Without analyse trading ka matlab loss hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Without analyse trading ka matlab loss hai.
    Hello friend how are you I hope you will fine and you will get a good profit from Forex dosto aaj main aapko batana chahta hun keh agar aap market ko analyse kiye Baghair trading Karenge to iska matlab yah hai keh aap ko Har Surat nuksan hoga isliye aapko chahie keh trade open karne se pahle Hamesha market ko analyse Karen aur Market ki movement ka andaza lagakar ek acche point se trade open Karen takeh aapko Achcha profit hasil ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Without analyse trading ka matlab loss hai.

    dear g han ap ki bat right hay agar ham is main trading kartay hein pr is main ham ko kisi bhi kam ko karnay k analysis nahi hay to is say ham ko loss he gain ho gya so is main ham ko chye k ham us time tak trade ki traf nah jaein jis time tak ham ko is main achay say learning ko gain karnay k tips nah hasil ho jaein is k lye ham ko apnay seniors say aor trader say aor khud achay say trading k baray main research karna chye .
    • #3 Collapse

      Re: Without analyse trading ka matlab loss hai.

      Trading mn analysis krna bht important hota h q k sari trade hi un pr based hoti hn. Agr kisi k analysis achy hun to wo trader hr trh ki market mn aur bht limited capital k sath bi consistent earning kr skta h jb k weak analysis krny waly members hamesha zero krwa lety hn aur phir bar bar forum pr mehnat krty rehty hn. Jb tk trader ko kisi trend ka clear pta na ho to us waqt tk bilkul bi order place na krain. Km azkm jo already held amount hoti h,wo to save rehti h. Analysis k ly different news, websites bht acha source hoti hn, bus unko st
      • #4 Collapse

        Re: Without analyse trading ka matlab loss hai.

        dear friend apki bat bilkul theak ha k without analysis trade lganay sa loss he hota ha isliay apko chayay k forex trading mn trade lganay sa pehlay market ka achhi trh analysis kren aur market ki movement k mutabik agr ap trade lgayn to achhi trading kr k ap achha profit hasil kr sktay hn
        • #5 Collapse

          Re: Without analyse trading ka matlab loss hai.

          Ji han Forex mein without trading ka matlab loss hai Hamen hamesha trading karne se pahle analyse jarur kar lena chahie se Hamen profit hone ka pata chalta Hai aur Hamen yah bhi pata chalta Hai ki Hamen marketing lagani chahie ya nahin lagani chahie Jo log bagair market analyse kiye trading karte hain unko hamesha lo so jata hai Hamen hamesha analyse karna chahie analyse ke trading karte hain mein koi profit nahin milta aur Sara loss mein Chala jata Hai ek kamyab businessman hamesha trading shuru karne se pahle apni market ko analyse karta Hai pet treading lagata Hai tabhi wo kamyab hota Ha
          • #6 Collapse

            Re: Without analyse trading ka matlab loss hai.

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Muradbalochkhan305 پيغام ديکھيے
            Hello friend how are you I hope you will fine and you will get a good profit from Forex dosto aaj main aapko batana chahta hun keh agar aap market ko analyse kiye Baghair trading Karenge to iska matlab yah hai keh aap ko Har Surat nuksan hoga isliye aapko chahie keh trade open karne se pahle Hamesha market ko analyse Karen aur Market ki movement ka andaza lagakar ek acche point se trade open Karen takeh aapko Achcha profit hasil ho.
            Hi all members hope you all doing great a person aapane bilkul sahi baat ki ke Forex trading ke liye Hamen market ka analysis karna bahut jaruri hai Hamen chye hai ki Ham uptrend and downtrend ko follow Karen kay kon say trends ko Dikhaye market mein
            • #7 Collapse

              Re: Without analyse trading ka matlab loss hai.

              G han app ki bat tekh hy keh hamen forex men tawajho kay sath kam ko jary rakhna hota hy aagar hum as men tawajho kay sath acha kam karty hain tu hamen as men kam karnuy ka kafi acha faida hasil hota hy ur hum nakam nahin ho sakty hain kun kay forex men kam karna asan nahin hy as men bahtu zeyada mahnat kar kay hum achy earning hasil kar sakty hain kun kay forex men hum mahnat karty hian tu hum kmayab ho jaty hain ur agar hum as men mahnat nahin karty hian tu hum nakam ho jaty hain
              • #8 Collapse

                Re: Without analyse trading ka matlab loss hai.

                Ji bilkul without analysing aapko loss ho sakta hai isliye Hamen chahie game analyse karke hi trade lagaen agar aap market ko nahin dekhte aur Market ki movement ko nahin dekhte to aapka main aap nahin ho sakte aur ek acche trader nahin Ban sakte isliye Hamen chahie ki rehguzar kam Karen Waqt kam Karen kam ko kam samjhe agar aap market ko nahin samajh sakte to aapko nuksan hi hoga isliye Hamen chahie ke senior uski bhi help layen uske bad hi trade lagaen agar aap aise karenge to jarur kamyab honge shukria
                • #9 Collapse

                  Re: Without analyse trading ka matlab loss hai.

                  Dear friends without analysis trading karne ka matlab yahi Hoga ke aapane ae andhere mein teer Chala Diya hai agar nishane par lag Gaya to best hota hai Nahin to Teer zaya ho jaega is he Tarah without analysis koi bhi trade open karna khatre se Khali Nahin hota is mein aap ko market direction ka koi idea Nahin hota isliye aapko hamesha trend analysis Karke trade open Karni chahie
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Without analyse trading ka matlab loss hai.

                    Ji dost bilkul agar aap without analyse Kay trading karenge to iska matlab hai ki aap trading mein Apna loss karvana chahte Hain. isliye trade open karne se pahle Hamesha market ko acchi tarah analyse Karen aur market ki movement ka andaza lagakar ek acche point se trade open Karen Takeh aapko trading Se accha profit Hasil Ho.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X