new forex trader

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Forexmarket mai jo new taders hai en ko chaheay k wo forex market mai complete learning hasil krnay kay bad forexmarket mai patienceho kr trade kray tk en ki earning zada say zada ho.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      forexmarket mai newtrader ko chaheay k wo demo account say trading shoro kray tk es ko forex market mai trade krtay waqay koi muskil na ho aur wo forexmarket mai asani say earning hasil kr sky. new trader ko big lot kay sath trade nahi krna chaheaty.
      • #18 Collapse

        New Traders ke liye Emotions ko control krna thora mushkil hota hai, wo apni lalach aur jaldbazi ko control nhi kr sktay, is liye un ko Forex trading business main starting mian loss hota hai, lekin agr wo dil chota na kraein aur Forex trading main Hard Work krain to success hasil kr sktay hain.
        • #19 Collapse

          mere khayal se aysa bilkul nahe har banda he effort kar raha hota hai ky woh jaldi se jaldi zyada profit kamaye jiski wajah se uskay kch decisions wrong hojatay hain nd loss hojata hai but iska yeh matlab nahe ky woh wapis come back nahe kartay forex mein. har loss hamein kuch na kuch seekhata hai nd hamein polish karta ha
          • #20 Collapse

            new traders ko main ye advice dn ga k jald bazi na karain balkie hosle se kam karain aur fresh mind aur patience se kam karain ta k unko loss na ho wo profit gain karain aur sab se bare bat new bie is buisness ko samjh k karain
            • #21 Collapse

              new forex traders ko achi learning karni chaye agar koi trader ye samjy ka k forex me wo short cut tareeqy se without learning k money earn kar ley ga to wo ghalti par hay.
              • #22 Collapse

                jee han new traders ye hi chate hain k woh forex main agaye bas ab oun ko jaldi jaldi khoob paise kama kar ameer ho jana hai jab k aisa nahi hai meri tamam new traders se guzarish hai k woh please apne mind main se ye jald bazi nikal dein aur slow slow earning tou karen investment big karen phir big earning karlein.
                • #23 Collapse

                  New forex member koncgiyenis may aa kar jald bazi saynkaam.na layen agar ap is may aa kar jald bazibsaynkammkaryen gay some time tu ye ap konprofit day jaye gai laken next time luck apnka sath nahi day gi jiss ki waja say ap konloss ka samna karna par jaye ga
                  • #24 Collapse

                    G forex trading mein new trader ko is waja se hi tu ziada loss hota hy k wo forex trading mein kuch samjh kar dekh kar trading nhi karty aur forex trading mein knewledge k baghair trading karty han aur jald bazi karty han is liye forex trading mein new trader ko loss hota hy
                    • #25 Collapse

                      jald bazi karne se koi faida nahi hua hai is market me kisi ko kiun ke jald bazi se sirf aap ke analysis he kharab nahi hote balkey aap low patience ke shikar bante jate hain agar aap ne sahi se market ko learn kiya or market ke bare me apni knowledge ko better se better kar lya to phir aap ke lye future tak set kar sakti hai yeh market lekin jahan per aap ne galati ki or jald bazi se kaam lya wahin se aap losses face karne lag jaen ge .
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Forex trading business mein new trader is liye jald bazi karty han kiok un ko forex trading business ki learning nhi hoti hy aur wo forex trading mein knewledge experience nhi hota wo jaldi profit earn karna cahty han aur buht bari lot size use karty han aur js se un ka account hi Wash ho jata hy agr forex trading ki learning hasil ho aur market ko samjh ho tu phr achi trading karain gay is liye learning zaroori hy

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X