I think keh hamain us waqt tak planning ya strategy ko change nahi karna chaheye jab tak hamain is sey koi problem na ho. Jab aik strategy aap ko faida puhancha rahi hy to aap is ko kyun change kr rahay hain. Hamain soch samjh kar planning krni hy aur soch samjh kar strategy banani aur agar is sey loss ho raha ho to is ko change kr dena chaheye.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим