Manage your trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Manage your trading
    main ummid karta Hun ki aap sab log khairiyat se honge bahut acche tarike se apni trading kar rahe honge aur apni jindagi bahut acche tarike se gujar Rahe honge aaj main aap logon ko ek chij Bata ne laga Hun ki agar aap log forex trading mein apne aap ko kamyab tractor banana chahte Hain to uska ek hi tarika hai aur vah tarika yah hai ki aap log apni trading co manage karte hue kamyabi ki taraf jaen jitni aap logon ki trading managed hogi itne acche tarike se aap log kamyabi ki tarah jaenge to isliye yah chijen bahut jyada jaruri hai aur kamyabi ki taraf bhi le jaati hai usi insan ko Jo mange karte hue kam karta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Manage your trading

    Yes hamain manage karna hoga aur Forex mein kam karte ho gaya hamen dusron per trust nahin karna chahie agar ham yahan per dusron per trust karte rahte Hain To hamen hamesha nuksan ka samna karna padega agar koi bhi hamen signal provide karta hai To hamen chahie ki ham Uske signal ko market ke sath match Karen agar uska signal market ki movement ke sath match ho Raha hai To fir uska signal theek hai agar uska signal market ki movement ke sath match nahin kar raha To hamen chahie ki hamen se signals ko bilkul bhi follow na Karen kyunki aisa karne se hi hamara loss hota hai.
    • #3 Collapse

      Re: Manage your trading

      Dear friend bilkul aap ne sahi kaha hai ke hamen apni trading ko mange kar ke karna chahie kyun ki without management trading karna bahut bada risk sabit ho sakta hai is ke liye hamen proper money management aur risk management adjust karne ki zarurat hoti hai Jo trader in baton ka khyal rakh kar trading ko manage karte Hain woh ek profitable trading karte Hain aur profitable trading karna hi kamyab trader ki nishani hoti hai
      • #4 Collapse

        Re: Manage your trading

        Hamen forex men trading kay duran active ho kar trading karny hoty hy agar hum as emn active ho kar trading karty hian tu hamen jaldi kay sath koi bhe kam nahin karna chahey kun kay fore men kam karna assan nahin hy as men saber karny waly member hi achy earning hasil kar sakty hain kun kay forex men kam karna asan nahin hy as men bahut mushkil kam ho gaya hy
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Manage your trading

          Assalamu Alaikum ummid hai aap sab khairiyat se Honge aur Forex per mehnat Karke kamyabi Hasil kar rahe Honge Diya aapane bilkul sahi baat ki hai Hamen trading ko manage karnaForex Hamen proper time spend karna chahie Jab Ham proper time spend karte hain aur Apna quality wala work Karte Hain To tab hi Ham best performance dikha sakte hain aur Jyada Se Jyada profit Hasil kar sakte hain Agar Ham proper time nahin spend Karte Hain To Ham Apna target complete nahin kar sakte hain na hi Hamara knowledge or experience increased Hota Hai Jiski wajah se Hamen Forex Mein kam karne mein Bahut Si difficulties ka Samna karna padta hai hamare pass Jitna Jyada knowledge Aur experience Hoga Itna jyada hi Ham Forex ke benefits kar sakte hain Jo log Forex mehnat Nahin karte hain aur apne kaam par focus Nahin karte hain vah Forex ki advantages Nahin Hasil kar sakte hain for raske advantages Hasil karne ke liye hamare pass knowledge Ka Hona bahut jaruri hai isiliye Ham Main Apni learning ko kabhi bhi stop nahin karna chahie hi balke Jab Ham Forex ke real account per kam karna start kar dete Hain To Hamen apni learning ko bhi continue Rakhna chahie Jab Ham learning Karte Hain To Ham Jyada Se Jyada information Hasil kar sakte hain trading karne ke liye Hamen time management ki bhi jarurat hoti hai

          اب آن لائن

          Working...
          X