Forex me loss kion hota hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex me loss kion hota hai.
    Hello friends how are you I hope you will fine and you will get a good profit from Forex.
    Dosto aaj main aapko batata hun keh aapko Forex per loss kyon Ho Jata hai to Jab aap without knowledge aor without experience ke trading karte hain aur aap market ko analyse kiye baghair trading karte Hain to is vajah se aapko forex par loss ho jata hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex me loss kion hota hai.

    Dear friend forex trading mein loss hone ki bahut see wajoohat ho sakti hain beginner trader trading Kare to last kar sakta hai wrong time per wrong entry karne se aap ko loss ho sakta hai zyada profit hasil Karne ki Surat mein lalach karne ki vajah se aapko loss ho sakta hai market ke achank rivers hone ki Surat mein aap ko loss ho sakta hai isliye chahie ke fresh mind hokar in sab baton ka khyal rakhen aur trading karen to umeed hea aap ko loss nahin hoga
    • #3 Collapse

      Re: Forex me loss kion hota hai.

      g dear mery khyal me loss ki sab sy Bari waja overtrading Hy agar ham apna Kam achi trha kren patience Kay sath kren gay to Hamen loss Nahi Hoga kbhi bhi overtrading na karen trading mein overtrading se ham nakam ho sakte hain aur hamen zyada loss ho sakta hai aur forex mein zyada loss ki wajah se hamara bonus account wash ho sakta hai jisse forex mein hamari puri mehnat waste ho sakti hai forex mein achi trading ke liye aur apne bonus account ko wash hone se safe rakhne ke liye hamen ek waqt mein ek ya do se zyada trades open nahin karni chahie aur forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein ham ek kamyab trader bhi ban sakte hain aur forex mein hamara bonus account bhi mehfooz ho jata hai aik time main aik he pair main trading karne chahey hamy market ke movement ko dakth kar is main pasia be invest karna chahey pher he hum is main acha profit hasil kar sakty hain hamy market ko achy sy learn kar ky is ky rules ko follow karty howy trading karne chahey hamy is main over ho kar trading nahe karne chahey overtrading se avoid karna chahie aur utna hi trading karna chahie jitne Tak Ham Apne account ko manage kar sake aur apne account ko Mehfooz rakhen Agar Ham jald bazi Karenge aur all time trading karte rahen ge Tu Is Tarah Hamare account ka balance khatm Ho Jaega To Hamara bonus bhi khatm hone ki vajah se Ham trading Dobara Nahin kar Payen ge Kyun ky Hamari equity Kuch Bhi Nahin Hogi aur equity ke bagair Ham trading nahin kar Saken ge aur aap se main Yahi Kahana chahta hun ke overtrading Kabhi Bhi Na Karen aur is se zada Se zyada Bachan Tu Is Tarah aapka main aap Ja Saken ge.
      • #4 Collapse

        Re: Forex me loss kion hota hai.

        dear friend profit aur loss business ka hissa hota ha to forex trading mn loss ki bahot c wajoohat ho skti hn to meray khial mn forex trading mn loss ki sb sa barri waja lalach aur jald bazi ha keun k jo log lalach mn baghair sochay smjhay trade lganay mn jald bazi sa kam letay hn to ziada tr un logon ki trades loss mn he jati hn
        • #5 Collapse

          Re: Forex me loss kion hota hai.

          Forex men loss hamary mistakes ki vajah say hota hy tu hamen forex men mistakes say avoid karna hota hy agar hum forex men koi bhe mistakes karty hjian tu hum kamyab nahin ho sakty hain balkeh hum ofrex men nakam ho jaty hian kun kay forex men trading karna asan nahin hy as men hum jitny achy tawajhoi kay sath kam karen gy tu hamen as men utna jhi faida hasil hoga warna hum nakam ho jayen gy
          • #6 Collapse

            Re: Forex me loss kion hota hai.

            Forex Mein loss kyon hota Hai ji han bilkul sahi sawal Kiya aapane yah aapki mistakes ki vajah se hota hai agar aap mistake karte hain bagair market ke analysis ke kam start kar dete Hain to aapko last jata hai aapko chahie ke pahle market kahana laces Karen FIR kam start karen agar aap aise kar denge to aapko loss ho jaega aur aap pareshan Ho jyn hy
            • #7 Collapse

              Re: Forex me loss kion hota hai.

