Lot size ka khyal rakhen.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot size ka khyal rakhen.
    Assalamu alaikum dear member hamesha aapko apni lot size ka khyal rakhna chahie apni lot size ko kabhi bhi increase na Karen aur apne bonus ke mutabik bahut chhoti lot size use Karen account aapka kabhi bhi watch nahin hoga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lot size ka khyal rakhen.

    dear hamesha lot size Kam Rakhna chye lot size zyada rakhna emotional trading yani ky jald bazi kr jana. market ap k jazbat py ni balky technical base py move krti hy. Number four agr ap ny aur forex trading mai bohot he ziad tukkay laga kar trading Karin tu shaid aik aad trade achi lag jiye warna aam toor per baghir baghir planning aur kisi method kay trading Karin tu jaldi he account wash ho jatay hain loss karny waly traders mai say kuch iss trh kay b hoty han jin kay pass trading ka acha knowledge b majood hota hai lakin woh iss ko apni trading mai use nai kar sakty hain aur baghir kisi method kay trading kar kay loss kar laite hain aur technical understanding be zarori hoti hay, loser traders ghalat decision leny ki waja se be fail ho sakty hey,
    • #3 Collapse

      Re: Lot size ka khyal rakhen.

      Assalam o alaikum Jesa k thread ma bat ki gai h k Forex ma lot size ka dehan rkhein. Forex ma trading krny ka doran lot size ka dehan hamesha rkhna chaiey. Jb b ap trading lagayn to apko chaiye k ap lot size lazmi dekh lein. Ager lot size bara ha to ap usko chota krein aur choty lot size k sth trading start krein.
      • #4 Collapse

        Re: Lot size ka khyal rakhen.

        Agar Ham Forex trading kar rahe hain to hamen lot size ka use karna hota hai lot size ka selection karna hota hai isliye hamen hamesha lot size kaju soch samajh Kar karna chahie kabhi bhi lot size ka use apne account balance zyada nahin karna chahie jab bhi Ham lot size ka use apne account balance se zyada kar dete Hain to hamen hamesha nuksan hi hota hai hamen Forex Maine soch samajh Kar kam karna chahie kabhi bhi Koi bhi kam jaldbazi mein aakar nahin karna chahie jab bhi Ham Koi kam jaldbaji mein karte hain lot size ka use apne account balance zyada kar dete Hain to hamen nuksan hi hota hai
        • #5 Collapse

          Re: Lot size ka khyal rakhen.

          ji bilkul der hamen lot size hamesha soch samajh ke aur apne account balance ke mutabik hi lagana chahie tum kya agar Ham jyada lot size laga dete Hain To usse hamara account bhi wash ho jata hai isliye koshish karen ke soch samajh ke hi lot size lagaen aur koshish yah bhi Karen ke lot size hamesha minimum istemal Karen Taki hamara account safe Rahe unke jab hamara account safe hoga to hi Ham acchi earning kar payenge aur agar hamara account hi sev nahin hoga To Ham acchi earning bhi nahin kar payenge
          • #6 Collapse

            Re: Lot size ka khyal rakhen.

            dear friend ap na bilkul theak kaha ha k forex trading mn safe aur achhi trading krnay k liay trade mn lot dize ka khial rakhna chayay aur trade mn lot size hmesha apnay account ballance ki bardasht k mutabik rakhna chayay ta k ap achha profit bhi hasil kren aur apka account ballance bhi safe rhay
            • #7 Collapse

              Re: Lot size ka khyal rakhen.

              Walaikum salam my dear trader kaise ho aap main ummid karta hun aap khairiyat se Honge Sar Agar Humko successful hona hai trading Mein To Humko trading ke rules ko bahut acche se read karna hoga Uske bad hi Ham Logon Ko trading karna Hogi sabse pahle Humko money management ko follow Karna lazmi Hai Jab tak aap apni lot size ko control Nahin Karenge to aap apna account sev Nahin Rakh Sakte Itna small Laut use Karenge aapko profit to small Hoga Agar aapko long-term Tak Hota rahega
              • #8 Collapse

                Re: Lot size ka khyal rakhen.

                Pak forex trading ko join krne bad apko ek bat ka khas khayl rakhe k koi trade lagnebse phly ap sl tp ka zror istemal kiya Karen is se Apko Achi kamiyabi hassil hoti hai r ap nuksan se bach jata Hain ha is platform per kamyabi hasil krna bhut he asan agr ap thori se mhnat kry r dil lagakar kam karte hain to aapko daily basis per bahut hi acchi kamyabi hasil kar sakte hain aur kamyabi member Ban sakte hain
                Pak forex trading ek business hai r ap ko is profit r loss dono he hon guy is lye ek bat ko yad rkhy k agr apko loss ho kayak hai to ap uska samna krain taky apko kuch experience hasil ho r sekhne ko bhi açha knowledge hail ho
                • #9 Collapse

                  Re: Lot size ka khyal rakhen.

                  Asslam u Alikum dear forex membes mein umeeid krta ho keh ap sb kheriyat se hogey...
                  Dear humey zaroor lot size ko small use krna chahiye beshak humrey pass bonus ziyaada kiu na ho, jitna hum small use krey gey lot size ko humey zaroor pheir faida hosahkta hain...Eis liye humey mehnat krke small lot use krke profit earn krna hoga pheir hi humara account safe reh sahkta hain///
                  • #10 Collapse

                    Re: Lot size ka khyal rakhen.

                    Lot size ka khly rhakay aap ki baat bilkul theek hai forex main aap agar lot size apnay account bonas Ka matabik lgtay hai tu aap ko kamyabi hoti hai jab aap apnay account bonas Ka matabik nhi lgay gay tu aap account bonas say bara lot size rhakay gay tu aap ko loss ho sakta hai iss Lia aap ko lot size apnay account bonas Ka matabik lagna chaiy
                    • #11 Collapse

                      Re: Lot size ka khyal rakhen.

                      Hamen forex men apny account size kay mutabic trading karny hoty hy agar hum as men apny account size kay sath achy trading karty hian tu hum nakam nahin ho sakty hain baleh hum kamyaby hasil kar sakty hain kun kay forex men trading karna asan nahin hy as men bahut msuhkil kam ho gaya hy as lia hamen tawajho kay sath acha kam karna chahey kun kay forex ko lot size ka khayal rakhen gy tu huum kamyab ho jayen gy
                      • #12 Collapse

                        Re: Lot size ka khyal rakhen.

                        Assalamu Alaikum ji bilkul main aapki baat to se confirm karta hun hamen trading ke waqt lot size Ka khyal rakhna chahie agar aap money management Ka khyal nahin rakhenge To kabhi ismein Kamyab nahin ho sakte kyunki Ek international market ki vah mat hoti Hai yah Ek technical business hai jo bhi is mein Achcha work karega vah ismein Kamyab hoga hardworking Karen kamyabi milegi
                        • #13 Collapse

                          Re: Lot size ka khyal rakhen.

                          Assalam walekum bilkul sahi baat hai Humne trading karte hue lot ka Sahi Soch Samajh Ke set karna chahieDemo count practice ke liye best account hai agar Ham demo account per Jyada Se Jyada practis Karte Hain To Hamara knowledge or experience increased hota hai aur Hamen kam karne mein kisi difficulty ka Samna nahin karna padta Jo log demo account per practice Nahin karte hain aur direct Forex trading ke real account per kam karna start kar dete Hain unko difficulties Ka Samna karna padta hai Ham demo account per Jitna Jyada time spent karte hain Itna jyada hi Hamara knowledge or experience increased hota hai aur Hamare kam karne ki speed Mein increase hoti hai isiliye Hamen demo account per Jyada Se Jyada practice karni chahie aur apne time ko West nahin karna chahie Ban Ke Hamen Apna time Forex trading per send karna chahie To Ham Apna future banaa sakte hain Agar Ham small-size ki Laut Lagate Hain To Ham Jyada profit Hasil kar sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Jo traders money management ka kyal rahkty hain woh es bat ko janty hain kay lot size standard he rahka jaye or leverage ko kam sy kam rahka jaye. Jitna ap lot size ko standard or leverag eko kam sy kam rahkain gy us ka faida ap ko yeh hoga kay ap sahi time pay sahi trade ko open kar sakty hain or bad mai ap risk level ko sahi tarha maintain kar kay apny account ko secure bana sakty hain or har trade ko behtar time pay open kar kay faida hasil kar sakty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Lot Size Considerations in Trading


