Market ki Movement ko samjh kar entry len
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ki Movement ko samjh kar entry len
    Hello friends how are you I hope you will fine and you will get a good profit from Forex Dosto aaj main aapko batana chahta hun keh agar aapane trading Se Achcha profit Hasil karna hai to aapko market ke touch Mein Rahana Hoga aur aapko market ki movement ka andaza Lagana Hoga Ki market Upar ja rahi hai ya fir market niche a rahi hai aur Market ko acchi Tarah analyse Karke aur Market ki movement ka andaza Laga kar aapko Ek acche point se trade open Karni Hogi FIR aapko trading Se Achcha profit Hasil hoga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ki Movement ko samjh kar entry len

    G han app ki bat tekh hy keh hamen market ki movement ko dekh kar as men entry leny hoty hy agar hum as men entry nahin len gy tu hum kamyaby hasil nahin kar saken gy balkeh hum achy earning hasil nahin kar saken gy balkeh hum apna account wash karwa sakty hain tu hamen jaldi nahin karny chahie takeh hum kamyaby hasil kar saken as lia hamen tawajho kay sath trading ko jary rakhna lazmen hota hy
    • #3 Collapse

      Re: Market ki Movement ko samjh kar entry len

      Ji han bilkul hi der member theek Kaha Kiya Hai market ki movement poster maker entry len aap market ko acchi Tarah Se analysis Karke market ki movement Ko Dekhkar news ko follow karke candles ko check Karke FIR Sabir ke sath fresh mind se hi market Mein entry leni chahie Jitna hi jyada Achcha accha analysis kar ka market Mein entry Lenge to aap utna hi Achcha profit Hustle Karke Kamyab Ho Chuke Honge isliye aapko mahnet Karke market ko acchi Tarah Se analysis Karke FIR trade Karni chahie
      • #4 Collapse

        Re: Market ki Movement ko samjh kar entry len

        Dear forex members.
        Market mein enter hone ke liye matlab trade open karne se pahle aapko chahie kya aap pahle market ki movement ko acchi Tarah samjhe aur bad mein aisi trade open karne ki koshish karen jismein aapko profit ke Jaan se jyada hun agar aap market ki movement ko analyse Nahin karte aur bagair Deky bhaley trade open kar lete hain aur trade open karne mein bhi jaldbazi kar lete hain to aapko loss ke siwa Kuch aasan Nahin hota isiliye jab bhi trade open Karen pahle market ke movement ko acchi Tarah hai na like Karen Uske bad dekh bhal kar aisi trade open Karen aur trade ko buy or sell per lagaen ki aapko achcha profit hasil ho
        Thanks.
        • #5 Collapse

          Re: Market ki Movement ko samjh kar entry len

          Assalamu Alaikum ummid hai aap sab khairiyat se Honge aur Forex per mehnat Karke kamyabi Hasil kar rahe Honge aapane bilkul sahi baat ki hai Hamen sabse pahle market ki movement ko samajh kar trade open Karni chahieJyada earning Hasil karne ke liye hamare pass experience aur knowledge Ka Hona bahut jaruri hai demo account per kam karke hi Ham Apne experience increase kar sakte hain aur Forex per easily kam kar sakte hain Jo log experience aur knowledge ke bagair kam karte hain unko Forex Mein kam karne mein bahut Mushkil Hoti Hai Jiski wajah se Unka account bhi block kar diya jata hai isiliye Hamen pahle demo account per Jyada Se Jyada practice karni chahie aur is business ko proper time Dena chahie tab hi Ham acchi performance dikha sakte hain aur Jyada Se Jyada profit Hasil kar sakte hain demo account per kam Karke Ham knowledge or experience ke sath sath Apne kam karne ki speed ko bhi increase kar lete hain Jiski vajah se Ham Apna target easily complete kar sakte hain Agar Ham Apna target complete Karte Hain To Ham Achcha reward Hasil kar sakte hain Agar Ham jaldbaji Mein trade Lagate Hain To Hamara account wash out hone ke chances Jyada Hote Hain
          • #6 Collapse

