Loss se himat nhi harni chayie

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss se himat nhi harni chayie
    Assalam o alaikum Dear Forex member's
    Forex trading main kbhi kbhi loss b ho sakta hai aur ap ko loss se pershan ho kar mehnat karna nhi chornii chayie balkey himat aur haosla rakhna chayie aur Dil laga kar Kam karin takey ap ko success mily Forexs trading main aur jyada se jyada earning money hasil karin
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss se himat nhi harni chayie

    ji han bilkul aapane acchi baat ki hai ki loss se himmat nahin harni chahie balke hamen jyada se jyada mehnat Karni chahie kyunki loss or profit business ka hissa hote hain loss bhi ho jata hai aur achcha profit bhi ho jata hai isliye hamen bus himmat se kam Lena hota hai mehnat karenge to Los we recover ho jata hai aur acchi kamyabi bhi mil jaati hai
    • #3 Collapse

      Re: Loss se himat nhi harni chayie

      Walaikum salam dear Forex member ummid karta hun aap sab khairiyat se honge dear jab aap trading karte hain to aapko trading mein launch ho jata hai to aapko Apne kiye hue lost se Kabhi bhi himmat Nahin har Nahin chahie ke aapko apni mistakes per Gaur karna chahie aur apni mistake ko Quran karna chahie jeene ki vajah se aapko loss hua ho aur next aapko apni mistake repeat Nahin Karni chahie aur mistake ke trading Karni chahie taki aap apne lo Sahi badshah ke aur acchi profit hasal kar sake to uske liye aapko hamesha himmat ke sath kam karna hoga aur Dil laga kar mehnat Karni hogi agar aap himmat har jaenge to aap kabhi bhi kamyab Nahin Ho sakenge.
      Ap Ka aik thanks bohat zrori ha
      • #4 Collapse

        Re: Loss se himat nhi harni chayie

        Assalamu Alaikum De Forex members ji han Hamen loss se Himmat Nahin aani chahie Pravesh Jis vajah Se last Hota Hai Un mistakes ko recover Karen aur use per mehnat Karen then practice Karen aur maximum Forex forum per work Karen Taki mistakes Ki gunjaish ibaki Na Rahe
        • #5 Collapse

          Re: Loss se himat nhi harni chayie

          Dear friends jaisa ke Ham sab jante hain kay forex trading ek risky trading hai aur is mein loss bhi ho sakta hai is liye agar loss Ho jaaye to hamen himmat nahin harni chahie aur maszid hard work karna chahie jisse ham loss ko recover kar sakte hain aur yea to business ka asool hai kya aap ko fayda bhi ho sakta hai aur nuksan bhi ho sakta hai isliye hamen main in donon situations ke liye taiyar reh kar trading karni chahie
          • #6 Collapse

            Re: Loss se himat nhi harni chayie

            dear g han ap nay achi bat kahee hay agar ham ko kisi bhi work main loss gain ho jaey to is main ham ko upset nahi hona chye is main ham ko us sey learn karnay ki try karna ho gya is main ham jitna bhi learning ko acahy say gain karein gye ham ko itna he agay ki traf janay main kamybi mil saky gye so is main ham ko kabi bhi loss say upset nahi hona chye is say ham ko learn kr k he khud ko improve aor better say better bana ho gya .
            • #7 Collapse

              Re: Loss se himat nhi harni chayie

              Assalam-o-Alaikum
              Dear forex members hope you are doing well and getting good income from Forax business and completing your daily target of posting on Pakistan Forex forum with your hardworking, dedication and commitment to your work.
              G hn ap ne bilkul theek kaha hai hamen trading mein loss hone ki sorat ma ghbrana nahe chaye or ne he hme mayos hona chaye, q k agr ap ghbra jate hn or preshan ho jate hn to phir ap apne loss ko recover nahe kr skte hn. Is ye koshsh krne chaye k jb loss ho jaye to use himat k sath bardasht kren or next loss recover krne ki planning kren or is bat oar ghor kren k loss q hwa ha , loss hone ki reasons find out kren or phir wo reason eleminate krne ki koshsh kren.
              Job ap loss ki reasons find out krte hn or phir use eleminate krne ki koshsh krte hn to ap ko is ka boht faida hota ha , sb se pehle ap ki learning or skills increase hoti hn or phir ap trading ko or ache tateeke se krne k qabil ho jate hn.or ap apni trade ko successful and profitable bna skte hn.
              Agr ap b Forex trading kr rahe hn or loss par preshan ho jate hn to ap ko bilkul ese nahe krna chaye or apni trading ko successful and profitable bnane k lye loss ki reasons ko find kren or phir use remove kren or kbhi b apni mehnat ko stop na kren.
              • #8 Collapse

                Re: Loss se himat nhi harni chayie

                aap subko mera salam ho hum janty hai hum ja forex per kaam karty hai tu humar loss ho jata hai humay himat nahi harni hum khusish kary tu phir kaam ho gay aur aap loss ko bhool jai aik new jazba say kaam kary aur aap ko jo bhi kaam mai problems ho aap sabar say kaam ko karty rhe aap jab es trha kary gay tu Allah aap kay saat ho ga Allha saber karnay walo kay saat hota hai aap ko sirf Allah say madad mangni ho gi sirf Allha hi sub thik kary ga aur phir aap ko her qadam mai kaam yaabi hasile ho gi
                • #9 Collapse

                  Re: Loss se himat nhi harni chayie

                  Aapki baat bilkul theek hai Jaisa kya aapane kaha hai ki loss se Himmat Nahin honi chahie Jab Hamen loss Ho Jaaye To Hamen bahut jyada Afsos hota hai Kyunki Hamari mehnat ka Aaya vah bonus varsh ho jata hai To Hamen tension lene ki koi baat nahin Forex Main Agar Ham mehnat Se Apna work Karte Hain To Hamen Varna shasan ho jata hai Hamen Jab loss ho chuka ho to experience Hustle karna chahie aur Agali dafa Aisi Galti FIR Nahin Karni chahie yani experience increase karna chahie to loss Aane per aapko kabhi bhi ghabrana nahin chahie aur na hi tension leni chahie balke aapko chahie ki aap apne kaam par focus Karen Aur Main Se Apna bonacal Karen aur jab aapka banasa Jaaye to aap Soch samajhkar trading Karen aur apne account balance ko safe rakhen
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss se himat nhi harni chayie

                    Assalam walekum bilkul sahi baat hai loss hone per Hamen Himmat Nahin Har Ne chahieDemo account practice ke liye best account hair Jab Ham Forex ke real account per kam karne se pahle account per practis Karte Hain To Hamara knowledge aur experience increased hota hai jisse Hamen Forex ke account per kam karne mein kisi difficulties ka Samna nahin karna padta Agar Ham demo kahan per Jyada Se Jyada time spend Karte Hain To Hamara knowledge or experience b increase hota hai aur Hamare kam karne ki speed bhi increase Hoti Hai jis ki vajah se Ham Apna target easily complete kar sakte hain aur ham Mein demo account Jyada Se Jyada practice karni chahie practice makes man perfect Jo log time account per Kam Nahin Karte aur director Forex AK real account per kam karna start kar dete Hain unko kam karne mein Bahut Si difficulties ka Samna karna padta hai aur mistake se hone ke chance Bhi Jyada hote hain Jiski vajah se Unka account jaldi hi block ho jata hai Hamen Forex account per tab Hi Kam karna chahie Jab Ham demo account per kam karna Sikh sakte hain Agar Ham Himmat Har Jaate Hain To Hamen Kabhi Bhi kamyabi Nahin Mil sakti

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X