              Assalamu Alaikum dear member is market Mein profit or loss donon is ka hissa hai tu ab barish ho rahi hai ki trading karte hue Hamen last Kyon Hota Hai To is Baat Ko Yad rakhen Jab Bhi aapke pass experience Nahin Hoga aap to bagair sikhe samjhe is market Mein kam Karenge aap mistake Karenge aap Aise Karenge to isase aapko nuksan hi hona hai Sabse Aham hota hai experience Agar aapke pass experience Nahin hoga to aap nuksan Karenge Agar aapke pass Achcha experience Hoga market ko samajhte Hain then aap is profit Hustle Karenge
              • #8 Collapse

                Re: Forex me loss kion hota hai.

                Assalam o alaikum Jesa k thread ma pocha gya h k Forex main loss q hota h. Forex ma loss hony ki sb se bari wajah ye h k jb hum Forex main entre hoty hain to hum ko Forex k bary main knowledge nhi hota. Hum bger knowledge k trading start kr dety hain. Apko chaiye k ap Forex ma trading krny se pehly Forex k rules aur Forex ka bary main knowledge hasil kr lein.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex me loss kion hota hai.

                  Assalamu Alaikum to all Forex member ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge ji bilkul aapane bahut hi Achcha question Kiya Hai Iski vaise to bahut jyada reason Hai Janm aapko Ek Badi Re Sanjay batana chahta hun kya Ki lalach Nahin Karni chahie Hamen Kyunki lalach se Hamara Apna Hi nuksan Ho Jata Hai Ram loss mein Chale Jaate Hain aur uski dusri reason hai ki Ham market ki moment Ko Nahin samajhte market ko analyse Nahin Karte aur trading Laga Dete Hain isliye Hamen trading Lagane se pahle market ki movement ko samajhna chahie ok Allah Hafiz
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex me loss kion hota hai.

                    Asslam u Alaikum dear members.. Yeh baat bilkul theek hai forex par hamien ziyada sy ziyada mehnat chahye.. Hum forex par jitni ziyada mehnat krien gy utna ziyada earning kr skty hein... Jitna ziyada forex py work hard krien gy utna ziyada hi forex par bonus mil skta hai. Aur us bonus sy hum ziyada sy ziyada trading kr skty hein .mehnat jitni ziyada ho gi earning bhi utni ziyada ho gii... Mehnat mein azmat hai .. Forex py ziyada bonus mehnat ka hi hai.... Thank you members.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex me loss kion hota hai.

                      Assalamu Alaikum ummid hai aap sab khairiyat se Honge aur Forex per mehnat Karke kamyabi Hasil kar rahe Honge Hamen lost abhi Hota Hai Jab Ham lalach karte hain aur hamare pass knowledge Nahin HotaForex Hamen proper time spend karna chahie Jab Ham proper time spend karte hain aur Apna quality wala work Karte Hain To tab hi Ham best performance dikha sakte hain aur Jyada Se Jyada profit Hasil kar sakte hain Agar Ham proper time nahin spend Karte Hain To Ham Apna target complete nahin kar sakte hain na hi Hamara knowledge or experience increased Hota Hai Jiski wajah se Hamen Forex Mein kam karne mein Bahut Si difficulties ka Samna karna padta hai hamare pass Jitna Jyada knowledge Aur experience Hoga Itna jyada hi Ham Forex ke benefits kar sakte hain Jo log Forex mehnat Nahin karte hain aur apne kaam par focus Nahin karte hain vah Forex ki advantages Nahin Hasil kar sakte hain for raske advantages Hasil karne ke liye hamare pass knowledge Ka Hona bahut jaruri hai isiliye Ham Main Apni learning ko kabhi bhi stop nahin karna chahie hi balke Jab Ham Forex ke real account per kam karna start kar dete Hain To Hamen apni learning ko bhi continue Rakhna chahie Jab Ham learning Karte Hain To Ham Jyada Se Jyada information Hasil kar sakte hain Hamen lalach nahin karna chahie

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X