kia trading ap ka mood change karti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    dear friend forex trading main trading say mood bilkul change hota hai kiounk agar ap ki trading achi ho ge tu ap relax aur happy hotay hai likin agar ap ki trading loss ki taraf ho ge tu ap parshan ho jatay hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: mnaeemarshad پيغام ديکھيے
      Yes of course that we are earn the profit and we are very happy. If we are face the loss and we are vry sad. We are not happy.
      acha g ye tu general si bat haiwesy ma na abhi tak stary nhi ki trading but aoa ki bat rigjt hai iss business ma aees hw hota hai bal har business am sesa he hota hai
      • #33 Collapse

        ji han trading hmara mood bhot tezi se change kr skti hai . jab aap ko loss hota hai to aap ka mood sad ho jta hia . aur jab apko profit hota hai to aap ayk dam happy happy ho jaty hai. hmy chaye hum apny emotional pr control kr ky work krna chaye.
         
        • #34 Collapse

          Bilkul karti hai actual mien dekha jaye to traders ka mood trading sey change nahi hota hai bal key trading sey honey waley profit ya loss sey change ho jata matlab key loss ho jaye supposed to mood off and isi tarah profit ho jaye to pir chill program.
          • #35 Collapse

            dosto humanin forex trading main apny mood ko dorost rekhna he perta hi agerchay loss ho ya profit kabhi bhi apnay mood ko kharab naheen kerna chaihay aur kabhi bhi sabar ka daman hath say naheen chorna chiahay
            • #36 Collapse

              Jee haan ap ney bilkul sahiee kaha hay kay forex main trading sey mood tu change hota hay jab ap ki several trades profit main jati hay au bohat happy hotey hain aur jab ap ki two or three trades loss main jati hain tu ap ka mood kharab ho jata hay aur ap preshaan hotey hain.
              • #37 Collapse

                forex aik aisa way hai jis say apka mood acha hosakta hai forex per trading karne say bilkul humara mood change hojata hai is mai agr humay good profit hota hai tw humay khushi hoti hai per agr loss hota ha tw usi waja say humay dokh hota hai forex per daily humay profit k saat loss b hojata hai
                • #38 Collapse

                  jiss wakat profit mill raha hota hai us wakat to humara mod thk howa karta hota hai lekin jiss wakat me samjhta hun k profit humaray pas nahi hota hai humara mood b upset ho jaya karta hota hai lekin hume preshan honay ki zrorat nahi hum khud ko behter sikha kar achay trader ban saktay hain.
                  • #39 Collapse

                    Bhai jan mai apko btana chahoo ga k trading koi game nhi hai or na hi game ki trha trading krni chahiye Q k agr game smj kr trading ki jaye to trader ko bohat c difficulties ko face krna pr skta hai or loss b ho skta hai isi liye hmesha complete patience or money management ko use krtay huway hi trading krni chahiye and then trading start krni chahiye/.
                    https://t.me/pump_upp
                    • #40 Collapse

                      forex mai trade kerte time app ko koish kerne hote hai ke app jo hai woh apne app per depend kerahe aur koish kerahe ke app jo hai woh hamesha market mai relaxed ho ker kaam kerahe.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #41 Collapse

                        Dear member forex business treading karnay say mood jange hojata hay is mein achei earning say khushi hoti hay forex business kay jesa koi business nehain hay forex mein demo account par practice karni chaheye forex zabrdast business ,,,

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X