham us pair k market ko asani se samaj lety hey
      • #4 Collapse

        dear mujha to smjh nhn aye ka ap kya krna chata hn dear mera iq ka huwala sa to koi wasta nh pra dear mn bh yehi chata hn ka saturday and sunday ko bh kam kya jay and ek ilawa bh other days mn market ka ander kam kr ka help hasil krni chaya dear ek best market ha but weakend pr yeh satday and sunday ko close hoti ha
        • #5 Collapse

          forex trading main kuch tarders yeh sochatay hian k last day main trade nahain kerani chaiyeh ager ap ko pta hai k flan pair is direction main ja skta hai to us per trade zaroor kerain.
          • #6 Collapse

            g han forex trading mein kaam karne ke liye aur iski trading ko samajhne ke liye zaroori hai ke ap is mein roz trading karen aur is mien kamiyab hon.
            • #7 Collapse

              g bhai forex trading mien hamko chahiye ke agar ham is mien intradaay tarder hian to roz trading kar sakte hian aur is mien apko chahiye ke iski khoob practice karen aur apne andar skills paida karen.
              • #8 Collapse

                nhai bhai ham aisaa nahi chahty acha hai k forex do din band hoti hai kyn k is sy hamain acha bhala rest milta hai aur hamara mind fresh hojata hai kyn k sehat aur achy kaam k liye rest bohat hi zaroori hai.
                • #9 Collapse

                  bhai jaan mery khayal main zaroori nhi hai k ap har time din main ya raat main trade kren jahan tak mujhe pata hai market k tredn ko dekhen uske baad he trade kren din ya raat ka sawal he peda nhi hota aur kisi makhsoos din ki bhi koi zaroorat nhi hai is main.
                  • #10 Collapse

                    Hr din trading kr sktay hai lakin mere khyal say trader ko trading tb hi krni chahiye jb trader k pass perfect entry or exit points available ho Q k entry or exit poitns bohat zroori hotay hai profitable trading krnay k liye or loss say btchnay k liye.
                    https://t.me/pump_upp
                    • #11 Collapse

                      gee haan bhai forex mein trading krein aur es mein apni eanring ko bhtr krein kion keh forex boht acha professional business he jes say hmein boht income hote he aur es mein hard work krein aor earn krien
                      • #12 Collapse

                        Forex trading mein profit earn karne k liye har din trading ki ja sakti hy likn hafta itwar ko trading nhi hoti kiok hafta itwar ko market band hoti hafta itwar ko trading nhi hoti hy aur baqi din forex trading ki market 24 hours open rehti hy ap forex trading mein kise waqt bhi trading kar sakty han
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: sabir446 پيغام ديکھيے
                          ager app chahty hain keh app hafta aor aatwar ko bhi trading kerain too app iq option ka intikhab kerain os mai app her din trade ker sakty hain. forex trade. real time rate.
                          woh bhi aisa hi hai kuch asan bhi hai ap test kerain.
                          thek bar ha wesy ao li lain s app sa agree nhi krta hon bhai g agr ao ko acha market smjh nhi ha ha app ko market ki samjh nhi a rhi ha to aap ko trade nhi krni chaye

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X