Best lot size kia hy????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Best lot size kia hy????
    Assalamu Alaikum dear Forex member ummid karta hun aap khairiyat se Honge Mera question Tamam senior member Se Hi ke best lot size kya hai ek acchi trade ke liye jisse Hamen Achcha profit bhi Mile aur ham loss se bhi bache jaen Tamam senior member se request hai ki vah Apne experience ki Roshani Mein Tamam junior members Ko Agar Karen ke lot size kya Rakhna chahie jisse Ek profitable trade Lagaye Ja sake bahut Shukriya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Best lot size kia hy????

    Kisi bi trade ka lot size decide krny sy pehly ye daikhain k pair konsa h, market ki kia position h, kahin zayada volatile to ni h. Phir ye k apko ap y analysis and strategy pr kitna trust h,
    Us k baad account k total capital ki bari ati h, kbi bi lot itni na ho k 2,4 trades mn account zero ho jay. Lot mn ye bi daikhna hota h k trade kis type ki h, long term h ya scalping wali h.
    Agr to 30-50$ balance ho to currency pairs pr 0.01 sy maximum 0.05 tk. Gold pr trade na hi krain to behter h. CL pr 0.1 ki lot with close SL use kr skty hn. Crypto pairs bi unexpected move krty hn to wo bi kuch suitable ni hn. Agr capital zayada ho like 300-500 ho to phir 0.50 tk bi use kr skty hn but kisi bi trade mn SL miss ni krna h. Stay safe and stay blessed...
    • #3 Collapse

      Re: Best lot size kia hy????

      assalam walekum Pyare member lot size ke bare mein baat ho rahi hai ki best lot size Hamare liye kya hota hai lekin Humne Apne account ko dekhna hota hai aap Agar Ham safe trading karna chahte hain aur ham Chahte Hain Ki Hamara account Jana Baki Rahe yah washna ho to iske liye sabse best Laut jo hoti hai na Hua Hai 0.01 Jani ke jo sabse Chhoti Laad hai na Yahi Hamare liye best Hoti Hai Kyunki ismein race ko bahut kam hota hai to aapane race ko manage karna hai apne account ko Dekhen aapane Kitna profit Hasil karna hai aapane takat ko Dekhen FIR Uske mutabik money management Karke trade open Kiya gaya jaldbaji na Karen thoda sa aap let Ho Jaenge lekin market aapko profit Jarur Degi
      • #4 Collapse

        Re: Best lot size kia hy????

        Dear friends Lot size se murad woh volume hai jis se hum trading karte hain aur ye lot size 0.01 se start hoti hai aur maximum bohat ziyada higher value tak jati hai. lekin hum is ko apny equity kay mutbaiq use kar sakte hain. Equity kam ho to 0.01 lot size hi kafi hai aur agar equity ziyada ho to 100 ki lot bhi lagai ja sakti hai dear friends aap ke account ke capital per bhi depend karta hai ke aap kitni lot size rakhna chahte Hain
        • #5 Collapse

          Re: Best lot size kia hy????

          Pakistan Forex permit wedding ke dauran lot size use hota hai isliye Quest lot size hua hai jo acchi trading se Chhapra Mein deta hai isliye Hamen Pakistan Forex forum Mein Apni trading ke dauran kam lot size Koshish Karna chahie Agar Ham 4 lot size use karte hain to is se Ham Achcha profit gain kar sakte hain isliye main kam lot size use karna chahie tha ki ichcha profit to hasal kar sakte
          • #6 Collapse

            Re: Best lot size kia hy????

            Assalamu Alaikum main sab sabse pahle forex memebrs Ka Shukriya Ada karta hun k jo din raat mehnat krty hain aur apna knowledge sub sy share krty hain .....forex hmy bht axha moqa dy rha hai k hum sub forex py mehnat krty rhy aur forex py apni learning ko mazbot kry kiu k earning k liye learning bht he zarori h hmy her hal m forex py mehnat ko jari rakhna chahiye .trading k rules ko follow krna chahiye .......thanks to all members....
            • #7 Collapse

              Re: Best lot size kia hy????

              Trading account mein lot size ka depend karta hai ap kay account balance aur account leverage par agr ap kay account ki leverage ziada hoti hai tu ap kam balance mein bhi ziada lot size laga kar Achi earning kar saktay han lakin is kay leye learning knowledge aur experience ka hona zaroori hota hai aur agr knowledge aur experience nahin hota tu phr account bhi jaldi wash ho sakta hai aur agr account ki leverage Kam hoti hai tu phr account balance ko ehmiyeet di jati hai account balance ziada hota hai tu hi ziada lot size laga kar acha profit earn kar saktay han aur lakin Achy profit kay leye kabhi bhi ziada risk nahin laina cahaiye aur ziada lot size nahin lagana cahaiye kiok ziada lot size se agr profit ziada hota hai tu loss bhi ziada hota hai hum ko apne account balance kay mutabik hi lot size laga kar trading Karni cahaiye aur is kay leye account ki money management karna zaroori hota hai phr hi trading kar kay profit earn kar saktay han
              • #8 Collapse

                Re: Best lot size kia hy????

                Sabse acchi baat yah hai ki aap apne account ko manage karke hi lot Shayad lagaen matlab yah ki aap ke account mein Jitna balance Ho uski ke base pey risk lay dusra Hamen Hamesha Apne tijarba ke base per kam karna chahie is se Hamara kam hota hai aur profit generate hone ke chance Jyada Hote Hain Jab Ham chijon Ko Khud Sikh kar apply Karte Hain To Uske benefit Jyada Hote Hain isliye Ratta Marne se behtar Jiya hai ki Hamen acchi Ladne ki Jaaye Taki yah chij Hamesha Re zindagi Yad Rahe
                • #9 Collapse

                  Re: Best lot size kia hy????

                  Agar aap Forex trading per new Hain to aapko chahie ke apna lot size chhota rakhe Taki aapko loss kam se kam ho Jin logon ko bhi loss hota hai aur unko lot size bahut jyada rakhne ki vajah se hota hai FIR jab aapka experience ho jaaye to aap apna lot size increase kah sakte hain per main aapko yahi suggest karunga ke aap trade karne se pahle puri planning Karen aur apna lotsa chhota rakhen Agar aap Forex trading per hard work karen to aapke knowledge experience aur mehnat se aap Forex trading se acchi earning kar sakte hain aur apne account ko increase karke aap bahut acchi trade kar sakte hain iske liye hamen bahut jyada practice karni hogi aur market ki movement ko study karna hoga aur usko acche se analyse karne ke bad hi koi decision Lena chahie tha ki hamen loss hone ka chance kam se kam ho is ham apne earning ko increase ka sakte hain aur Pakistan Forex se bahut se log acchi earning kar rahe hain agar aap bhi professional trader ki tarah acchi trade karna chahte hain to aapko chahie ki zyada se zyada knowledge hasil karke aur experience hasil karne ke bad hi aap trade ki taraf aaye to aap ek acchi trade ka sakenge jab bhi trade karen to bahut soch samajhkar Karen aur lot size ko chhota rakhen isase aapko profit to Kam hoga per aapko loss bhi kam hoga aur agar aap lot size badh rakhenge to aapko profit to jyada hoga per aapko loss bhi jyada hoga isliye soch samajh Kar koi bhi decision le
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Best lot size kia hy????

                    Assalamu Alaikum dear friends trading karne ke liye Ham main Hamesha small size ki lot hi Lagani chahieTrading karte hue Hamen loss or profit ko mind Mein rakhiye trending Karni chahie Agar Ham laalach karte hain aur Jyada Se Jyada profit Hasil karne ke liye trading Karte Hain To Hamen loss ka bhi Samna karna padta hai isiliye Hamen business se main loss or profit ko mind Mein Rakhe Hi Kam karna chahie aur lalach ke bagair kam karna chahie Jab Ham lalach ke bagair kam Karte Hain To tabhi Ham Prophet Hasil kar sakte hain Agar ham lalach karte Hain To usse Hamen loss ka Samna karna padta hai isiliye Jab Bhi trading karen to jaldbazi Hi Se kam Na Le aur Soch Samajh Ke trading Karen Hamen Hamen kam profit per hi compromise karna chahie Agar Ham lalach Karke big size ki lot Lagate Hain To Hamara account Wash Out hone ke chances Jyada Hote Hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X