har bar market loss kun deti ha ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    har bar market loss kun deti ha ?
    salam all memmber many bahut koshihs ki or bahut care ki lakin pher bhe jab bhe many is market main entry open ki to mujhy loss ka he samna karna para kya ye sirf loss he deti ha kabhe to hamri side pa bhe a jaye jahansa entry lo wahen sa loss shuru esa kun hota ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: har bar market loss kun deti ha ?

    Dear forex market main loss is liye bhi hota hay keh hamara capital strong nai hota. Weak capital ki waja say jab market retracement main jati hay to hamara account wash ho jata hay. Aik aur waja ye bhi hoti hay keh ham analysis proper nai karty aur jab ham trade start karty hain to acha entry point nai hony ki waja say hamain jald he loss ho jata hay
    • #3 Collapse

      Re: har bar market loss kun deti ha ?

      dear friend forex trading market khud kbhi bhi kidi ko loss nhi deti keun k forex trading mn jb bhi hmen loss hota ha hmari apni ghalti ki waja sa he hota ha keun k jo log forex trading mn profit k chakr mn baghair sochsy smjhay trade lganay mn jald bazi krtay hn to ziada tr un logon ki trades loss mn he jati hn
      • #4 Collapse

        Re: har bar market loss kun deti ha ?

        Dear friend aisa nahin hai ke market har bar aap ko loss hi de agar aap ko trading may experience nahin hai to aap ko chahie ya ke aap pahle demo trading Karen is say aap ko experience hasil hoga trading karne Kay liy aur jab tak aap ka account ek strong capital holder nahin ho jata tab tak aap trading karne se a perhaiz Karen kyun ki strong capital ki wajah se market ke up down hone main bhi aap ko market loss nahin degi profit bhi de sakti hain
        • #5 Collapse

          Re: har bar market loss kun deti ha ?

          Huma chyaa markets ki moment ko dekhna chyaa...as ki harkat py nazar raknii chyaa or huma kaam souch kr krna cha ....sub dost ik dosra ki help krnii chyaa kaaam acha thra sy krnii chyas maket humas loss deti haa....
          • #6 Collapse

            Re: har bar market loss kun deti ha ?

            Assalamu Alaikum Hamen market kabhi bhi loss Nahin dete Bal ke hamara loss is Waqt Hota Hai Jab Ham market Mein Apne entry galat baat kar lete hain aur Hamari acchi practis Nahin Hoti aur ham bagair analyses ke market Mein trading karte hain to use Waqt Ham Kamyab Nahin ho sakte aur Market Hamen loss Deti Hai
            • #7 Collapse

              Re: har bar market loss kun deti ha ?

              Market na to kisi ko loss deti h aur na hi profit deti h. Ye sb khud trader pr depend krta h k wo market k alongside chal kr profit catch kry ya phir wrong side reh kr apna hi loss khud kry. Market ek aisi place h k jahan hr kisi k ly equal opportunity hoti h.
              Wsy kuch logo k sath ye issue hota h k jaisy hi trade start krty hn to loss start ho jata h. Ye kuch psychology type problem hota h. Unko chahiey k jo feel hota h, us k against trade krain
              • #8 Collapse

                Re: har bar market loss kun deti ha ?

                Jin Logon Ki pass experience Nahin Hota unko loss hi Milta Hai forex aik aisa business hy jis me agar ap kamyaabi hasil krna chahty hyn tou apko daily forex me kaam krna parrhy ga tab hi ap acha experience hasil kr saken gy nai tou ap achy trader nai ban saken gy apko chaye k ap pakistan forum k sath touch rahy yahan se acha knowledge hasil kr k trading me acha profit kamayen real trading se pehly hamesha demo account ka istemaal kiya kren taa k ap ki practice achi ho jaey or apka experience b barrhta rahy trading me hamesha small lot lagaen slow slow profit bana k move krty jaeyn taa k ap ziada loss se bachy rahyn yehi kamyabi ka acha treeka hy stop loss or take profit ka istemal zroor kiya kren q k kabhi kabhi ham aesi jagah hoty hyn ya itny ziada masroof hoty hyn k hun net nai on kr sakty or market ka jaieza nai ly sakty aisi soort me stoploss or take profit bohat zroori hota hy is se hamara account safe rehta hy apny analysis zroor lagaya kren loss se bachne ke liye Jyada Se Jyada demo ki practice Karen
                • #9 Collapse

                  Re: har bar market loss kun deti ha ?

                  Forex market mein profit bhi acha hota hai aur loss bhi ziada hota hai aur forex market mein ziada loss nahin hota is mein profit bhi ziada hota hai lakin is profit ko hasil karne kay leye trading ki learning knowledge aur experience hasil karna hota hai forex market ko samjhna hota hai forex market ko technical analysis aur fundamental analysis karna hota hai agr tu hum forex market ko samjh kar analysis kar kay wait kar kay Achi planning ae trading kartay han tu hi profit hota hai aur agr knowledge aur experience kay baghair planning kay baghair tukay laga kar trading kartay han tu is se loss hi hota hai

                  Forex market is traha ki market hai jab tak is ko samjh kar trading nahin kartay tu loss hi hota hai aur New trader samjhta hai kay loss mujh ko market daiti hai market kise ko kuch nahin karti is kay leye hum ko khud hi mehnat Karni hoti hai aur Aik trading system se strategy bana kar trading Karni hoti hai Achi planning Karni hoti hai Achi planning karain gey tu hi profit ho sakta hai aur planning Achi nahin tu js bhi entry point se trading karain loss hi hota hai aur forex market mein ziada loss trading ko samjh kar nahin kartay tukay laga kar trading kartay han aur tukay laga trading karain gey tu profit kabhi bhi hasil nahin kar saktay har trade mein loss hi hota hai

                  Forex market mein profit tab hota hai jab hum technical analysis aur fundamental analysis kartay han js se forex market ko Achi traha samjh saktay han aur phr trade open karain gey tu profit hota hai
                  • #10 Collapse

                    Re: har bar market loss kun deti ha ?

                    Market Hamen kabhi bhi loss Nahin dete ya loss aapko aapki galat trade Lagaye Jaane per Milta Hai Aap Jab market ko analyse kiye bagair trade Lagate Hain to uska result chahie Milta Hai dusra aapke pass proper knowledge or experience Nahin Hota aap Hamesha luck ki base per trade Lagate Hain ap chezo ko sikhen aap us ko Ratta Maar Ke Guzara kar lete hain aur Jiski vajah se aapko market se Loss uthana padta hai to isliye Aise lost ke recovery ke liye learning bahut jaruri hai strong learning ji aapki strong base hoti hai
                    • #11 Collapse

                      Re: har bar market loss kun deti ha ?

                      Assalamu alaikum I hope you all are fine and doing well on Forex trading dear friends Hamen Positive Thinking ke sath kam karna chahie aur knowledge or experience ke sath Agar Ham kam Karte Hain To Hamen loss ka Samna nahin karna padtaTrading karte hue Hamen loss or profit ko mind Mein rakhiye trending Karni chahie Agar Ham laalach karte hain aur Jyada Se Jyada profit Hasil karne ke liye trading Karte Hain To Hamen loss ka bhi Samna karna padta hai isiliye Hamen business se main loss or profit ko mind Mein Rakhe Hi Kam karna chahie aur lalach ke bagair kam karna chahie Jab Ham lalach ke bagair kam Karte Hain To tabhi Ham Prophet Hasil kar sakte hain Agar ham lalach karte Hain To usse Hamen loss ka Samna karna padta hai isiliye Jab Bhi trading karen to jaldbazi Hi Se kam Na Le aur Soch Samajh Ke trading Karen Hamen Hamen kam profit per hi compromise karna chahie
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: har bar market loss kun deti ha ?

                        Bhaijaan aapane bilkul sahi kaha hai main aap kis baat se agree karta Hun ki aapane ek achcha sawal Kiya hai ki har bar market loss kyon deti hai har Verma ki lash nahin deti bhai jaan ho meri galti hone ki vajah sahi hota hai aur mein chahie kya match mein apni galti ko sudharne ki koshish karte rahana chahie aur hamen chahie hamen ismein mehnat bhi karte rahana chahie Aur Dil laga kar kam karte rahana chahie Taki Ham ismein acchi kamyabi hasil kar sake aur achcha profit bhi hasal kara saken

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X