                              Introduction:

                              Tijarat mein kamyabi hasil karne ke liye, lot size ka durust intikhab karna ahem hai. Lot size, yaani ke har trade mein kitna paisa invest karna, tijaratkaron ke liye strategic maamla hai. Is maqale mein hum "Lot Size Considerations in Trading: Nisf Mehnat, Poora Faeda" par guftagu karenge.

                              Understanding Lot Size:

                              Lot size ka matlab hai ke aap kitne units ya contracts mein trade kar rahe hain. Har market aur instrument ke liye lot size ka tay kiya jata hai, aur iski sahi samajh hona tijaratkaron ke liye lazmi hai.

                              Risk Management through Lot Size:

                              Lot size ka sahi intikhab karke tijaratkaron ko apne risk ko control karne mein madad milti hai. Har trade ke liye kitna risk lena hai, ye tay karte waqt lot size ka durust intikhab karna ahem hai.

                              Balancing Risk and Reward:

                              Lot size ko sahi taur par intikhab karna risk aur reward ke darmiyan ek munazam tazad banata hai. Chhota lot size kam risk layega, lekin faeda bhi kam hoga. Bara lot size faeda bada dega, lekin risk bhi ziada hoga. Is tazad ko samajh kar tijaratkaron ko apne maqsad ke mutabiq lot size tay karna chahiye.

                              Lot Size and Account Size Connection:

                              Account size ke mutabiq lot size ka tay karna bhi zaroori hai. Agar account chhota hai to chhota lot size istemal karna behtar hai taake risk control mein madad mile. Bade account ke liye bada lot size istemal karna bhi mumkin hai lekin sahi hawalaat ko mad e nazar rakhte hue.

                              Impact on Leverage:

                              Lot size ka intikhab leverage ko bhi asar daal sakta hai. Zayada lot size istemal karke tijarat karna, leverage ko bhi zyada bana deta hai, jisse ke profit aur loss dono zyada ho sakte hain. Is liye, lot size aur leverage ka taalluq durust taur par samajhna zaroori hai.

                              Lot Size in Different Markets:

                              Har market mein lot size ka tay hota hai aur ye alag ho sakta hai. Forex, stocks, aur commodities mein lot size alag hota hai, is liye tijaratkaron ko ye malumat zaroori hai ke unki trade ke liye kitna lot size sahi hoga.

                              Calculating Lot Size:




                              Lot size ko tay karte waqt tijaratkaron ko apne trading plan aur risk tolerance ka khayal rakhna chahiye. Lot size ko calculate karte waqt, stop loss aur account size ko mad e nazar rakhein takay aap apne risk ko control mein rakh sakein.

                              Lot Size Strategies:

                              Har tijaratkar apni trading strategy ke mutabiq lot size tay karta hai. Kuch log fixed lot size istemal karte hain, jabke doosre risk percentage ya account size ke hisab se lot size tay karte hain. Har tijaratkar ko apne preferences aur maqsad ke mutabiq lot size ka intikhab karna chahiye.

                              Emotional Impact of Lot Size:

                              Bada lot size istemal karke tijarat karna, emotional pressure bhi daal sakta hai. Loss hone par asar zyada hota hai, aur tijaratkaron ko apne irade par qabu rakhna mushkil hojata hai. Is liye, lot size ko tay karte waqt iske emotional impact ko bhi mad e nazar rakhein.

                              Conclusion:

                              Lot size ka sahi intikhab karna tijaratkaron ke liye mahirana maamla hai. Risk management, reward optimization, aur trading plan ke mutabiq lot size tay karna, tijarat mein nisf mehnat aur poora faeda dene wala amal hai. Is tijarat ke rangin safar mein, lot size ka theek intikhab tijaratkaron ko apne maqsad tak pahunchane mein madad karta hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X