Dear pak forum members, main aaj ap say is baray main discuss karna chahta hoon k agar ham forex market main kaam kartay huway mazeed experts banna chattay hain aur usk sath sath ham yeh bhi chahtay hain k ham jab chaen is market main kaam kartay huway apni marzi say acha profit bananay main kamyab ho jayen to usk liye jab tak ham is market main experts nai ban jatay hain ham kabhi bhi kamyaab nai ho saktay hain to usk liye ham jitni ziada mazeed research kartay jayengay ham isay samjnnay main aur isk lose say bachnay main kamyab hotay jaeyngay.
Faiday.
Dear forum fellows, mairay experience k mutabik agar ham is market k baray main kam say kam knowledge k malik hain to usk liye hamain market ki research karnay say hamara knowldge bhi increase ho skata hay aur jis wajha say hamain market main kaam kartay huway baar baar losses ka samna hota hay ham aisi situations ko bhi samjhtay huway market main sab kuch win kar saktay hain.
Research k liye forum sab say achi jagha hay.
Dear, mairay knowldge k mutabik agar koi sb say satisfied jagha hay to wo pak forum hay jis say hamain hamaray har aik sawal aur har aik mushkil baat ka hamain jawab mil skata hay agar hamko market main kisi wajha say achi skills k bawjood bhi nuksaan hota hay to ham uska bhi solution yahan say nikal skatay hain aur usi nuksaan ko ham yahan say discuss kartay huway profit main change kartay huway bhi daikh skatay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим