assalamu Alaikum dear senior and junior members Jab aap Forex trading market me multiple harmonic patterns ki study karte Hain, to is ke liye ek specific requirements hoti Hai, jiski basis per aap iski complete calculation kar sakte hain. Aapko hamesha market mein successful trading karne ke liye different patterns ki complete calculation karne ka complete idea hona chahie. Aaj main aapko ek bahut hi important harmonic pattern ki calculation se related kuchh valuable information provide karna chahta hun.
Bullish Gartley Harmonic Patterns
Agar aap market me bullish gartley harmonic pattern / XABCD ki study karte hain, aur ismein XABCD harmonic pattern ki calculation karte hain, to ismein aapko hamesha different 4 length required hoti Hai, jinki ek specific length hone chahie aur iska 1 complete idea main aapke sath share karne ja raha hun.
* Is pattern mein sabse pahle aapko ek strong uptrend find out karna hota hai, jismein aap Jab ek strong uptrend Ko find out karte hain, aur usmein aap ek line draw karte Hain, jisko aap XA kay naam se denote kar sakte hain.
* Jab aapko ek satrong uptrend Mil jata Hai to uske bad aapko iski retrachment ke mutabik 61% level per ek complete line mil sakhti hai. B ki value hamesha 61% Fibonacci retracement ke hundred percent mutabik honi chahie.
* Iske bad Jab aap aap C line ki properly calculation karna chahte hain, to yah aapko hamesha iske 38% level Tak available hona chahie. Jab aap iski availability find out karte hain to score minimum 38% Tak retracement complete karni chahie, Jo jo B point ke a closing point se start hona chahie.
* D point ki calculation of ke liye bahut jyada aasan hoti Hai, kyunki Jab aap is platform per working karte hue ye B point ki calculation kar lete hain, to usi ke hundred percent calculation aapko D point ki karna hoti hai. Is pattern mein D point aapke hundred percent B point ke equally hona chahie.
Above-mentioned pattern Jab aap kisi acche time frame mein find out kar lete hain to uske bad aapko market mein ek bahut acchi entry mil sakti hai jo aapko bahut accha target de sakti hai aur ismein aap maximum profit hasil kar sakte hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим