Risk Management in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Risk Management in forex
    Dear friends forex trading mein apko chahiye ke ap is mien proepr money management aur risk management seekhen aur is mien phir uske hisab se hi is mien trading karen warna hamko is mien loss hoga
    Aur humein risk management ker kay he trading me chalna chahyie warna hum trading me chal nhi sakty hain, iss k liye practice k zaroorat hoti hai kyun k risk management humein trading krne se aati hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Risk Management in forex

    Dear members forest reading Mein risk management se yah Maharaj hai ki aap apne account ko Kis Tarah manage kar rahe hain for example agar koi bhi Aisi trade market Mein inter karvana kar Chahte Hain jismein aapko Dar ho kya usmein aapko loss hoga to aapko chahie use per stop-loss Laga De stop-loss Kahi fayda hota hai ki agar aap ki vah trade loss Mein Jaaye bhi to aap loss ko recover Kaise khate Hain dusra risk management Mein Ham yah dekhte hain ki agar humne koi bhi Aisi trade market Mein inter Karvy Hai To usse pahle Ham Apna account balance check kar rahe hain Taki Ham apni trade ko Apne account balance ke hisab se market mein lagaen in season Ka Khyal rakhiye Ham Apne account ki safety ko manage karke rakh
    • #3 Collapse

      Re: Risk Management in forex

      yah sab se Ham baat hai aur sabse a point hai ki trading karne se pahle Humne Apne risk ko manage karna hota hai lekin koi bhi trader Yahan per Aisa Nahin Hai Jo isko follow karta hun bahut kam log Hain Jo isko follow karte hain ab Jis ko kam kaise kiya jata hai aap iske liye money management ko samjhe kya aapane pahle money management Karni Hoti Hai yani kya aap ka account kitna hai aur aapane Iske mutabik trade leni hai yah Hoti Hai money management of money management kar lete hain to aapko Sab Kuchh samajh mein a jata hai ki aapane Kitna risk lena hai aur isase kitna award Apne Hasil karna hai aur FIR aap stop-loss ko use karte hain to ise yah benefit ho jata hai ki aapki trading secure Ho Jaati Hai theek hai to yah sab se Ham baat hai ki aapane sabse pahle Apne usko kam karna hai FIR is market Mein Apne Koi trade open karni hai
      • #4 Collapse

        Re: Risk Management in forex

        Assalam o Alaikum dear forex members umeed hai ap sb Kheryat Se Hongey jesa ke ap log jantay hien ke agar ap forex forum pr Risk Ko manage krna chahtay hien to apko chahye ke ap log risk management se kaam Krien.
        • #5 Collapse

          Re: Risk Management in forex

          Kisi bi trade sy pehly ye zarur hisab krna chahiey k hum es trade pr kitna lga rhy hn aur jo hasil ho ga, uski kia value ho gi. Apny total balance ka 1 percent sy zayada k i bi ek trade pr na lagain bl k alag alag multiple trades krain, agr negative situation ho jay to koi 2,3 ko close kr k,margin call sy be safe ho skty hn. Ap y funds ka behter use krny ko money management kehty hn jo k mostly traders ni krty aur bilawaja ki trading sy khud k accounts blow krty rehty hn. Ek tip ye bi h k jb zayada loss hony lg jay to trading stop kr dain aur kuch time real pr na jain, bl k just pist aur demo pr guzara krain.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Risk Management in forex

            Assalamu Alaikum dear friends Forex Mein Hamen tab hi risk management Karni chahie Jab Ham proper time spent Karte HainTrading karte hue Hamen loss or profit ko mind Mein rakhiye trending Karni chahie Agar Ham laalach karte hain aur Jyada Se Jyada profit Hasil karne ke liye trading Karte Hain To Hamen loss ka bhi Samna karna padta hai isiliye Hamen business se main loss or profit ko mind Mein Rakhe Hi Kam karna chahie aur lalach ke bagair kam karna chahie Jab Ham lalach ke bagair kam Karte Hain To tabhi Ham Prophet Hasil kar sakte hain Agar ham lalach karte Hain To usse Hamen loss ka Samna karna padta hai isiliye Jab Bhi trading karen to jaldbazi Hi Se kam Na Le aur Soch Samajh Ke trading Karen Hamen Hamen kam profit per hi compromise karna chahie risk management Ke Sath 7 Hamen time management aur money management bhi Karni chahie

            اب آن لائن

            Working...
            X