search
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    search
    now a days search ho rahi hai k Forex haram hai ya halal. Islamic knowledge se forex halal ni hai may be
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    my dear jahaan tak mein janta hoon islaam mein busines halal hai is liye forex trading is world ka sab se big business hai to meri rai mein forex jaiz hai but agarap koi shak hai to mein ap ko trading k liye majboor nahi krta
    • #3 Collapse

      I think that first of all it is necessary to be an adult, educated, have to have a good capital, and not be in high school or student hicks who want to become a millionaire. First you have to learn to get a job, earn money, if not enough to find a second job, and if there is already a good financial position to go trading.
      • #4 Collapse

        my dear friend aisa question ap ko foru k logon se nahi poochna chahiay kiunk yahan kam islamic knowledge wale log ate hein ap kisi aalam se poochen aur jawab yahan share karen..........
        • #5 Collapse

          i think k forex market hi sub se best market han jiss me hum easily trading kar lety han aur eaarning bhi kar lety han ye aik best online busienss han jiss me humy itna work bhi nahi karna parta han aur hum is busienss se earning bhi boht achi kar lety han.
          • #6 Collapse

            Mere dost plz aisa question is forum per dobara repeat na karna kiunk ye aisa hi hae k ap kisi kiryana store per ja k medicines ki qeemat maloom karen yahan per koi bhi aalam nahee hae jo is ka satisfactory jawab de ga.
            • #7 Collapse

              main kisi islamic opinion say to clear nahe ker sagta hoon k forex haal hy ya haraam but ager hum diekhain to us main hum hard work kerty hian learning kerty hain our profit our loss bhe hota hy to hum bank wala system nahe hy
              • #8 Collapse

                dear forex k bary me app google me app information ko search kar sakty ho islam me ye business haram nahi ho sakta hay
                • #9 Collapse

                  islam man same currency ka tabadla nae kiya ja sakta. but aik currency k badly dosri currency kharidna jaiz hai. or forex man same aisa hi hu reha hai tamam commodties ka jaiza liya gya hai forex 100percent halal hai.
                  • #10 Collapse

                    dear forex islam mai hlaal hai kun ye tjaarat k zamry mai ati hai aur tijarat kabhi hram nahi ho sakti hai iss leay app isko hram nahi keh sakty jesa app ka other business hota hai wesa he ye forex business hai jiss say app ko profit bhi hota hai loss bhi.
                    • #11 Collapse

                      bhai forex halal kaam hai koi ni kehta k yeh haram hai or yeh real kaam hai or humy bus es ki baat ki tension chor daini chaiyeh tubhi kamaybi mi skati hai or yeh best kaam hai world ka tubhi itny log kr rahain harm hota tu kun karta
                      • #12 Collapse

                        dear hmm ye boht achii bat hy es tarha he hona chahiye forex k bare mai boht se fatwa;s hain halal k b aur haraam k b es liye daikh sun aur smmh k kam karoa ur apnii lfie ko b set karo forex aik behtreen business hy so ap mehnat kar k kam karo aur acha faida haisl karo....
                        • #13 Collapse

                          Is baray main agar aap key pas koi valid point hy to zaroor batayen ya kisi book main ko fatwa hy to zaroor batayen. Jis tarah stock exchange ya gold ka business hota hy, isi tarah forex ka karobar bhi hy aur logon ko is baray main yeh nahi maloom keh woh kia karain aur kia na karain.
                          • #14 Collapse

                            mary bhaio forex aik aisa business ha jis ma ap buying or selling krty hi is liye islam ma b is cheez ki ijazat hy k ap pehlay aik cheez khareedoo or phr us cheez ko sell kr do or apna profit kmao.same cheez forex ma b hoti ha or hum apna profit earn krty hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              mujhe is baare min sahi se knowledge to nahee hai lekin forex main ba zaahir to aisi koi baat nahee hai jo haram ho lekin is k baare main kaafi tazaad paya jaata hai is liye is bare main kuch nahee kaha jaa sakta

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X