kia trading ap ka mood change karti hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia trading ap ka mood change karti hai?
    g han jnab trading to apka mood change krti hai jb faida ho to b mood change jb nuqsan ho tb b mood change
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex trading main emotion par control karna parta hay profit hota hay to humen khusi hoti hay or jab lose hota hay to hum boht ziada upset hote hain mere kiyal main mood thek rakhna chahiye foerx is a bussiness.
    • #3 Collapse

      Yes of course that we are earn the profit and we are very happy. If we are face the loss and we are vry sad. We are not happy.
      • #4 Collapse

        yes there are many times when i feel that the forex trading change my mood because when i loss my money my mood become bad and i do not want to do the further trading but when i gain profit then my mood become good.
        • #5 Collapse

          Bhai jan forex treading to bilkul apka mod chang krti ha jb hmy is kam ma fiyada hota ha to hm khush hoty hain bht he ziyada lakin jb hmy forex treading ky kam ma loss hota ha to hm udas ho jaty hain ya hamry mod par he depand krta ha ky hm khush bhe hoty hain aur udas bhe hmain forex treading ka kam krty waqt apny emotinces par control krna cheya
          • #6 Collapse

            g bilkul. forex ki trading business mein jab hamein profit hota hai to phir hamara mud acha he hota hai aur jab hamein loss ho jata hai to hamara mud off ho jata hai because emotional are being involved.
            • #7 Collapse

              forex trading main kabi kanbi yeh b a jata hai k hum is ay achi earning kertay hain jis ki wajs ay huara mod kafi kahd ttak behtaar ho jaat hai.
              • #8 Collapse

                jee bilcul trading mood to change ker he dati hai jeb profit ho to hum khush hotay hain aur jeb loss ho to mood b zra loos ho jata hai but humain loss per ziada prachan ni hona chahie aur pane ap ko semblne ki koshish kerni chahie kuin k loss aur profit to business ka hisa hotay hain belke mazeed mehnat ker k trading kerni chahie.
                • #9 Collapse

                  Gee bahai sahab trading hamara mod change keri han ager ham profit kama rhe hon to mod theak rhe ga ager loss hoga to mod change hoga
                  • #10 Collapse

                    offcourse jab hamain faida pohanchta hai to hum khoosh ho jaaty hain jb nuksaan pohnchata hai to tab ro party hain kia ajeeb zindagi hai hum logon hyna
                    • #11 Collapse

                      g ye to hai ke forex mein trading hamara mood change kardeti hai lekin ham ko agar is mein akmiyab hona hai to hamko chhaiye ke ham is mein emotion less hokar trading karen.
                      • #12 Collapse

                        Ji han hmara mud change hojata hai, market k utaar chrhao k hsab sy hmary mud men b utaar chrhao ata rhta hai
                        • #13 Collapse

                          g janab bilkul trading mood pe bohat asar daalti hai jab tak trade lagi hoti hai tension ka aalam hota hai aor trade profit main aa jaae to mood acha aor agar loss main to mood bura....
                          • #14 Collapse

                            g bilkul sahe kaha forex trading main emotion par control karna parta hay profit hota hay to humen khusi hoti hay or jab lose hota hay to hum boht ziada upset hote hain mere kiyal main mood thek rakhna chahiye foerx is a bussiness..../////
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g bilkul sahe kahha trading hamara mod change keri han ager ham profit kama rhe hon to mod theak rhe ga ager loss hoga to mod change hoga,..///
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X