            Re: Market ki Movement ko samjh kar entry len

            Han ji Ye Himmat Amli bahut acchi hai Jab aap Ko Pata Lag Jayegi market ki kya Harkat hai aur aage market ki taraf ko Harkat Kare Ki aur use Waqt aap entry Le aur Usi Taraf trade lagaen Jis Taraf market Harkat Karne Wali Hai Is Tarah Se aapko munafa Hoga aur aap nuksan se bache Rahenge lekin agar aap market Ke mukhalif trade lagayenge to aapko fayda Nahin Hoga Aur nuksan Ho Jaega trade Lagane se pahle market ko acche se jaanch kiya Karen aur FIR trade Lagaya Karen iska na se aapka profit jo hai vah Hasil hota hai aur aapka Jo bonus Hai vah bhi sirf rahata hai aur account bhi Mehfooz rahata hai
            • #7 Collapse

              Re: Market ki Movement ko samjh kar entry len

              Market ko acha kam karna hay to market kii moment ko samjha kar karhay is liya dil laga kay kam karhay yahi sab say bahtar aur miyariii bat hay kam karnay kii is liya dil laga kay kam karhay mahnat may azmat hay aur apnay kam koo acha aur bahatar hay aur yahi sab say acha kam karnay kaa tarika hay is liya Dil laga kay kam karhay
              • #8 Collapse

                Re: Market ki Movement ko samjh kar entry len

                Assalamu Alaikum forex members aaj ka Hamara topic market ki movement ko samajhkar entry se related important topic Hai is related knowledge hone ke sath hi Hamen Forex per kaam karna chahiye to hum Kamyab ho sakte hain
                Properly market ko understand Kare:


                Click image for larger version

Name:	images (4).jpeg
Views:	2
Size:	49.6 کلوبائٹ
ID:	12411366

                ji han bilkul members Hamen trading open karne se pahle market ko acche tarike se samajh Lena chahie Jab Ham market ko samjhenge to hi aapko Sahi signal provide Honge aur aapko market Mein market ki direction Ka Pata chalega to outside open kar Sakenge


                First analyse than open trade:


                Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	1
Size:	21.6 کلوبائٹ
ID:	12411364

                ji han ismein Koi shak Nahin pahle Hamen market ko analyse karna chahie Uske bad trading open Karni chahie jab tak aap analyse nahi karte monkey ko technical your fundament ke liye aapko news ko follow karna chahie Kyunki market per news ka Kafi effect hota hai aur Market Jab important news ho to Usi direction Mein move karti hai isliye Hamen firstly analyse karna chahie technical your fundamental taky ke aapko help mil sake acchi trading karne mein


                Pahle practice Kare experience Hasil Karen:
                ji han bilkul practis bahut jyada jaruri hai experience practice se hi aata hai jitni Jyada practis Karenge utna hi Achcha aapke pass experience aaega aur acche tarike se trading kar Sakenge market Mein practis ke sath hi trading possible hai without experience of Kabhi Bhi for Kamyab Nahin ho sakte



                Click image for larger version

Name:	images (5).jpeg
Views:	1
Size:	32.0 کلوبائٹ
ID:	12411365


                Lack of learning reason to loss:
                trading se related learning bahut jyada Jaruri Hoti Hai learning achi Hogi tabhi aap Kamyab ho sakte hain jitni acchi learning Hogi aap itni jaldi acchi kamyabi Hasil kar Sakenge Agar aapke pass landing Nahin Hogi to aap kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte for its trading business Mein Hamen bahut jyada sikhana padta hai sikhane ki jarurat Hoti Hai experience ki jarurat Hoti Hai knowledge ki jarurat Hoti Hai Tabhi aapko kamyabi milati hai
                • #9 Collapse

                  Re: Market ki Movement ko samjh kar entry len

                  Movement of market
                  Market ki movements ko phly dehkna chiyee kis trf move kar rahi analysis karna chiyee indicator bi use kren market next kis trf movement kar skti hai forex ek risky business hai market ko jb tk msjhy gy ni tb tk profit niklna boht mushkil hai
                  Type market
                  Market Jo mostly member movement Karti hai wo updown hei k Ha or kabi mmarket Side way bi candles banti hai na ous main profit hota na loss members market main kabi kabi news ati news time check kren market main kb news Ani hai ous Sy phly apni trad open kren stop loss must lgen our take profit bi lgen market main mostly market down ya up trend main boht zaida movement kar jati hai
                  منسلک شدہ فائلیں
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ki Movement ko samjh kar entry len

                    Assalamu Alaikum Forex members ummid hai aap sab theek Honge aaj ka Hamara topic Hai forex market Mein entry Kis Tarah aur kis movement Mein Karni chahie Iske bare mein Aaj Ham baat karte hain.

                    How does market move in Forex? Central Bank movement Karta Hai forex market ke determine kam ko Dekhte Hue aur iski monetary policy ko bi dekhta Hai jisse exchange regime setting is ke real cases ke bare mein Pata Chalta Hai Jo currency se laptop ko Dekhte Hue trade Lagati Hai Aur Global Business may operate karti hai isase hedge risk kya pata lagta hai aur iski investor ko benefit hota hai aur vah acchi tarike se dekhta Hai trader ko Forex ko ke Ham kab aur kaise kam kar sakte hain.


                    Click image for larger version

Name:	images (87).jpeg
Views:	1
Size:	12.9 کلوبائٹ
ID:	12411581
                    What control the movement of the forex market?
                    Forex market Mein Ham bahut jyada acchi tarike se apne kaam Ko Agar Karte Hain To hi Hamen benefit Hasil hota hai agar ham decentralized Karte Hain To Hamen No one signal authority hoti hai aur Iske International agency Dekhte Hue aur uski government ko Dekhte hue usually tor per Ham Center bank aur commercial Bank.


                    Click image for larger version

Name:	images (88).jpeg
Views:	1
Size:	8.7 کلوبائٹ
ID:	12411580

                    Forex me firstly earning learning important:
                    Forex Mein Ham bahut acchi tarike se kam kar sakte hain lekin uske liye Hamen knowledge ki jarurat hoti hai agar Ham Apne knowledge ke sath kam Karenge To Hamara kam bahut jyada acchi tarike se Hoga usmein bahut jyada benefit Hasil karte hain trading karne ke liye Hamen practice ki jarurat Hoti Hai knowledge ki jarurat hoti Ek experience ki jarurat Hoti Hai Uske bad Ham trading Karke benefit Hasil karte hain aur acchi movement ka vate karte hain use movement per trading Karke Ham usse acchi earning Hasil kar sakte hain.



                    Click image for larger version

Name:	images (86).jpeg
Views:	1
Size:	8.5 کلوبائٹ
ID:	12411582
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Market ki Movement ko samjh kar entry len

                      Hello everyone I hope aap sab theek Honge aaj ka Hamara topic Hai Forex Mein trading ki best movement kab aur kaise ki Jaati Hai Iske bare mein Ham baat karenge.

                      Understand the market in trading:
                      Forex Mein Hamen bahut acchi tarike se market ko samajhne ke bad reading karte hain Agar Ham market ko Samajh Kar trading Karenge to hi Hamen benefit Hasil Hoga lekin Hamen understand karna chahie market ko Kyunki uski candles ko samajhne ke bad hi best movement ke bare mein pata chalega Jaise hi news Aati Hai uski plan Ke tahat Uske point ko catch Karke use per trading ki Ja sakti hai jisse benefit Hasil Hota Hai.






                      Click image for larger version

Name:	IMG-20220725-WA0005.jpg
Views:	1
Size:	12.7 کلوبائٹ
ID:	12411601

                      What causes price movement in Forex?
                      Forex Mein Ham bahut jyada acchi tarike se maarpeet ko samajhne ke bad trading Karte Hain Jab Hamen price ki movement ka bare mein pata lagta hai Forex trading Mein To Ham usse benefit Hasil karne ki koshish karte hain aur bahut acche tarike Se Usko determine Karte Hain Ki price ko Bid ya ask Mein available offer Mein use karte hain. Jisse Hamen bahut jyada acchi tarike se benefit Hasil hota hai aur jab Ham iski bahut jyada factor ko use karte hain price ki movement ke liye To Aise circles Paida hote hain jisse Hamen bahut jyada acche tarike se benefit bhi Hasil Hota Haieconomic releases, political news & events, interest rates changes, the GDP, or commodity prices.




                      Click image for larger version

Name:	IMG-20220725-WA0003.jpg
Views:	1
Size:	10.9 کلوبائٹ
ID:	12411602


                      How to market move?
                      Agar Ham Logon Ko dekhte hain ki vah kya mante hain bike stock ko demand karte hain yah selling ki supply Karte Hain To Ham price ki movement appear down kar rahe hote hain isase agar mein Logon ki jarurat ke bare mein Pata Chalta Hai selling stop than buying lekin greater than supply and demand ko Dekhte Hue Ham iski price ko fall karte hain understanding Karni chahie supply aur demand Hue easily.





                      Click image for larger version

Name:	IMG-20220725-WA0004.jpg
Views:	1
Size:	4.5 کلوبائٹ
ID:	12411603

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X