Forex trading market mein retracement or trend mein fark hota hai hai Jab aap koi bhi trade lagate Hain to market retracement karne ke liye back side yani unfavorable condition mein jaati hai jiski vajah se sometime aap pareshan hote hain aur aap samajhte hain ki humne galat trade laga li hai lekin market dobara aapki favourable position mein a jaati hai isliye hamesha retracement Ko dekhkar pareshan Nahin Hona chahie trade lagane ke bad emotional discipline ke sath kam karna chahie aur vate karna chahie sabar aur patients ke sath hi are professional traders ki Tarah ek Achcha profit hasil kar sakte hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим