RSI indicator k sath konsa indicator istemal karna chahye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    RSI indicator k sath konsa indicator istemal karna chahye?
    Mera senior members se ye sawal hai k jab ham trading k doran RSI indicator ka istemal kartay hain to is k sath aur kon konsa indicator istemal karna chahye jis se hamari trading behtar ho sakay?
    Please apni opinion zaroor share Karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: RSI indicator k sath konsa indicator istemal karna chahye?

    Dear friends forex trading me indicator bht important hoty hen effective trading Kay leay RSI indicator ka main jo knowledge hasil kia hai us main wo last 14 candles ka mean nikal k over bought our over sold bta raha hota hai jo khuch ka khena hai k ye theek nahe hai but mera opinion us barey maen ye hai k app jes time frame main kaam ker rahy hoty hain us k mutabik wo value theek bta raha hota hai same pher stochastic ki baat ki jeay to us ki divergence history humean market ki strong move milti hai humean kafi indicators ache history dity hain hum forex main indicators jo bhe use krain us main koshsh ho k Mt4 k standard indicators use karin koin k wohi humean best result dtiy hain to hum un k use say apni trading ko tab he asan ban sagty hain jab humean us ka acha knowledge our experience ho ga
    • #3 Collapse

      Re: RSI indicator k sath konsa indicator istemal karna chahye?

      Assalamu Alaikum main sab sabse pahle forex memebrs Ka Shukriya Ada karta hun k jo din raat mehnat krty hain aur apna knowledge sub sy share krty hain .....forex hmy bht axha moqa dy rha hai k hum sub forex py mehnat krty rhy aur forex py apni learning ko mazbot kry kiu k earning k liye learning bht he zarori h hmy her hal m forex py mehnat ko jari rakhna chahiye .trading k rules ko follow krna chahiye .......thanks to all members....
      • #4 Collapse

        Re: RSI indicator k sath konsa indicator istemal karna chahye?

        Forex trading karne ke liye aap ki different indicator istemal kar sakte hain agar aap relative strength indicator ke sath moving average indicator istemal karte hain to aapko Jyada benefit hota hai moving average indicator Ek bahut Achcha indicator Hai yah aapko market ke friend ke bare mein bahut acchi information provide karta hai agar aap 200 moving average istemal karte hain to aapko bahut jyada benefit hota hai isase aapko market ke long term trend Ka Pata Chalta Hai Usne Jab aap friend ko follow karte hue trade Karte Hain To aap Jyada profit Hasil kar sakte hain Forex trading Ek bahut Achcha business hai ismein agar friend ko follow Karenge to aap Achcha profit Hasil kar Sakenge
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: RSI indicator k sath konsa indicator istemal karna chahye?

          Assalamu Alaikum ummid hai aap sab khairiyat se Honge aur Forex per mehnat Karke kamyabi Hasil kar rahe Honge dear friends Ham analysis karte hue is indicated ke sath Kisi bhi dusre indicator ko use kar sakte hainTrading karte hue Hamen loss or profit ko mind Mein rakhiye trending Karni chahie Agar Ham laalach karte hain aur Jyada Se Jyada profit Hasil karne ke liye trading Karte Hain To Hamen loss ka bhi Samna karna padta hai isiliye Hamen business se main loss or profit ko mind Mein Rakhe Hi Kam karna chahie aur lalach ke bagair kam karna chahie Jab Ham lalach ke bagair kam Karte Hain To tabhi Ham Prophet Hasil kar sakte hain Agar ham lalach karte Hain To usse Hamen loss ka Samna karna padta hai isiliye Jab Bhi trading karen to jaldbazi Hi Se kam Na Le aur Soch Samajh Ke trading Karen Hamen Hamen kam profit per hi compromise karna chahie lekin main analysis karne ke liye hamare pass knowledge Aur experience Ka Hona bahut jaruri hai

          اب آن لائن

          Working...
          X