Dear pak forum members, forex market main kaam ko start karna bahut he asaan hota hay qk jab ham iska profit daikhtay hain to ham yeh samjhtay hwuay isay join kartay hain k ham is main kaam kartay hwuay bahut he jaldi say sab kuch hasil bhi kar skatay hain aur achay profit k sath ham is main kaam kartay hwuay kamyab bhi ho jayengay laikin aisa kehna bahut asaan hay laikin aisa hona bahut ziada mushkil aur na kabhi kabhi na mumkin bhi ho jata hay.
Trend forex market main aik aisa hisaab say jis main traders ko isay follow karnay say he faida aur kamyabi milty hay laikin agar ham isko chorr kar market main apnay mined k sath kaam kartay hwuay sab kuch hasil karnay ki koshish kartay hain to hamain tab nakami ka samna hota hay aur ham is market ko chornay pay majboor ho jatay hain.
Trend ko identified kaisay karain?
Dear, forex market k chart pay kaam karnay k liye jo sab say ziada mushkil kaam hota hay wo market main kay trend ko sahi samjhna aur is main kaam karnay k liye iski shai positions ko samjhnay ka hota hay agar ham market main trend ko follow karnay ko apna mamool bana laitay hain to ham kamyab bhi hain aur achi earning bhi kar skatay hain. Jab market k chart main ham isk trend ko samjhnay main nakaam hotay hain to hamaray pass kuch aisay indicators hain jinko ham chart pay apply karka isk trend ki sahi directions ka pata maloom kar skatay hain jin main agar ham 50 aur 100 aur sath 200 time period ki moving average laga kar agar ham chart ki reading kartay hain to ham market k trend ka sahi andaza bhi laga skatay hain aur achi trading k sath ham achi earning ko bhi mumkin bana saktay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим