new forex trader

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    new forex trader
    new tarde bahot ziada jalid bazi kerty hain chahy un ko jitna bhi roka jay nhi rokty jab noksan ho jata hai too bad mai un ko samjh aati liken pher woh forex mai kam log wapis aaty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex mein jo bhi new traders hote hian unko shuru mein is mein loss hi hota ahi aur ye bohat ziyada riksy business hai is mein ap kaafi mehnat ke baad hi is mein kamiyab hote hain.
    • #3 Collapse

      Bahai sahab new trader jo hote hn un ky liye bht si baten hoti hn lkn wo lalach na krn or experienc hasil krn
      • #4 Collapse

        New trader gets profit from initial trades and then they trade blindly but get only loss. Loss will be even bigger than profit so they are helpless and couldn't recover loss. New trader must follow strictly their seniors to earn profit regularly.
        • #5 Collapse

          yes, this business is pretty much risky and you should have some kind of knowlege and skill of trading so that you can make profit without losing your money, you should trade here with proper care.
          • #6 Collapse

            han dear is buiness ko mehnt sy krna ho ga ye aika cha buines shaisi ko bhaut ys loog kr ray hain ye aik acha buines shai si ko bhut ys loog kr trahy hain ye aik real buines shai is ko bhut ys loog kr tshy hsin
            • #7 Collapse

              g HAN MY DEAR friends forex trading market main main ne bhi yhe note kia ha ke new forex traders ek do din ki practie ke bad sochte hain ke wo trader ban gae hain but real main wo traders nai bante. un ko chahiye ke wo pehle achi tarha practice karin.
              • #8 Collapse

                G ap ne theek kaha hy k forex trading mein jo new trader hoty han wo forex trading mein buht ziada jald bazi karty han aur jald bazi ki waja se Jab un ko forex trading mein loss hota hy tu phr samjty han is liye jo bhi forex trading mein new join karen un ko cahaiye k wo forex trading ko samjh kar trading karen tab forex trading mein kaamzab trader ban sakty han
                • #9 Collapse

                  gee haan ap ny bilkl sahih kaha he keh hmein kabhe bhe trading mein jldbaze nhe krna hote he es mein loss hota he trading mein shaih tawja kay sath kam krne ki zarorat hote he phir trading se profit earn hota he
                  • #10 Collapse

                    g bilkul dear ap ne theek kaha main ap ki bat se agree krta hun new trader boht he jaldbazi krte hain or un he big loss ho jata hai new trader ko chahye ager wo kamiyabi chahty hain tu jaldbazi na kren
                    • #11 Collapse

                      yes my dear new traders bht zada jald bazi karte hain wo samjhte hain k forex se aik rat me hi rich hojayen ge jab k aesa nahi hota hume bht mehnat k baad iss me success milti hai ye aik bht hi risky business hai.
                      • #12 Collapse

                        forex ko join karne k baad jo ibtidai 3 months hote hain na yh trader k liye bht important hote hain qk isi pe us ki puri forex life munhasir karti hai qk yehi us k learning days hote hain to agar is me ghalat guide line se us ne trading ki to jald loss kar k market se out ho jaega, or agar sahi guide line k sath kam kia to long time tak market me rahega.
                        • #13 Collapse

                          jo forex forum me new trader hoty han wo bhot jald bazi karty han trading karny me or kesi ki nahe sunty kyoun k is waja se wo apna bhot ziada loss kar lety han islye forex forum me humen new trader ko advised karni chaye pher ja kar new trader is forum me successful ho skhty han
                          • #14 Collapse

                            Us market main jo bhe trader jald bazi kerta hai to wo us main loss zaeda kerta hai mery apny sath bhe yahi problem hai jes ki wja say mujhey bhe loss kafi ho raha hai our hoa hai to us ko control karaen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              new traders ko kabhi b jald bazi sy kaam nahi laina chahiye kyu k jald bazi sy unko faediay ki bajaey nuqsan b ho sakta hai. ham ko chahiye k ham phly demo account py trading ko seekhain aur phir real account py trading kare.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X