Dear members aaj ka Mera topic jo main aapke sath discuss karungi Hua Hai money management in Forex money management hamare pass vah set of rules Hote Hain Jis ki madad se aap apne profit ko maximize bhi kar sakte ho aur apne losses ko minimise karke apni trading ko grow kar sakte ho ine techniques ko samajhna bahut hi Aasan hai aur yah specially beginners ko help out Karte Hain lekin Agar beginners Forex trading Ne in rules ko nikal kar de basic money management Cruise ko nikala kar de to add the end Unka account khatam ho jata hai market ko analyse karna aur yah determined ki market ki movement kaise ho rahi hai yah beginners ke liye Mushkil Hota Hai Lekin time to time Hua isase understand Karenge to yah unhen bowling Nahin lagega proper money management ke bagair ab kabhi bhi Ek profitable trader Nahin Ban Sakte Ham do traders example Lete Hain first trader trading strategy Apna kar 1 90% profitable profit kam Aata Hai lekin Apne risk ko manage nahin karta 2 trader trading strategies Kolekar 50% profit kam Aata Hai hai lekin money management rules ko utilise Karta Hai Tu ine donon Mein Se a second wala traders Jyada best Hai Kyunki first aider Apna Sara profit Kisi Ek single trade ke andar use kar dega isliye Forex money management plans Ek trading co successful hone Mein help out karta hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим