No hurry, no worry
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    No hurry, no worry
    kisi b kam mein jaldi ni karni chahye sabar se kam lena chahye jaldi ka kam shaitan ka hota ha or pareshani kisi bat ka hal nahi so relax
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g han forex mein apko kabhi bhi jald baazi nahi karni chahiye aur apko is mein mehnat karti rehni chahiye aur is mein apko apne andar trading skills develop karni chahiyen.
    • #3 Collapse

      G han bilkul forex trading ma jald nai karna chayhe..kyu k jald bazi karne se aksar loss hojata ha is leye forex ma patience karna chayhe ta k bhot ache earning kar saken..forex ma hard work karna chayhe ta k experience hasil kar saken
      • #4 Collapse

        han dear ye aik good buines shia si ko bahut sy loogkr rahy hai leki n jaldi nahi krna hai ye aika cha buines shaisi ko bhaut ys loog kr rahy hain ye aik real buines shai is ko koi bhi kr lsta hai
         
        • #5 Collapse

          G forex trading mein bhi jald bazi se kaam nhi Lena cahaiye kiok jald bazi se open ki hui trade me loss ho sakta hy aur trade ko close karne mein bhi jald bazi nhi karni cahaiye sabar se kaam Lena cahaiye is trha forex trading me loss se Bach sakty han aur profit earn kar sakty han
          • #6 Collapse

            kabhi bhi hurry na karen aap kiun ke hurry ki waja se he loss ka samna karna parta hai aap ko agar aap sahi se bina hurry ke kaam karen ge is market me to aap ko kafi achi tarha se earnings hasil ho saken gi or losses kam hon ge .
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaq46 پيغام ديکھيے
              kisi b kam mein jaldi ni karni chahye sabar se kam lena chahye jaldi ka kam shaitan ka hota ha or pareshani kisi bat ka hal nahi so relax
              jee mere bhai aap ne bilkul theek kaha hai kiun k hamari jald bazi se hamein forex mein kafi nuqsan uthana par ja sakta hai aur forex mein ager ham apni trade ko open karne se pehle behtreen strategy bnayenge to hamein loss se bach kar ziyada se ziyada profit ho sakta hai lekin hamein jaldi nahi karni chahiye
               
              • #8 Collapse

                I agree to oyu.Forex trading mai trader ko kbi b patience less or greedy ho kr trading nhi krni chahiye Q k in situations mai trader ko loss ho skta hai or bohat c difficulties ko face b krna pr skta hai.Isi liye complete patience or achi knowledge k sath hi trading krna better rhta hai.
                https://t.me/pump_upp
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaq46 پيغام ديکھيے
                  kisi b kam mein jaldi ni karni chahye sabar se kam lena chahye jaldi ka kam shaitan ka hota ha or pareshani kisi bat ka hal nahi so relax
                  yes my dear brother forex mein hamein sabar se hi kaam karna parta hai is mein koi greed nahi karna hota warna is se hamara hi loss ho ga aur main aap ko ye bhi batana chahunga k hamein trade open karty waqt apna confidence level bhi high rakhna chahiye
                   
                  • #10 Collapse

                    han dear is buiness mein hurry nahi krni hai ye aik real buiness hais i ko koi bhi kr sakta hai ye aik acha buiness haisi ko bahut ys loog kr rahy hain ye aik acha buiness hais i ko kahein bhi kijaksta hai
                     
                    • #11 Collapse

                      agar tu ap nay koi galti say market may entry kar di ha or ye ap ko kafi loss day rahi ha is k lye ap itna zayda tenshan na lyen ye agar ap ko kuch nai dati tu ap ko ak aucha experince tu zaroor day jayen gi market k lye
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaq46 پيغام ديکھيے
                        kisi b kam mein jaldi ni karni chahye sabar se kam lena chahye jaldi ka kam shaitan ka hota ha or pareshani kisi bat ka hal nahi so relax
                        jab ham forex mein trading start karty hein to hamein sabar se kaam lena chahiye aur my dear brother aap ne bilkul sahi kaha hai jaldi ka kaam shetan ka hota hai aur ager ham apni trade mein jaldi kareingy to is se hamein loss hi ho ga
                        • #13 Collapse

                          G haan bilkul ye baat sahi hai k sakoon ,araam aur sabar rakh k kaam karna chayea aur jald bazi bilkul bhi nahi karni chayea q k jald bazi se nuqsan hoga aur wohi baat k app ziada k chakar main thori bhi ganwa dain gain isliyea emotions ko qaboo main rakhein.
                          • #14 Collapse

                            yes ma manta ho jaldi ka kam shaitan ka hota hai forex trading ma jald bazi karna wala loss he karta hai or jab tak relax ho k trade na ki jye tab tak forex trading mushkil ho jati hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G han app ne sahi kaha ha hmen is business me jald bazi se kam nahi krna chahe kyun k agr hm is business me jald bazi se kam karty hain tu hm is business me loss b ho sakta ha isi liye hmen chahe k hm is business me jald bazi se kam nahi krna chahe kabhi bhi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X